Trading mein mistakes
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mein mistakes
    Forex market mein aap trading trading kartay hain tou iss mein mistakes ki koi gunjaish nahin hai aap ko apni mistakes per control karna paray ga aur jo mistakes aap kartay hain unn sae kuch seekhnay ki koshish karain aur monthly basis per apni mistakes ka analysis kya karain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    yes bilkul theek bat hy forex mai mistake ki koi gunjaish nahi hy ager ap ny bina sekhy kiya hy is kam ko tu apko samjh lyna chahiya ky yi ap ky kise kam nahi ai gi balky ulta ap ko loss hi day gi is ko peh;ly sekhy us ky bad is ky kuch rules banay or un ko achi tarha apny mind mai rakh ly wo lazmi ap ko faida dy gy ager ao ny un ko tora nahi yi wo ap ko loss nahi hony dy gy jis waja sy ap ko montb ky end mai profit hi mily ga.
    • #3 Collapse

      G hn dosto agr forex trading ma trading krna chaty hy to es k ly zroori hy k hmain ma apni mistakes ko control krna ho ga kiun yha pr aik choti si mistakes ki b saza loss he hy or ye loss kb kitna ho jy ye kisi ko ni pta hy lkin jitna ho skhy ap mehat kr k apni mistakes ko control kry lkin agr kbi aik adh br mistake ho b jy to es ko ignore na kry bilkay ap ko chy k ap es sy sbak hsal kry or khoshish kry k phr kbi ap sy ye mistake na ho
      • #4 Collapse

        Mistakes insaan say ho hi jaati hain aur mistakes har aik trader karta hai lekin acha trader wohi hota hai jo apni trades ko dobara say check karta hai. Apny positive point aur apni mistakes ko check karta hai aur phir apni mistakes par kabu paaney ka liey hikmate amli tiyaar karta ha.
        • #5 Collapse

          Trading mein agar hum mistakes kartay hain tou iss mein hum apna nuqsaan hi kartay hain aur iss sae humain bahut zayada loss ho jata hai aur humain inn komkam karnay ya khatam karnay kay lye koi strategy banani chahyea ta kay hum mistakes ko overcome kar sakain aur apnay loss per kaaboo pa sakain
          • #6 Collapse

            G bhai bilkul hamien forex mein apni mistakes ko note karna chahiey ta k hum next time ye ghaltian dobara na karien.agr ham jald bazi na karien tu Umed hai kafi mistakes door ho jaien gi. Q loss ki sabh sy bari waja yehi hai k hum sabr nahi karty aur jald mein loss uthaty hain jis sy hamara jaldi account wash ho jata hai
            • #7 Collapse

              dear bilkul ap ki baat theek ha forex trading me mistake ki koi gunjaish nehi ha or aik mistake ki waja se ap ko bohat zada loss ho sakta ha isliey ap ko chahiey agr galti se mistake hoti ha to osay highlite karay or os se sekhnay ki try karay wo ap ki mistake ap kay liey faiday mand sabit is tarah ho sakti ha kay ap phr os mistake ki tarah kabi b loss nehi karay gay
              • #8 Collapse

                g bhai ap ne bilkul thek kaha hai forex me ham boht sari mistakes karty hain full experience or skills k sath bhi ham se mistakes ho jati hain to newbies se to boht ziada mistakes hoti hain to ham ko apni mistakes se sekhna boht zarori hai agr ham apni mistakes ko ignore kar dein gy to ham kabi bhi forex ko sekh nhi sakty
                • #9 Collapse

                  Bhai mistake ka hona ye koi buri bat nai hay magar mistake kar k us ko igore karna bahut buri hay q k is trha kis mistake next time phir sy repeat ho sakti hay aor same mistake kar k ap kafi bar loss kar sakty haen kamyab wo log hoty haen jo apni mistakes sy seekhty hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Jnb bat yeh ha k mistakes to hoti he hain forex trading main aisa nai ho skta ha k mistakes na hon lekin yeh ha k agr mistakes pay qabu na kea jaye aur un mistakes ko identify na kea jaye to forex main loss k chance bahut ziyada hain so try yeh honi chaheay k kam say kam mistakes hon ic hwalay say tb he hun aik achay trader ban sktay hain.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X