the art forex trade
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    the art forex trade
    how long does it take one to master the art of forex trading and what factors should one consider when looking in to getting in to forex trade as a business and a viable longterm career
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    meray dost ye sab toh depend karta hay ke aap kitny mehnat karte ho, banday ko bas chahye ke woh ziada say ziada time lagae aur forex ko seekhay, is tareekay say woh jaldi earning karna shuru kardega
    • #3 Collapse

      Dear agar ap is business main long term survive karna chahtay ho tu ap forex ko proper tarha se learn karo or achi practice kar k hi is business main successful ho saktay ho q k forex koi art ni is ko har person kar sakta hai.
      • #4 Collapse

        g forex e art ha jo is may apm ay apnay fun ka muzahira kr na ha jo is may kam yab ho jay ga wo ji is may kamyab ho jay ga oe apkoa ko apnay fun pay maharat hasil honi chaya or
        • #5 Collapse

          forex trading ek art hai ye koi science nahi hai forex trading ko as a art samajhne ki koshish karni chaye or forex trading main kabhi esa nahi karna chaye ke jese ap ek point par akar bohat zyada confident ho jao
          • #6 Collapse

            when i recognize The idea we have the Best kind involving trading for the market ALONG WITH The item way when i realize The idea trading inside a good business.Well it totally totally depends on a person himself that how much time he or she takes in learning forex and gaining knowledge about it.
            • #7 Collapse

              forex trading aik proper business hai aur yeh proper knowledge kay baad he kiya jaata hai jab app apne knowledge ko sahi direction main use kartay ho to app sahi trade open kar kay acha profit earn kar saktay ho.
              • #8 Collapse

                meray dost ye sab toh depend karta hay ke aap kitny mehnat karte ho, banday ko bas chahye ke woh ziada say ziada time lagae aur forex ko seekhay, is tareekay say woh jaldi earning karna shuru kardega
                • #9 Collapse

                  Forex trade aik art nae h is ko hr koi nae kr skta h is ko just wahe log kr paty h jin k pass forex trading ka knowledge hta h or jo is m kafi hard work krty h forex trading m ane s phly hmy is k bary m bht acah knowledge hna cahahye ta;k loss s bch ksy or achi earning kr sky
                  • #10 Collapse

                    yeh aik boht acha forum hy aur jo log forex mein new hoty hein un k liy boht acha hy aur ap ka thread bi boht acha hy muj ko ess mein seekhny k liy boht kuch mila hy aur mein ess ko boht zyadh like krta hoon. lekin jahan tk ap k thread k jwab ka talaq hy to mein abi new hoon mujh ko sai trh sy pta nai hy ess liy ai mein sirf study kr rha hoon%%
                    • #11 Collapse

                      asalam u alaikum apne bhot acha thread post kia lekin me to yaha naya aya hon is liye is barey me mujhe kuch zyada pata nhi hai or me forex k barey me zyzda se zyada knowledge hasil karna chahta hon ye bhot acha blog hai is se acha blog shayd koi or nhi hai bhai apka sawal toh mere sir k uper sey hi guzar gya me kesy jawab doon.......
                      • #12 Collapse

                        forex ki trde koi art nae es kae bare mae haer kisi ko sekhna hota ha koi ase a6i trah se laern kar kae eaning a6i kar skta ha es mae koi art nae ha
                        • #13 Collapse

                          I'm sure currency stock trading is most beneficial with regard to part time as well as standard employment and so we small business within currency trading with regard to advantage. Here are a couple of the values as well as pairs these tend to be commercial businesses. Many man and women tend to be being profitable with this small business.
                          • #14 Collapse

                            yes my dear sir i am agree with you main manta hn k forex main master hone ky lay to kafi mehnat aur time lagana parta hy jis sy keh ap master bn skaty hain kafi laerning ki bhi zaortat hy aur sath main demoo practice ki bhi
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Hum brother apni mehnat say dunya ka koi bhi kaam anjaam day saktey hai mere bahi her kaam karney kay liye mehnat experience knolwedge hona bohat hi zaroori hai jiss ki waja say hum koi bhi kaam easy kar saktey hai forex bhi mehnat or experience and knowledge mangta hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X