lot size

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    lot size
    Lot size se hum trading mein apna volum set kar saktay han ziada lot size lagane se agr trade analysis see open ho gi tu profit ho ga aur agr koi mistake ho jati hy tu account bhi wash ho sakta hy is liye lot size ka use apne balance ka money management k hisaab se karain tab hi kaamyaab trading kar k profit earn kar saktay han
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G Bhai I am agree with you ham jub bhi trade lagaty Han to lot size bahot depend karta hai aur ham ko chahya keh lot size Kam SA Kam lagana chahya KU keh agr loss bhi hota hai to ham ko ziada loss NI ho ga aur account wash bhi ni ho ga es Lia AP try Karan keh lot size Kam SA Kam rakhan ta keh apka account wash na ho...
    • #3 Collapse

      G bhai ap ny sahe kha k lot size km ho agr apki galti ya km knowledge ya unlucky mrket down jati hai to ap ko loss km ho wrna apka account fully wash ho akta hai jis sy apko koi faida ni ho ga to pls lot size smjh k rkhy
      • #4 Collapse

        Dear agr lot size bonus pe depend krta hy k agr ap k account me maximum bonus hy to phr ap lot size ziada rakh sakty han or agr ap k pas bonus kam hy to phr ap ko apna lot size bhe minimum rakhna chaey kun k agr small account me hum bari lot lgain gy to phr hamara account jaldi wash hone k chancess ziada ho jaty han
        • #5 Collapse

          G ap ki bat bilkul theek hay aur mina ap ki bat se agree karti hun k hum jab bhi koi trade open karain tou pehly analysia karain aur apne balance k mutabik lot size select karain is tarah humari trade bhi save rahe gibaur humain loss bhi nai ho ga agar hum mony manegnent nai karte tou humara boht loss ho sakta hay aur humara account bhi wash ho sakta hay
          • #6 Collapse

            yes dear ap na jo bat ke ha es mn koi shak o shuba wali bat nhn ha ka forex market ka ander kam krna ka liya ap ko apna lot size and leverage ka andaza hona bhot e zrori ha dear uski reson yh bh ha ka big lot size mn ap ka trading ka size change ho kr ap ka loss level ko kafi increase kr skta ha dear forex market ka ander kam krna ka liya in cheezon ka dhyan rakhn
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Arfanali92 پيغام ديکھيے
              Lot size se hum trading mein apna volum set kar saktay han ziada lot size lagane se agr trade analysis see open ho gi tu profit ho ga aur agr koi mistake ho jati hy tu account bhi wash ho sakta hy is liye lot size ka use apne balance ka money management k hisaab se karain tab hi kaamyaab trading kar k profit earn kar saktay han
              Assalamualaikum G bhai agar aap ek new trailer hi to aap ko sabse Pehle lot size ke baare mein samajh Na Hoga Ki lot size hai kya tabhi aap apna lot size set kar sakte hain lot size wo quantity Hoti Hai jitni par aap trade karte hain aur usko set karne ke liye aapko Malkit ki movement ka Nazar Rakhna hoti hai agar market key movement bahut kam hai to upload size Badha sakte hain aur Agar jyada hai tumhara Khayal main aapko apna lot size kam Rakhna chahiye
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Arfanali92 پيغام ديکھيے
                Lot size se hum trading mein apna volum set kar saktay han ziada lot size lagane se agr trade analysis see open ho gi tu profit ho ga aur agr koi mistake ho jati hy tu account bhi wash ho sakta hy is liye lot size ka use apne balance ka money management k hisaab se karain tab hi kaamyaab trading kar k profit earn kar saktay han
                Assalamualaikum Ji Bhai aap ko sabse pahle note ke baare mein maloomat Hassan karna chahiye Ki Loge Kya Cheez Hai bhailog Woh quantity Hoti Hai jis mein aap Jitna update karte hain usko Log Kehte Hain aur lot ke Shahid aapko Malkit ki movement se decide karna chahiye tabhi aap ka lot size beta hoga
                • #9 Collapse

                  g bhai lot size ka trading me boht he ehmat kirdar hai es se ham apny account ko control karty hain k market ke movement kia chal rhi hai agr ap k account ki capacity achi hai to ap lot size high rakh sakty hain lakin es me risk bhi zyada hota hai jab k lot size low rakha jay to risk bhi kam ho jata hai or ap ka account bhi wash nhi hota lakin profit thora hota hai
                  • #10 Collapse

                    lot size ka khass khyal rakhna chaye warna humara kitna nuqsan ho ga agar hum lot size ko zahen main rakh k lot size k tahat trade nahi lain gy to humy hi nuqsan ho ga hamari trade main lot size ki ahmiyat bht hi zarori hai .
                    • #11 Collapse

                      Forex trading business mein hum jo lot size use kartay han us ko money management kar k hi set karna cahaiye aur agr lot size ziada use kartay han aur knewledge aur experience nhi ho ga tu ziada lot size use Karne se account bhi wash ho sakta hy aur lot size money management kar k hi use karna cahaiye
                      • #12 Collapse

                        Re: lot size

                        jab b hum order ko place karty hain to humain is main lot ko set karna hota hay kun kay lot ko set karny say humain aik achi earning hasil ho sakti hahy magr is main khud decide karna hota hay kay hum high risk main kam kar sakty hain ye low risk main kam kar sakty hain ye khud hi dykh kar lot ko set karna hota hay
                        • #13 Collapse

                          Re: lot size

                          Sir hum forex mien a aker different account mien lot size different rakhty hien jab hamain as bat ka pata hota hai k hum es mien aa kr apna loss ker sakty hien to hum lot size kam ker lety hien or jab hamain yaqeen hota hai to pher hum as mien bari size k lot use ker sakty hien or earning hasil ker sakty hien.
                          • #14 Collapse

                            Re: lot size

                            forex mai hamy acha knowledge or experience hasial kar ky kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or acha profit gain kar saky gy forex aik international business hain is mai hum jab kam karty hain to hamy bonus milta hain or hum apne zarorto ko pura karty hain forex online ke dunya mai aik best business hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: lot size

                              Lot size buhat important Hain is ko risk management bolte Hain aur money management agar AP ko knowledge hai experience hai lekin agar money management na ho to AP trading nahi Kar sakte

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X