Koi bhe trade bagair practice k kbi place na kren?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Koi bhe trade bagair practice k kbi place na kren?
    Dear members forex trading air bahut ziada risky aor tough business hai aor as mn loss k chance bahut ziada hoti hain ager ap bagair practice knowledge aor experience k bagair ko order place krty hain tu koi bhe order place krny sy phly us pair py demo account py practice zarut kren us k bad he order place kren
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    yes Bihar ki baat theek hai ke hame koi bhi trade forex market mein burger Kisi analysis ke place nahi karni chahiye Hame chahiye ke Jabi Hum forex market me trading Kare To Apne analysis acche Rakhe aur secondly Hame chahiye ke threading karte waqt Hamesha se stop loss or profit limits roula Gaya kare money management
    • #3 Collapse

      Gee haan trade ki confirmation kay lye uss ko demo mein check kya ja sakta hai aur uss sae pahele aap ko trade kay complete analysis bhi zaroori hain aur aap ko chahyea kay aap apni trade ko kamyab bananay kay lye kisi cheez ko chorain nahin jitna zayada aap ki trade perfect ho gi aap ka risk nahin ho ga aur aap ko kisi qisam ki tension nahin ho gi aur aap ko profit zaroor ho ga
      • #4 Collapse

        Bhai yeh to zaroori ha keh agar ap koi bhi trade lagaty hain to practice k baghair ni lagni chahye q k practice ho to apko aik grip ho gi aur apko aik idea bhi ho ga.hamesha kaha jata ha keh practice make a man perfect.
        • #5 Collapse

          Gee haan brother aap nay theek kaha hai agar hum apni trade ko practice kye beghair open kar detay hain tou iss mein humari trade ki kamyabi ki confirmation nahin ho gi iss lye apni trades ko kamyab bananay kay lye analysis zaroor karain aur agar aap indicators use kartay hain tou indicators ki madad sae bhi apni trade ko check karain aur trade open karnay mein koi jaldi na karain
          • #6 Collapse

            dear ap ki baat bilkul theek ha humainy practice or knowledge kay begair trading or analysis kay begair order nehi open karna chahiey is se consistent se loss ho sakta ha ku kay forex aik tough business ha baaz okaat hum nay theek entry li hoti ha par market kay aik dam trend change honay par humainy apni trade close karni par jati ha is se zahir hota ha agr ap bina analysis kay trading karay gay to ap ka lazmi account wash ho sakta ha
            • #7 Collapse

              Asslam o alikam bro is main koi be trader bhagir practice k khabi success hasil nai kr sakta is kiye hume is main phaly success ki zahrorat hoti hai demo account main hum acha experience hasil kr sakye hein ur market ko daily fallow krna hita hai ye hamre liye sab se acha business hai
              • #8 Collapse

                Ap ne sahi kaha ha k traders ko koi bhi trade stratigy bina practice nahi krni cgaye kisis bhi pair pe stratigy alag hoti ha .is liye bhtar ha k loss krny se bhtr ha k stratigy pe achi practice ki jaye us pe full confidance se trade kr skty hain phir .startigy pe practic achi ho to trading main kabhi loss nahi ha .
                • #9 Collapse

                  Bht achi suggestion hy bilkul kisi bhi pair ka order place krne se pehle us ki demo practice bht zaroori hy jab tak app ki practice ni ho gi app kbhi bhi trading main kaamyab ni ho saktay practice is the mother of success jitni practice ho gi utni hi kamyabi mile gi kayi successfull traders ki kamyaabi k peechay sallon(years)ki mehnat hoti tab ja kr app trading main apna nam manwatay hain
                  • #10 Collapse

                    Bhai jaan ap ne bohat achi baat ki hai kisi bhi member ko bagair kisi trading knkwledge ya experience k trade ni kerni chahiey. Kiun k is se hamen na to market movement ka pata hota hai k kia trend chal raha hai jis ki waja se ham blindly trade laga den to loss bhi ho sakta hai is liey soch samajh k trade lagani chahiey ta k loss na ho.
                    • #11 Collapse

                      g han practice bhi zarori hy aur market ki study bhi.practice k lye demo account behtareen hy.aur koshash karen k ap first time mein zyada investment bhi na karen ahsta ahsta barhaty jaen.apko khud hi market k trend ka andaza ho jy ga.
                      • #12 Collapse

                        brother demo account ham just practice k lye use karty hain demo account ka market se koi link nhi market ki movement es se koi taluq nhi rakhti es lye ap practice kar sakty hain mgr market ko samjna boht zarori hai agr ap real account par trading kar rahy ho to es lye demo par practice se bhi zyada zarori market ko analyse karna sekhna hota hai
                        • #13 Collapse

                          forex trading main app ko logo ko chaye k pehly forex trading ko learn karna chaye esa nahe ho k app forex trading main ha jawo or reall account par shoro ho jaye tu app is main lose ho saktha hin tu app ko chaye k app demo account si start kari or is main app ek hard work practice karo pir is main app jo be trade karo gy tu app ka trade profit main jaye ga
                          • #14 Collapse

                            Assalam alaikum bhai forex ak aisa business hai jis main work krna sa phala ya trade lagana sa phala ap ko chaya ka acha sa knowledge hasil kran phr demo pai acha sa practice kran ta ka ap ko trading sa phala acha experience ho jaye experience ka bagair trade na lagain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Ali Akbar khan پيغام ديکھيے
                              Dear members forex trading air bahut ziada risky aor tough business hai aor as mn loss k chance bahut ziada hoti hain ager ap bagair practice knowledge aor experience k bagair ko order place krty hain tu koi bhe order place krny sy phly us pair py demo account py practice zarut kren us k bad he order place kren
                              ye baat aap ki bilkul theek hai main aapke Bharat se agree karta hoon traders ko kabhi bhi apni trade min practice ke open nahi karni chahiye se pehle Apne analysis ko confirm kar lena chahiye aur uske baad trade open Karni chahiye
                              FRD 07 TRADING JOURNAL

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X