Pehly Nuqsan Phir Faida..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Pehly Nuqsan Phir Faida..
    Dear koi bhi marketing ka kam hy ap pehly apna zehn bna len k is me lose aur profit dono shamil hen .starting me ho skta apko lose ka samna karna pary to ap khabra jao. Aisa ni krna .pehly pehly apko lose k chances zaida hoty hen khabrana hargiz ni .time to time apka tajarba barhta jaey ga ti ap orofit ki taraf jaty jao gy. .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear brother apki bat thk ha agr hm kisi bhi new kam ko jb shuru krty hain to q k hanary pas itna tajarba ni hota to loss k chances ziada hoty hain is lia is bat pa pareshan ni hona keh shuru se he loss hwa ap khud ko confident kren aur yehi loss recover kren. Thanks
    • #3 Collapse

      G han ap ki bat bilkul theek haybk hum jab bhi new koi bhi kam start karte hain tou humare pass itna tajaruba nai hota jis wajha se humain mushkilat ka samna bhi karna parta hay lekin ap ko kabhi bhi ghabrana nai cahiay mehnat jari rakhni cahaiy tou aik din hum kamiab ho hi jate hain trading main bhi start main humin market ko samjhne main time lgata hay par time k sath sath hum sab sikh jate hain
      • #4 Collapse

        Hn g apki bat bilkol teak ha forex aik aysa business ha jis ma loss or profit dono hoty hn hmain ye ni sochna chaiy k srf profit hi hona ha hmain loss k liay bi ready rhena chaiy start ma Thora loss ho jata ha KU k us time Thora knowledge Kam hota ha lakin hmain chiay apni learning py focus karain or agr loss ho bi Jay tu us mistake ko dobara ni karna chaiy
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Tasawar424 پيغام ديکھيے
          Dear koi bhi marketing ka kam hy ap pehly apna zehn bna len k is me lose aur profit dono shamil hen .starting me ho skta apko lose ka samna karna pary to ap khabra jao. Aisa ni krna .pehly pehly apko lose k chances zaida hoty hen khabrana hargiz ni .time to time apka tajarba barhta jaey ga ti ap orofit ki taraf jaty jao gy. .
          Assalamu Alaikum bhajan Ishq Tarika Ka To Yahi Hai Duniya Mein Koi Bhi Karlo Pyar kiya jaye to usme pelosi Hota Hai Jab aap uske baad Kisko dekhte hain date Mein Jaate Hain To Phir aapko uske baad profit Milta koshish Karenge Palace, study kerintha ke nuksaan kam se kam ho
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Tasawar424 پيغام ديکھيے
            Dear koi bhi marketing ka kam hy ap pehly apna zehn bna len k is me lose aur profit dono shamil hen .starting me ho skta apko lose ka samna karna pary to ap khabra jao. Aisa ni krna .pehly pehly apko lose k chances zaida hoty hen khabrana hargiz ni .time to time apka tajarba barhta jaey ga ti ap orofit ki taraf jaty jao gy. .
            Assalamualaikum ji Bhaijaan Bhosari Aise log hai jo starting Mein nuksaan karte hain aur insaan ki badi Baja Hoti Hai Ke unko Itna Jyada knowledge nahi hota Jaise Jaise knowledge Hassan karna Shuru kar lete hain waise waise Unka nuksaan bhi kam Hona shuru ho jata hai
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Tasawar424 پيغام ديکھيے
              Dear koi bhi marketing ka kam hy ap pehly apna zehn bna len k is me lose aur profit dono shamil hen .starting me ho skta apko lose ka samna karna pary to ap khabra jao. Aisa ni krna .pehly pehly apko lose k chances zaida hoty hen khabrana hargiz ni .time to time apka tajarba barhta jaey ga ti ap orofit ki taraf jaty jao gy. .
              Beshak nuqsan k baad hi faida hota hai.mehnat karty rahain gy to kamyab bhi hon gy.Bury waqt k baad acha waqt bhi aata hai is misaal Se hum boht kuch seekh sakty Hain or hamin nuqsan ki sorat mein pareshan nahi Hona chahiye or apny kaam ko jari rakhna chahiye
              • #8 Collapse

                Bhai mera to yehi opinion hay k sab ko pehlay trading ko samjhna chhye hay achay se phir apko trading karna chhye hay qk ye kaam aisa business hay k app nay agr isko samjg lia too samjheen app ab ghreeb nahi rahay aur agr emotional trading kareen gay to to loss hoga
                • #9 Collapse

                  Yeh to thek kaha ap nay asal main jb bhi hum koi trade opem krtay hain to loss k sath start hoti ha kyun k broker apna commission kaat leta ha so start main agr loss ho bhi jaye to ghabrana nai chaheay thora wait krnay say trade profit main ati ha so jaldi krnay ki zarurat nai. Loss aur profit to hotay hain trading main lekina ic main ghabray wali koi bat nai.
                  • #10 Collapse

                    Dear forex forum fellows ye tu eik haqeeqat hy aur hamain mind mein rakhna chahy k koi bhe business start karain gy tu us mein loss ko pehly madaynazar rakhna chahy magar forex market mein agar ap ko knowledge hy tu apko loss k chances kum hoty hain agar apki kismat he na hari hoe ho
                    • #11 Collapse

                      Asslam o alaikom me ap ki bat se agree karti hon dekhay koi bi kam hai us ko karnay me ap ko thora time lag sakta hai lekin zarori nahi ye wo kam ap se na ho sakay insta forex ka business risky zaror hai lekin ap mehnat kar ke is ko apnay liye asan bana saktay hai jab bi trade karay stop loss or take profit laga lain ta ke ap ko unespected loss na ho or hamesha trading kartay howay loss ko apnay mind me rakhayor agr loss ho bu jata hai to kabi himat na haray apni galtion se seekhnay or un ko dobara na dohray
                      • #12 Collapse

                        G han Bhai me ap ki bat sy mtafiq hon k phly nksan hota hy or phr faida ye to dnya ka asoil hy k hr cheze me nksan faida sath sath hoty hen or agr faidy ki bat ki jay to nksan ka khial bhi zhn me rkha jay
                         
                        • #13 Collapse

                          Bhai ap ka swal bht acha hy phly jis kam me experience nh hota hmesha us kam me nksan hota hy or jb wqt gzarta jata hy bnda exprt bnta jata hy or faida hony k chances brhty jafy hen
                           
                          • #14 Collapse

                            Ji bilkul sahi kaha hy app ne kaam koi bhi ho starting main humain loss zaroor hota hy is lie humain loss se ghabrana ni chahiye kiun k isi loss main humari kamyaabi ka raaz chuppa hota hy starting main hone walay loss se hum bht kch seekhtay hain is lie loss ko positive le kr agay barhain takay app aik kamyaab trader ban skain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              g han bhai apki bat shai hai forex trading main bhi aya he hai starting main hmain loss hota hai oski bhi yah wjah hoti hai k hmain forex k bary main kowledge nahi hta hai es liyehmain loss hota hai maghr jesy he hmain forex ka knowledge hasil ho jata hai tu hum profit bhi eran karty hain laken es main bhi yahi role hai loss or profit ka mind pahly he apka set hona boht zarori hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X