Forex mein over trading
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein over trading
    Forex mein aksar members bahut achi trading kartay hain lakin woh lalach mein a kay over trading karna shru kar detay hain jis ki wajah sae agar unn ka koi profit bhi ho tou woh bhi loss mein chala jata hai issmlye over trading se guraiz karain aur aik trade per kaam karain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Over trading bhi forex mein aik qisam ka virus hi hai jo insaan ko majboor karta hai kay aap iss mein mazeed trade lagain yeh aap ko profit dae gi aur jab banda trade laga deta hai tou market reverse ho jati hai aur woh uss trade ko bachanay kay chakar mein doosri taraf bhi trade open kar deta hai jis sae uss ka loss barhnay lag jata hai aur account hi wash ho jata hai iss lye over teading na karain aur aim trade kay close honay ka intezaar karain
    • #3 Collapse

      G Bhai agr ham ko profit ho jata hai to hum ko sub SA pehly withdraw Kara lyna chahya ta keh Jo profit ho at least woh to withdraw Kara Lyn ku keh asa na ho keh hamari over trading ki wajha sa woh bhi loss na ho jay .es Lia AP sub log ziada lalach ka chakar mein kahin loss na Kar jayn to AP sub over trading SA Bach Kar rahyn...
      • #4 Collapse

        dear bro jub forex trading main ap ko proper profit ho jai to ap ko mazeed trade ni lagany chay ,isi trade ki trade ko hum overtrading kehty hn ,over trading ko hum laluch bh keh sakty hn ,yahi chand aik factor hn jo aik trader ki trade ko kharab kerty hn lkn ager in factors ko dekha jai to ye factor bahut important hn
        Signature removed by moderator
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: atif111 پيغام ديکھيے
          G Bhai agr ham ko profit ho jata hai to hum ko sub SA pehly withdraw Kara lyna chahya ta keh Jo profit ho at least woh to withdraw Kara Lyn ku keh asa na ho keh hamari over trading ki wajha sa woh bhi loss na ho jay .es Lia AP sub log ziada lalach ka chakar mein kahin loss na Kar jayn to AP sub over trading SA Bach Kar rahyn...
          Bhai mery hisab se tu profit ko withdraw nai karna chahiye balky humy apny balance ko ziayda karna chahiye kiu ke jitna ziayda balance ho ga hamry pass utny achy or secure trading ho gy kai bar aisa hota ha ke hamary account me balance khatam ho jata trade loss me auto close ho jaty ha lekin market phir wapis a jaty ha yani ager thora balance or hota tu humy profit mil jata.
          • #6 Collapse

            han g bhai jan ap ne bilkul thek kaha hai ham aksar yehi ghalti karty hain k ham apny emotion par control nhi kar paty or aik bar aik profit ho jay to ham se sabar nhi hota ham jald se jald zyada se zyada pasy kamany k chakar me aik se zyada trade lga dety hain or ham ko in ko control karna nhi ata jis waja se ham loss me chaly jaty hain
            • #7 Collapse

              Dear forum friend apne bohat achi bat ki hai bilkul humain forex mai apne lalach ko nai analysis aur chart ko daikhna chahiye jitni market ki samjh aaye utni trading karni chahiye usse ziada nai warna account bhi wash ho sakta hai.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                G han ap ki bat bilkul theek hay k agar hum trading se profit earn karna cahte hain tou us k liay humain cahaiay k hum over trdaing nai karain aur na zada profit ki lalach karain balke humain market ko watch kar k ayr analyes kar k trde karni cahiay take achi trade kar sakain aur loss se bache reh sakain

                اب آن لائن

                Working...
                X