How to control greed

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    How to control greed
    Aassalam alaikum dosto forex ak aisa business hai jis main agr ap greed krta han tu ap kabhe bhe aga nea nikal sakta greedy insan her business main lose uthata hai us lya hamain hamasha lalch sa bachna chaya ap forex jab bhe trade lagain tu sabar sa lagain aur mukamal search kr ka aur plan bna ka trade lagain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear friend greed is curse no doubt hum bachpan se sunty aa rahy hain aur actual life mai bhi aisa hi hota hai. Forex trading agar perfect analysis and strategy se ki jaye to greed ka ansar kahain nai aata aur achy profit k chances ziada hoty hain. jahan just profit k liye total risk ho analysis and strategy na ho to wo greed ho ga aur usse loss hi ho ga to isse humain waqai bachna chahiye aur achi planning strategy and analysis se work karna chahiye.
    • #3 Collapse

      G bhai greedy bohat buri marz hy is se bachna chahiay.wohi insan kamyab hota hy jo greedy na ho.bnda greedy se tb bach skta hy jb wo try kry k me dosron ko faida paunchaon.
      • #4 Collapse

        G bhai ap ny sahe kha k greed ni krni chaiy agr apko aik din ma acha bonus mil gea hai to ap usy hasil kry agr ap greed kry gy to apka apna nuqsan ho ga to ap knowledge ly experience kry to apko acha bonus mily ga or ap gree bhi ni kry gy
        • #5 Collapse

          Assalamualykum dear forex main greed ki basic reason kia hy humin pehly es ko samjhna hy. Actually ajkal har banda forex ko join es liey kar raha hy k voh buht he kam waqt main ameer ban jaiey halank yeh possible he ni hy aur forex ayk buht he thoug bussines hy. To jab es kam main un experience personal ko thora sa benifit hota hy to voh cahty hyn k un ko mazeed faida hasil ho aur voh jald say jald aur pesa kamieyn jis ki vjha say un ko loss hota hy to meri nazar main greed say bachny k liey sab say bara tool jo hy voh hy
          Sabar karna
          Relx ho kar trading karna.
          • #6 Collapse

            greed har tador k liye aik enemy hai or es main jo bhi trading karta hai os k pass jo possiblities hoti hain wo bhi esk pass anhi rati hai es liye kbhi bhi pani trading main grred ko shamil nahi karna chahye jis se apko loss ho or ap pani trading main kbhi bhi kamyb nahi ho skty hain greed ko jitna voide karty hain otni he jaldi trading main acha result milta hai
            • #7 Collapse

              Dears ap greed ko control ker sakty hain agar koi control ker sakty hai to trading main over confidence na hun aur Jo profit milay to lay lain thora thora profit lia lia karain 1 din ye bohat bra profit ban Jay ga kyunk ziyda greed ki waja say nuqsan hota hai.
              • #8 Collapse

                bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum ka hum greed ko kabhi nhi karni chaheya apna trade ma q ka greed sa hum ko lot of loss ho sakta ha or hamara account be wash ho sakta ha laken ager hum risk nhi lata ha to per hamara account bacha sakta ha...........
                • #9 Collapse

                  Greed ko control krnay ka aik he hal ha k aik trade jb open kr li jaye to us k bad take profit lga k us ko hafa na daikhain.. Aksar jb hum bar bar aik trade ko daikhtay hain to lalach main k k thoray say profit main trade close kr detay hain. Lalach say bachna babut zaruri ha.
                  • #10 Collapse

                    Re: How to control greed

                    forex mai hamy apny greed ko qabo mai rahkty howe kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy lalch hamaar sub sy bara dusman hain hamy is ke waja sy hamaysha loss hota hamy ache learning hasial kar ky market ky rules ko follow karty howe or market ky up down ko dahkty howe mahnet sy kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy
                    • #11 Collapse

                      Re: How to control greed

                      Forex trading business ho ya koi aur business jab tak hum us business mein greed karain gay kabhi kaamyaab nhi ho saktay is liye forex trading business mein kaamyaab hone k liye greed se bach kar trading karni cahaiye aur greed hum khud hi control kar saktay han is k liye ap aik target ko set karain aur stop loss aur take profit ko apni trade mein use karain is se bhi greedy trading se bach saktay han
                      • #12 Collapse

                        Re: How to control greed

                        ap ne theak kha hye jo bhe bussines hota hye os me jo log greed krte han wo loss he krte han forex me kamyabi ke leye hum ko as greed apne ap se neklna ho ga tab ja kr hum acha earn kr sakan ge as leye apne oper jin logo ko control hota hye wo kabi bhi life me noksan nahi krte han as leye hum ko ye sochana ho ga and apna daily ka traget set kr ke os se zayada ka bussines na kran
                        • #13 Collapse

                          Re: How to control greed

                          forex mai greed hamara dusman hain hamy is ko avoid karna bohat zarore hain hamy apny ander ky lalch ko qabo mai rahk ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy forex mai hum live trading karty hain hum is mai investment kar ky be acha profit gain kar sakty hain yai aik real business hain
                          • #14 Collapse

                            Re: How to control greed

                            forex trading business mein greed har trader ka dushmin hota hy aur koi bhi greed karta hy tu is se buht ziada loss ho sakta hy aur greed se account hi wash hota hy aur greed ko hum khud hi bach saktay han forex trading business ki learning knewledge aur experience hasil kar k aur target set kar k aur stop loss aur take profit ko laga kar trading karne se hum greed se bach saktay han
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: How to control greed

                              forex main greed hamara sab sy bara dusman hain hamy is bachna chahey ham is main learning ky sath earning be hasil kar sakty hain ham is main investment karty hain or profit hasil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain hamy kam karty waqt apny emotion or greed ko qabo main rakhna chahey is thara ham loss sy bach sakty hain or profit hasil kar sakty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X