Forex main oil saudi tension ki waja say sensitive hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main oil saudi tension ki waja say sensitive hai
    Dear forex oil is sensitive due to saudi tension .
    Aap ko pata hona chiay kay oil ne abi new lower low nahi bnaya jis waja say aap kay saktay hain kay oil abi mazeed bearish nahi ja sakta .
    Jaisay he oil koi bhi h4 ka candle 72.13 say above close karay to oil ko buy kar lain ..or 73.07 ka take profit laga dain..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: safi0334 پيغام ديکھيے
    Dear forex oil is sensitive due to saudi tension .
    Aap ko pata hona chiay kay oil ne abi new lower low nahi bnaya jis waja say aap kay saktay hain kay oil abi mazeed bearish nahi ja sakta .
    Jaisay he oil koi bhi h4 ka candle 72.13 say above close karay to oil ko buy kar lain ..or 73.07 ka take profit laga dain..
    Dear agar dekha jay to aaj oil men bearish movement honi thi but aaj oil kafi ooper challa gia hai iski waja smajh men ni aa ahi hai aur aap jo saudi tension kibaat kr rhe hain to main iss baat pe aap se ittefaq krta hoon k oil ki ye movement fundamentally tor pe hui hai
    • #3 Collapse

      Yes dear aap ki bat theek hai oil market senstive hai or oil ka aap ko pata hona chaiay kay oil per jab aap trade kartay hain.
      Oil kay technical Annaylis kay sat sat aap ko fundameNtal annaylis bhi karnay partay hain.
      Tab aap ko oil say acha profit hasil ho sakta hai..
      • #4 Collapse

        gee janab ap ny theak kaha hai market ma iran aor saudia ki kafi tension bni hui hai jis ki waja sy kafi problems hain aor almo mandi ma oil ki prices kafi tezi sy increse ho rahi hain aor lgta hai ky oil up jany wala hai kafi zeyada
        • #5 Collapse

          g han bhai apki bat shai hai forex main oil ki market main sudi ki wajh se kafi tension hai q k market k bary main koi bhi confermition nahi mil rahi hai q k es k breasih jany ki ummed hai ab ju k aysa nahi howa hai tu hmain oil ki trading k liye achi traha se market ko analsye karny k bad trading karen ta k apko loss na ho wesy es condtion main tu buy he ho skta hai oil
          • #6 Collapse

            Bahi jan forex trading mein apko crude oil pr investment us surat mein krni chahiye apko acha profit ho saky aur loss ka dr na rkhein jo loss se drta hai us ko is ki wajah se bahot zaida loss ho jata hai loss ka dr kabhi na rkhein
            • #7 Collapse

              Re: Forex main oil saudi tension ki waja say sensitive hai

              Oil ki kimat kam aur Jyada hoti rehti hai Agar Hamare Paas Jyada balance ho to Hamein Koyal par kaam karna chahie Panaah Hume isme Kam Nahi Karna chahie Kyon Ki ji Agar Ek Taraf move karen to ji FIR bahut kam Hote Hain Ki Se Wapas Apni Jagah par Aaye Aur iski price ca inhisar saudia Agar Hamare Paas Jyada balance ho to Hamein oil par kaam karna chahie Varna Hamein isme Kam Nahi Karna chahi Kyon Ki ji Agar Ek Taraf move karen to ji FIR bahut kam Hote Hain Ki Se Wapas Apni Jagah par Aaye Aur iski price car in Hisar saudia aur America ke halat par jata hai aur America ke halat par jata hai
              • #8 Collapse

                Re: Forex main oil saudi tension ki waja say sensitive hai

                forex mai pil saudi tenshion ke waja sy sensitive hain forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain forex aik bohat bara business hain hum is mai bager pasiao ky account bana ka be kam kar sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Forex main oil saudi tension ki waja say sensitive hai

                  forex mai hum oil mai trading kar ky ache earning hasial kar sakty hain hum is mai live or sada urdu mai trading karty hain oil aj kal low hain oil saudi tension ke waja sy low hain forex aik world wide business hain hum is mai part time be trading kar sakty hain hum is mai full time be trading kar sakty hain is mai hamara koi boss nahi hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex main oil saudi tension ki waja say sensitive hai

                    forex aik asa business hain jis main ha learning ky sath earning be hasil kar saky hain hamy best experience or knowledge hasil kar ky oil pair pay trading karni chahey yai students house poors man or job less man ly liye bohat hi achi job hain ham gar beth ka be kam kar ky achi earning haisal kar sakty hain yai aik real business hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex main oil saudi tension ki waja say sensitive hai

                      forex main oil aj kal low hain yai sub saudi tenshin ke waja sy hain forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai part time be trading kar sakty hain hum is mai full time be trading kar sakty hain hum isy apna professional career be bana sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X