Forex trading main loss se derna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading main loss se derna
    ​Dear forum members forex trading main profit loss dono hi is buisness ka hissa hn, aik trader ko loss se ghabrana ni chay bulkey us loss se sabak seekhna chay aur jis waja se loss hova ho us ki reason ko talash kerna chay aur again wohi mistakes ni kerny chay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G han ap ki bat bilkul theek hay aur main ap ki bat se agree karti hun k forex trading main humain loss aur profit donohote rehte rehte hain aur humain loss k ho jane ki surat main ghbrana nai cahaiy balke apni mustake ko follow kar k usay khtam.karna cahaiy take humain next loss na ho aur hum achi trde kar sakain
    • #3 Collapse

      yes dear yi loss is kam ka hisa hy jis tarha ap koi bi kam karty hy us mai loss bi hota hy or loss hi ki waja sy ap us ka ko halal samjhty hy or wo kam ap karty hy tu lazmi ap ko us mi poit bi hota ho ga fark sirf itna hy ky ismai ap ko ager s ki samjhnai hy tu ap ko lss ziyada hota hy is mai risk thora ziyda hota hy lakin isma pofit bi ap k ziyada mita hy..
      • #4 Collapse

        G dear forex main ya kisi or buisness main loss to lazmi ha kam ya ziada .but loss se darna sahi nahi balky loss ko face krna hi kamyabi ha loss kam ya ziada trader ki trade pe depend krta ha .baki koi masla nhai jb tk loss nahi ho ga us kam ko seekhna kesy aye ga kesy seekha jaye ga .loss ko face krna hi kamyabhi ha .is se darna nahi chaye .
        • #5 Collapse

          g bilkul ap ne thek kaha hai forex me ham ko profit k sath sath loss lazmi hota hai or aik kamyab trader wohi hai jo loss ko bardasht kary or us se sabak hasil kary business me kabi bhi ap ko hamisha profit nhi milta kabi up kabi down but jab loss ho to us ko control karny se loss ki ratio kam ho jati hai or profit zyada hota hai
          • #6 Collapse

            Forex trading business ha or business ma profit or loss hota ha or hmen loss se daina nh chaea agar hmen Lisa ho b jaye tou uski wajah talash karni chaea k ye loss hmen kyun or kis wajah se hua ha or ainda apni mistakes se sabaq seekhna chaea or koshish karni chaea k ainda Ham apni mistakes repeat na Karen
            • #7 Collapse

              dear ap ki baat bilkul theek ha loss or profit forex me hamari trading ka hisa ha or forex me Aam toor par loss ho jatay hain ap ko loss se fear honay ki zarorat nehi ha balkay ap ko positive rehna chahiey or agr ap ko loss ho to wo ap kay weak analysis or mistake ki waja se hota ha ap ko tention leny ki bajaey apnay analysis ko strong or mistake se learn karna chahiey takay ainda loss na ho
              • #8 Collapse

                G bilkul sir apne bilkul sahi kaha kun k buisness me loss or profit dono hoty han kun k buisness me ups and downs hoty rehty han is liay hamen is ki tension nhe leni chaey hamen sabaq hasil krna chaey k hum ne kia mistake ki hy jo muje loss hua hy phr us mistake ko dobara krne se bachma chaey
                • #9 Collapse

                  Dosto forex trading aik bhr bra business hy or ye business loss or profit ka business hy or agr kisi trader ko kisi wja sy es ma loss ho jta hy to trader ko darna a ni chy Bilkay os ko sbr k sath sochna chy k mjh sy aisi knsi galti ho gai hy jis ki wja sy mjy loss hua hmain apny loss sy sbak seekhna chy tak hm future ma phr kbi aisi galti na kry
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Star401 پيغام ديکھيے
                    ​Dear forum members forex trading main profit loss dono hi is buisness ka hissa hn, aik trader ko loss se ghabrana ni chay bulkey us loss se sabak seekhna chay aur jis waja se loss hova ho us ki reason ko talash kerna chay aur again wohi mistakes ni kerny chay
                    Assalamualaikum G bhai Main nose ke baare mein aap ko batate chalo Ge aap Duniya Ki Kisi bhi business ko Karte Hain To usne loss or profit dono ek Sath Hai kaam karte hain isliye agar aap ko trading Mai loss ho raha hai to aap ko chahiye ke aap Phir Na Kare Kyunki Agar aapko kuch timeless hoga to aap usse Sikh Jayenge aur us laws Kabir cover kar sakte hain
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Star401 پيغام ديکھيے
                      ​Dear forum members forex trading main profit loss dono hi is buisness ka hissa hn, aik trader ko loss se ghabrana ni chay bulkey us loss se sabak seekhna chay aur jis waja se loss hova ho us ki reason ko talash kerna chay aur again wohi mistakes ni kerny chay
                      Assalamualaikum Ji Bhai Forex trading main agar aap loss kar Baithe Hain Yahan Insaan Ho jata hai to aap ko Darna Nahi Chahiye Kyunki yeh ek basically baat hai K Har Business mein agar aapko loss hota hai to kuch time ke baad aap usne profit Bihar set kar lete hain
                      • #12 Collapse

                        dekhen jee nafa aur nuqsan to har karobar mn sath sath he chalta hay. nuqsan kay dar say karobar na karny waly to kabhi bhi kamyab ni ho sakty. kuch na kuch hasil karny kay liye risk to lena he parta hay. agar ap hamesha darty he rahen gy to phr kamyabi hamesha ap say door he rahy ge. nakaami say he kamyabi ka maza ata hay.
                        • #13 Collapse

                          Asslam o alaikom ek acha trader wohi hai jis ko loss ka dar na ho ek achay trader ko chahiye jab bi trading karay fresh mind ke sath trading karay or hamesha profit se sath sath loss ke liye bi khod ke mently tiyar rakhay ta ke agr loss ho bi jay to ziada feel na ho jab ek trader ke mind me loss ka dar ni ho ga to us ka confidens khod bharay ga is liye is dar ko nikalna zarori hai
                          • #14 Collapse

                            G han me aap ki bat sy mtafiq hon k hmeen forex me profit or loss dono both hen or agr loss ho jay to ghbrana nh chahey blky sabar sy kam lena chahey
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              g han trading business main profit and loss hota rahta hay.is liya ager trader ko kisi bi trade main loss ho jay to tension nahi lani cahiya.kue kay ik sahi trade apko is business main buhat profit day jati ha.mager koshish ya karni chaiya kay apko is business main kam say kam loss ho takay us loss ko jald recover ker liya jay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X