Kia forex trading k leye ap job chornay ko tyar hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia forex trading k leye ap job chornay ko tyar hai
    Ye sawal ziyada tar aon logo say hai jo already on job hai aor job k saat saat forex trading be kar rahe hai so apka future plane kia hai kiya ap forex trading ko job par tarjeeh dainge kia ap forex trading k leye apni job ko chorna chahengay ya nahi maira personal suggestion tu aon tamam logo k leye ye hai k ap job na choro balkay job k saat saat forex trading be jari rako
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G dear jesy k ap janty hyn k forex ayk buht acha business hy aur es k sath forex ayk buht he thought aur complicated business be hy jis ko samjhny k liey karny k liey ap k pas experience aur knowledge aur buht sari practice honi cahiey aur us k bawjood ap ko market ki some time bilkul he samjh ni ati to es liey main to yeh he suggests karon ga k ap apni job lazmi continue rakhen.
    • #3 Collapse

      Dear bro forex trading aik unexpected business hy is main ap ko permanent salry ni milty kabhi prifit aur kabhi loss jub ke job main salry milty hy jo ke her month mil jany hoty hy, jo log job waly forex kerty hn un ko job ni shodny chay bulkey forex ko side business samjh ker kren
      • #4 Collapse

        dear forex hy tu kafi acha kam per is mai risk kafi ziyada hy or ager ap mai lalch hy or saber nahi hy tu mai samjhta hun ky ap ko is mai loss ho sakta hy jis waja sy ap ky account ko wash hony ka khtra kafi ziyada ho sakta hy jaha tak bat job ky chorny ki hy tu mai kehta hun ky job ko nahi chorna chahiya kiyo ki ap is forex ko part bi kar sakty hy..
        • #5 Collapse

          Ager itna tazarba ho jay k loss nai ho sakta tu ho sakta hai k job ko chode do abi tak tu itna tarzba nai hai is k kyun k yahan ma new ho aur ilam bi kam hai
          • #6 Collapse

            G han agr ap kou achi job kar rahe hain tou ap ko cahiay k ap apni job k sath sath trading business ko bhi contineu rakhe aur is se bhi achi earning karte rahe boht se log aese bhi hay jo k sirf trading hi karte hain aur is se achi earning hasil kar rahe hain lekin us k liay humare pass achi investment ka hona bhi zarori hay
            • #7 Collapse

              Dosto es ma koe shak ni hy k forex trading aik bht he Acha business hy or ye hmain kafi Acha profit dyta hy lkin ye hmain profit k sath sath loss b dyta hy agr hm sy koe trade galt lg jy ya hm sy koe mistake ho jy to phr es ka loss b kafi zyda ho jta hy jo mhena mhena ni recover hota es ly jo trader job krty hy wo job kry or forex trading ko as a part time k tor pr ly
              • #8 Collapse

                dear forex se earning kar kay depend karna bohat hard ha ku kay forex aik risky business ha or baaz okat ap kay pass jo investment hoti ha wo b loss ho kar haath se chali jati ha jis se life mazeed mushkalat me ja sakti ha me to forex kay liey apni job ko nehi chor sakta ho ku kay forex me loss hona aik aam baat ha or tention me ap profitable trading nehi kar saktay is liey forex kay sath aik jobs lazmi honi chahiey yeh mera point of view ha
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
                  Ye sawal ziyada tar aon logo say hai jo already on job hai aor job k saat saat forex trading be kar rahe hai so apka future plane kia hai kiya ap forex trading ko job par tarjeeh dainge kia ap forex trading k leye apni job ko chorna chahengay ya nahi maira personal suggestion tu aon tamam logo k leye ye hai k ap job na choro balkay job k saat saat forex trading be jari rako
                  Assalamualaikum G bhai Forex trading at popular business hai lekin Mere drive mein yeah nahi hai agar aap Forex trading kar rahe hain to aap apne Kisi business ko kis ke baje se chod dena Forex trading co 1 part time business banale Woh best hai
                  • #10 Collapse

                    main is business main wasay bi new hoon or abi main is business main learning ker raha ho.or main cahata hoon kay main is business ko seekh ker is business ko part time main hi karo.han ager main is business main achi earning ko karnaylag gaya to main phir apni job ko choray kay baray main soucho ga.abi filhal main apni job ko is business ki khater nahi chor sakta..
                    • #11 Collapse

                      Mery khayal mn to agar koe banda pehly sy job kar raha hay aur forex mn naya aya hay aur usy pehly forex trading kay bary mn kuch pta aur tajarba ni hay to usy foran apni job ni chorni chahye us waqt tak jab tak wo forex ko achi tarah seekh na lay. jb wo is qabil ho jay kay khud say forex trading kar sky aur acha khasa munafa kamany kay qabil ho jay to fr job chor bhi sakta hay.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        bhai forex trading aika sya business hai jis main hmain loss bhi hota hai es liye hmain apni other job lerave nahi karni chahye q k apko aghr forex main account wasgh ho jay yah apko eraing nahi mily tu ap os wakt apni loife main os sjob se help lay skty hain agjr ap forex par he tarjeh dengy tu ap ko boht time ayse ayengy k ap ko boht mushkil hogi eraning ki wjah se q k ap k pass dosra option nahi hoga earning ka part time zeyda best hai

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X