kia ap forex trading ko apna profession bna sakty hn
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kia ap forex trading ko apna profession bna sakty hn
    dear forum members maira ap se sawal ye hy ke kia ao forex trading ko profession bna sakty hn plz apny apny views share kren
    Signature removed by moderator
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: abidmalik پيغام ديکھيے
    dear forum members maira ap se sawal ye hy ke kia ao forex trading ko profession bna sakty hn plz apny apny views share kren
    G brother ham forex trading ko apna profession bna sakte hain agar ham forex k liye mehnat krte hain aur forex men apna acha experience bna lete hain to phir ham firex ko apan profession bna sakte hain
    Hamen chahiye k ham mehnat kren aur ziada se ziada experience lene ki koshish kren ta k ham forex ko apna profession bna saken aur apni trades ko behtar tor pe run kr saken
    • #3 Collapse

      G bilkul ap forex trading ko apna full time profession bana sakty hain q k is business mai waqai wo power hai k apki life ko change kar sakta hai aur bohat se logon ne apni life ko badla bhi hai.
      • #4 Collapse

        yes dear forex ik bahut hi acha kam hy isy ager seekh kar kiya jay tu mai samjhta hun ky yi ap ky liya kafi profitable kam ho ga banisbat 2sry kamo ky or ager hm is ko prper money manegment ky sath kary gy tu lazmi hm is ko apna profession bana sakty hy or is mai hm apna future daikh sakty hy bas thora risk ziyada hota hy tu hamy samjh kar karna chahiya.
        • #5 Collapse

          G Bhai AP forex ko profession bana sakty Han kafi dost asa Han Jo forex ko full time Kar rahe Han aur forex SA aik achi earning Kar rahe Han aur ab woh forex ko as a profession Kam Kar rahe Han ..forex aik bahot acha business hai agr ham forex ko learn Kar ka aur experience ka sath Karan to forex mein bahot achi earning ho sakti hai aur Han profession smjg Kar Kar sakty Han...
          • #6 Collapse

            g bhai jan bilkul ham forex trading ko apna professional bana sakty hain es me hamara future chupa ho sakta hai forex ko agr ham sekhny me kamyab ho jaty hain or es par zyada time spend karny me kamyab ho jaty hain to es me ham ko jab earning ana shoro ho jati hai to ham es ko apna professional bana lein gy
            • #7 Collapse

              Han forex ko procession bniya ja skta hai lekin aisa karny ke bad apko asay serious lena ho ga koun ke aisa agr na kia jay tu phr sirf aur sirf time waste hi hota hai kbi bhi kisi job ko agr professional lena ho tu us per fully focus zarori hai
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: abidmalik پيغام ديکھيے
                dear forum members maira ap se sawal ye hy ke kia ao forex trading ko profession bna sakty hn plz apny apny views share kren
                Bilkol forex trading ko profession banaya ja sakta hay is men kisi kisam ka koi doubt nai hay aor na hi is mein kisi qisam ka koe fraud hay hamesha investor ki koshish hoti hay k us ka sarmaya safe rahy forex men investor ko kisi qisam ka koe fear nai hota
                • #9 Collapse

                  dear kisi bhi kaam main kamyabi k liye hamain usay apnay pooray dil o dimagh k sath apnaana bahut he lazmi hota hay q k is main poorai tawajo na ho to is main koi manzil milna mumkin nai hota hay so hamain forex main kamyabi k liye isay apna professional bana k he is main success hasil ki ja sakti hay thori bahut earning k baad ham apnay aapko complete traders nai keh saktay hain.
                  • #10 Collapse

                    Ji janab apne boht Acha sawal kia hai janab forex trading is all over the world's best business forex ko hum as a profession bhi kar sakte hain ager forex main hum mahnat karte hain market k bare main jaan jate hain aur knowledge aur experience bhi trading ka rakhte hain to definitely hum successful traders ban sakte hain aur forex ko as a profession bhi hum kar sakte hain
                    • #11 Collapse

                      G bilkul fkrex ko hm as a full time job le skte hen par us waqt jb hm forex se kafi earning start kr len.agr kci k pas job ho r wo forex start krta he to apna job sath carry kre yhan tk k uski earnings lakhon me ho jae
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Absolutely app forex ko bilkul apna profession saktay hain balkay bht se logon ne is ko apna profession bnaya hua hy jin k pass job ni hay ya jin k paas karobaar k lie bht bara sarmaya ni hy wo forex ko bator profession apna saktau hain ye bht acha business hy is ko kam sarmaye wala bhi apna sakta hy

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X