support and resistance

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    bhai meri to abhi sahi ja rahi hai lekin support or resistance levels per me trading nhi karta hon kiun ke woh mujh ko sahi se samajh nhi aye hain is lye me koi kisi kisam ka risk nhi lena chahta hon un per or me trends ko dekh kar kaam karta hon .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Support and resistance ki base per trading karney waley bhi bhot hitey hain but mien sirf or sirf support and resistance ko dekh key kaam nahi karti houn mien hamesha kuch indicators bhi use karti houn or support and resistance key liye mien fibonacci levels use karti houn.
      • #33 Collapse

        Mein abhe yahan new hon aur posting kar raha hon sath sath learning pe bh focus hai. Abhe trading start nahi ki es lye support and resistance ka experience share nahi kar sakta. Jb trading start Karen gy tu apna experience zror share krty rahen gy.
        • #34 Collapse

          jab aap kisi currency pair me kam karte hain to zarori hai k us currency ki history aap ko pata ho k kitna volatile hoti hai average me, or us k resistance or supprt level ko samjhna hota hai k woh hai kis jis ki help or samjhne k liye market me indicators or charts available hain.
          • #35 Collapse

            support and resistance ki strategy best hoti hai aor ziada tar traders is hi strategy pe kaam karte hain aor ye indicators ko jo follow karte hain asal main wo bhi support and resistance hi ko follow karte hain
            • #36 Collapse

              Me forex me trading perfect method se kar raha hun kyoun k forex ek aisa business hai jis me support or resistance bhot necessary hoti hai pher ja kar he hum is me trading kar skhty han is lye forex ko sekhna bhot zarori hota hai jab hum kesi ki support lety han to humen bhot acha feel hona chaye
              • #37 Collapse

                janab meri trading tou buhat achii ja rahii hae.. or main iss business main kaam karkay buhat achii earning kar raha hoon.. janab main tou support and resistance kay rule pe trading nahin kar rahaaa hon kynk mere pass itni knowledge nahin hae lekin main janta hoon k agar hum iss rule pe trading karen tou hum achi earning kar saktay hain..
                • #38 Collapse

                  forex trading mien support and resistence pe jo log bhi trading karte hain wo bohat hia chi trading karte hain apko chahiye ke ap is business ko theek se seekhen taake ap is mien kamiyab hosaken.
                  • #39 Collapse

                    in dono ko follow kar kay market main kam karna ho ga jis say humain market main achi earning hasil ho skay jab market main ups and downs hoty hain to humain achi earning ho gi
                    "The mind is everything, What you think you become"
                    • #40 Collapse

                      Dear brother i am new in forex forum trading abhi may seek raha ho mumujai ni pta ke ye kia cheez hai agar agar bata saksakta hai tu please help me dosra may demo may practice karta ho tu 4 din may analysis say 7000 usd banay jo may liayai bari kamyabi hai analysis may
                      • #41 Collapse

                        My dear support and resistance k oper trading kerna to forex ka phela our basic rules maen say aik hy app ko us main support and resistance major areas ko find ker k to us k oper trading kerni chahy
                        • #42 Collapse

                          forex trading main market support aur resistance kay hesab say move karti hay so humay chahiey keh en levels ko understand kar kay he trading karen kyun keh tabhi acha profit earn kea ja sakta hay
                          • #43 Collapse

                            market apny support or restistance ko test ker k hi chalti hai apko in ko learn kerna ho ga is se ap market men acha kam ker ksaty hein or market k proce behavire ko learn ker skaty hein
                            • #44 Collapse

                              Forex market main trade kerty huey jab ap kisi bhi pair main trade open kerny sy pehly jab same pair main market chart open kerty hain tou ap same pair main market ki previous movement top aur bottom tak jo limitation show ho rehi hoti hai usko support aur resistance kehty hain jis ko follow ker ky ap trade kerty hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                ye sab k liye best buisness hai is main learn kar k hi trade karni ho gi tab hi hum market main acha earn karein gay aur emotion ko kabo main rakh k hi trade karni ho gi ta k profit hasil karein gay it is best

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X