Forex mai nakami ki wajuhaaat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mai nakami ki wajuhaaat
    Dear dosto aslamu alikum ma ap logo sy ya bt share krna chhata hu k hmary aksar members khty hain k hm loss kr gy profit km mila to ma khna chhata hu k ap apny knowledge ko increase kry market ko smjhy seniors k sth touch rhy to ap hmesha achi profit hasil kry gy nakami ki main wjah lack of knowledge hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: KashifShahzad پيغام ديکھيے
    Dear dosto aslamu alikum ma ap logo sy ya bt share krna chhata hu k hmary aksar members khty hain k hm loss kr gy profit km mila to ma khna chhata hu k ap apny knowledge ko increase kry market ko smjhy seniors k sth touch rhy to ap hmesha achi profit hasil kry gy nakami ki main wjah lack of knowledge hai
    Brother forex men nakaami ki sab se barri waja hamare experience ka na hona hai hamen jab trading ka aacha experience mill jata hai ham tab hi kamyab ho jate hain agar hamen experience bhi haibto phir hamen forex k desiese ko apni trading se door krne chahiye hamen confidence k sath trading krni chahiye aur kabhi bhi emotions men aa kr koi aisa qadam ni uthana chahiye jiss se ham apna loss kr jaen
    • #3 Collapse

      forex mein nakami ki bari waja lake of knowledge hy.es k elawa bhot sari choti choti wajohat hen jo nakami ka baes banti hen.jin ko ham importance hi nhe dety.koshash karen k loss hony k bad ap khud mistake ko dhondny ki koshash karen.
      • #4 Collapse

        dear forex market Mein Na Kami Ki Kathi jyada wajohat hai aur Sabse Badi reasons why forex market Mein Na Kami ki was hai kya Hum Log forex market mein money management ko follow nahi karte aur Hamesha se lot size increase kar Deti Hai Jiski wajah se Hame forex market mein Hamesha Se Na Kami ka Samna karna padta hai aur Hamara account pass ho jata hai agar Hamari lot size bhi achi lagi ho toh Hamara account ho jata hai
        • #5 Collapse

          Dosto forex trading ma aisy bht sy log hy jin ko forex trading sy hmesha loss hota hy or jb profit hota hy to wo bht kam hota hy or kuch trader ka profit b loss ma chla jta hy new trade lgany ki wja sy un trader ko chy k wo strategy change kry or apni strategy ko improve kry strategt ko improve hm apny knowledge ma azafa kr k kr skty hy es ly hmain zyda sy zyda learning kr k knowledge hsal krna chy ya hmain es mamly ma apny senior sy pochna chy or phr aik new strategy k sath trading krni chy
          • #6 Collapse

            forex trading main app logo ke nakami yahe waja hain k wo log jisi he forex trading main main aty hain to wo foran reall account par shoro ho jaty hain bina practice or bina Experince or knowaladge k start ho jaty hain agar app forex trading main kmayab chaty hain tu app ko chaye k app pehly forex trading ko learn karo or pir main kaam karo
            • #7 Collapse

              Instaforex mein nakmi ke bari wajohat ye hota hai key hum laluch karty hai hai o time trading ka nahi hota hum trade open kar lety hai is tareh lose ho jaty hai
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: KashifShahzad پيغام ديکھيے
                Dear dosto aslamu alikum ma ap logo sy ya bt share krna chhata hu k hmary aksar members khty hain k hm loss kr gy profit km mila to ma khna chhata hu k ap apny knowledge ko increase kry market ko smjhy seniors k sth touch rhy to ap hmesha achi profit hasil kry gy nakami ki main wjah lack of knowledge hai
                Forex trading mattress call of is wajah se hota hai u k traders read karte huye Bina market ki knowledge Legi in Rashid Lagate hai aur unko loss ho jata hai traders ko aisa nahi karna chahiye aur Soch Samajh Kar trading Karni chahiye
                FRD 07 TRADING JOURNAL
                • #9 Collapse

                  kisi bhi business main agar hum theak say focus nahi karen gay to humay usmain loss ka samna karna parta hay aur humay chahiye keh es business main khoob mehnat karen kyun keh kisi bhi field main knowledge ko enhance kar kay kam karnay main he faida hota hay tab he achi earning kar sakty hay us field main
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex mai nakami ki wajuhaaat

                    fore trading main ziada tar nuqsan ki waja forex trading kay bary main kam knowledge hota hay agar humary pass forex trading kay bary main kam knowledge ho ga to hum market main theak say earning nahi kar sakty ulta humay market main nuqsan bhi ho sakta hay es liye humay bach kar aur safe reh kar trading karni chahiye
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex mai nakami ki wajuhaaat

                      Wa Alaikum Assalam ap ny sahi kaha hai agar apko loss ho raha hai ya profit kam hota hia t o apko chahiye k ap apny knowledge me izafa kary jesy ap ka knowledge increase hoga wesy hi ap ko profit b hoga.
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex mai nakami ki wajuhaaat

                        forex mai kma karty howe jab hum market ky kise rule ko ignore karty hain to hamy loss ho jata hain jo log kam karty howe lalch or emotions py qabo nahi rahky unhy be loss hota hain is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik aam job ke nisbat bohat ache job hain hum isy apna professional career be bana sakty hain
                        ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex mai nakami ki wajuhaaat

                          forex mai jab hum kam karty howe koi galti kar dety hain to hamy loss ho jata hain hamara account wash ho jata hain lakin is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota hamy lossky bad thence nahi hona chahey hamy apne galtiyo ko avoid karna chahey pher he hum loss sy bach saky gy forex trading aik aam job ke nisbta bohat ache job hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex mai nakami ki wajuhaaat

                            G friends forex me wohi log nakam hoty ha Jo apny Kam ko seriously ni karty ya time pass samj KR KR rehy hoty ha jb tk AP koi bi Kam poori emandari or mehnat sy ni karty to AP kbi bi kamyab ni ho sakty is leay Jo bi Kam kry achy sy kry AP kbi nakam ni ho gy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex mai nakami ki wajuhaaat

                              forex mai nakami hamy apne he mistakes ke waja sy hote hain hamy apny seniors ke tips ko follow kar ky be kamyab ho sakty hain forex aik world wide business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain agar hum is mai bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex aik real unique business hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X