Money mangment ka basic asool

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Money mangment ka basic asool
    Ham tor pr hum money mangment k Bary discussion karty rehty hain mery khyal m balance k mutbaq lot size lgana aur SL aur TP ko lgana basic money mangment a agr Ap ye dono ka khyal rakhy to ap ka account safe rhy ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Money management forex mein bahut aeham role play karti hai aur iss mein hum apni trades mein account ko safe rakhnay ki strategy banatay hain money management mein hum tamam point ko safe rakhnay ki koshish kartay hain jin mein lot size, stop loss, take profit aur trade ka entry aur exit point
    • #3 Collapse

      Gee brother aap ne theek kaha hai money management mein hum account ko safe karni ki strategy banatay hain aur unn tamam actions ko iss tarah manage kartay hain jis mein hum apnay balance hay hisab sae lot size lagatay hain trade ko safe karnay kay lye stop loss aur take profit bhi zaroori hai
      • #4 Collapse

        Bilkul thek kaha money management sale and purchase value and take profit value jo account balance k lihaaz se adjust kiya jaye. Aur forex mai kamyaabi ki key samjha jata hai money management ko jisko ye samjh aa gai uske loss k chances kam aur profit earn karny k chances ziada ho jaaty hain.
        • #5 Collapse

          Dear forum members money management forex trading main bahut zarory hy ager aik trader behtaren money managementer hy to wo aik kamyab trader ban sakta hy, ager ap main ye khoby hy to ap kum deposit se ziada earning ker sakty hn lkn ager ap aik ashy money managementer ni hn to ap ziada deposit se bh kush ni kama sakty
          • #6 Collapse

            g han bhai apki bat shai hai forex trading main jub hum apni trading main money mangemnt karny k liye apny bonus k hisab se lot siez or take profit or stop loss set karen tab hum apni trading main money managemnt kar skty hain es traha hum apni trading main loss k chances kafi had tak kam ho jaty hain or hum profit eran kar skty hain
            • #7 Collapse

              Re: Money mangment ka basic asool

              forex mai hamy acha knowledge or experience hasial kar ky market ky rules ko follow karty howe or market ky up down ko dahkty howe ache planing kar k yache money management kar ky kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy or apne zarorto ko pura kar sakty hain
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Money mangment ka basic asool

                Kam lot size k sat trading karna and kam balance ma matels pa trading sa gurez karna our jo jo acount balance barya jata ha to apna lot size bi bhraty jaye esi ko mery hyal ma money management kihty ha ap ki ye bat bilkul tek ha agar hum in baton ka hyal rakrngy to acount wash hony sa bachega

                اب آن لائن

                Working...
                X