Greed be kabi kabi ziyada earning dai daite hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Greed be kabi kabi ziyada earning dai daite hai
    Some time luck ki waja say billul greed be ziyada earning dai daite hai par esko luck samaj kar repeat nahi karna chaheye q k greed ik buhot bori cheez hai aor khas kar forex trading k leye tu bilkul dangerous hai yahan par single wrong trade be kafe nuqsaan aor loss dai sakte hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G Bhai apki bat Sahi hai kabhi to luck chal sakti hai but greed ki wajha sa ap loss bhi Kar sakty Han es Lia greed apka Lia bahot dangerous hai ku keh apki greed bhi apko loss dai sakti hai es Lia greed SA Bach Kar rahyn apka Lia bahot behter ho ga..
    • #3 Collapse

      greed kabi kabi profit dy jati hy aur zyada tar loss deti hy.trade mein greed nhe karni chahye ap ake fix magin rakhen aur waha pe trade close kar dain.kyun k market musalsal ake hi direction mein nhe jati thori der bad tabdeel ho jati hy.
      • #4 Collapse

        yes of course forex market Mein Kabhi Kabar Hum Jab lot size Zyada Lagate Hain Hum 1 Giridih sector ki wajah se greedy sector ki wajah se Hame earning Ka Bhi Zyada ho jati hai agar Hamara lot size Ek acche resistance airport area ke upar Laga Hu awo 2 Mein Chahiye Hota Hai Ki forex market mein agar humne trading karna hai to Hame Apne analysis bhi Achche Lagne Hogi.
        aur Agar long term ke liye Forex trading karna chahte hain to Hame stop loss or take profit limit or money management ke zariye kaam karna hoga.
        • #5 Collapse

          G ap ne bilkul theek kaha k greed main aa kar some time hunmain zada profit ho bhi jata hay par ye zarori nai hota k hum har bar peofit hi gain karain greed main hum apna profit se zada loss kar dete hain so greed kabho bhi nai karain aur achi trading karain
          • #6 Collapse

            yi baat to sach hain agar app forex trading main lalach karty ho tu pir app ko forex trading main khabi be ek achai earing nahe kar sakty ho or agar app forex trading main lalach nahe karo gy or app ek bussiness ke tara is ko lo gy tu app is main acha profit earn kar sakty ho ek track agar app ko kis be trade main profit mila tu app ko chaye k laptop band kar dy or pir dosri trade na kari
             
            • #7 Collapse

              G hn dosto kbi kbi greed ki wja sy hmain achi earning b ho jti hy lkin ye earning ap ki achi kismat ki wja sy ho jti hy lkin hr br aisy ni hota hy or na he hmain kbi aisa br br risk lyna chy kiun k greed ki wja sy aik adh br to ap ki achi kismat ki wja sy ap ko profit ho jy ga lkin zyda tar ap ko loss he ho ga es ly agr aik adh br hmari greed ki wja sy profit ho jy to hmain dbra aisa ni krna chy kiun k ho skta hy k agli br ap ko kafi zyda loss ho jy
              • #8 Collapse

                Yes absolutely aisa hi hy some time greed bhi achi trade dy jata hy lekin ye kabhi luck sath dy jaye to aisa hota hy is lie aisa hmesha k lie ni samajhna chahiye kiun k greed ziadatar loss hi daita hy aisa kabhi by chance aik hi bar hi sakta hy is lie mera mashwara yehi hy k greed ko prefer na dain balkay greed se bachne main hi behtry hy
                • #9 Collapse

                  agar app forex trading main lalach karo gy tu app ko forex trading main app khabi be profit nahe kar sakty ho . app ko chaye k forex trading main agar app profit chaty ho tu app ko chaye k app lalach na kari agar app ko ek trade main profit mil gaya tu app ko dobara osi ek pair main trade na kari
                   
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaibjan پيغام ديکھيے
                    Some time luck ki waja say billul greed be ziyada earning dai daite hai par esko luck samaj kar repeat nahi karna chaheye q k greed ik buhot bori cheez hai aor khas kar forex trading k leye tu bilkul dangerous hai yahan par single wrong trade be kafe nuqsaan aor loss dai sakte hai
                    green karne se traders for maximum time loss he hota hai na isliye traders ko Kabhi B grade nahi karni chahiye trailers for Jange ke thoda profit Le aur apni trade close kar de
                    FRD 07 TRADING JOURNAL
                    • #11 Collapse

                      Brother main sa agree nea krta kiun ka greed kabhe bhe ap ko profit nea deta us lya ap agr ya kah dan ka agr bnda ka luck acha ho tu bnda ko profit mil jata hai greed sa nea luck sa milta hai profit
                      • #12 Collapse

                        yes dear is main koi shak nai hay k kabhi kabhi hamain greed bhi bahut ziada earning day jati hay laikin hamain aisi earning bilkul bhi nai karni chaye qk jo earning earning hamaray kis bhi knowledge k hisaab say na ho usay hasil karna bhi haari bawakoofi hoti hay is liye k hamain phir aisi earning ki adat c ho jayegi aur ham us adat ko pora karnay k liye bar bar aisi koshish karaingay magar har daffa nakaam he rahaingay is liye aisay kaaam say avoid karna he best hay.
                        • #13 Collapse

                          dear ap ki baat se itefaak karta ho par har traders lucky nehi hota ha kay lalach os ko profit hi daay gi ho sakta ha kuch traders luck ki waja se big lots kay zariey acha profit earn kar lay par ap greed se consistent big profit earn nehi kar saktay hain greed baaz dafa ap ko itna loss daay deti ha jis ko recover karna b baaz okat namumkin ho jata ha again investment karnay ki zarorat par jati ha is liey greedy nehi hona chahiey
                          • #14 Collapse

                            is business main trader na chaty howay bi greed ker leta ha.kue kay jab tak trader is business main thori buhat greed na karay.tab tak usko is business mian acha profit hasel nahi hota.mager greed bi 1 had tak is business main faida day jata ha.mager is business main 1 dam zayada profit kay liya baray volume ki trade ka kabhi bi greed nahi kerna cahiya.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Apko greed tab hoota hay jab apko pata hoota hay k aj market is point tak jay gi aur itni earnings hoo saqty hay ye bhi risk pe hoota hay qk agr market reverse hoo gai too apko greed faida nahi loss day gi

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X