Forex mein nakaamyaan

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein nakaamyaan
    Forex mein aap jab enter hotay hain tou aap ko nakaamyaaan wel come karti hain kabhi aap nay socha kay aisa kyun hota hai iss baat ko aaj forum per discuss kartay hain aur tamam members iss ko reply karain aur parhain bhi especially new comers ta kay unn ko sabaq hasil ho aur mere khayal mein tou hum log forex mein iss lye kamyab nahin ho pati kyun kay pakistan mein iss kaam ka koi proper institute nahin hai jahan sae hum forex ko seekh sakain aur iss mein perfect kaam kar sakain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G dear i think ap ki bat buht had tk thk hy actually jo new member hoty hyn voh jald bazi karty hyn aur bin sochy samjhy trade lagaty hyn un k pas market k related be knowledge ni hota na he itna experience hota hy aur na he un ka kisi say coordination hota hy jis say voh proper guidance lay sakyn jab yeh sab khuch akhta ho jata hy to phir nakami hoti hy aur es say bachny k liey cahiey k knowledge aur experience pay grip hasil ki jaiey aysy senior ko talash kia jaiey jo un ki help kar saken aur proper guide kar sakyn.
    • #3 Collapse

      Gee bhai aap nay bahut acha topic choose kya hai aur mere khayal mein tou hum jitnay bhi log iss waqt insta kay platform sae forex ka kaam kar rahay hain kisi nay bhi kisi sae koi proper knowledge nahin lya hota aur aik doosray ki dekha dekhi forum per apna account khola aur post karna shru kar dya aur phir bonue milnay per insta mein trading start kar detay hain jis ki wajah sae loss ho jata hai aap new comers iss ko pahele kisi sae seekhain aur uss kay baad iss meein kaam karain aur koi trade confirmation kay beghair na lagain
      • #4 Collapse

        Dear forex trading mein aty he trading chalo ni karni chahiye jesy doctor banny k liye hum pehly schoolon mein jaty hein phir coleguis mein jaty hein esy badhty badhty last mein diploma ly kar hum doctor ban jaty hein isi traha sy forex trading bhi aik doctor banny jitna mushkil hy lekin mein ye ni kehta k schools join karo kam sy kam khud to research kar k ap knowledge ly sagty ho aur khud sy experience bna sagty ho experience hony tak trading mat karo
        Removed by moderator.
        • #5 Collapse

          ​G bhai ap ne thk kaha hy ke jub ap forex trading main enter hoty hn to ap ko bahut se loss aur nakamion ka samna kerna padta hy phir slowly slowly ap ki skills improve hona shoro ho jaty hn aur ap ko experience bh milna shoro ho jata hy phir ap ki mistakes kum hony lagty hn aur ap aik straight way per chal padty hn aur success milna shoro ho jaty hn
          • #6 Collapse

            Bhai jan ap sb thk kh rhy hain k nakamia tb insaan k samny ati hain jb bnda mhnat ni krta ya ho nhi ni skta k insan mhnat kry or kamyabi na milt ap knowledge increase kro time do hmesha kamyabi mily ge
            • #7 Collapse

              walikum asslsam brother ap ne bilkul thek kaha hai forex aik real or world wide business hai hamari govt ko chahye k wo es ki taleem ko syllabus ka hissa banay ta k jo any wali nasal hai wo es se agah ho or es se apna rozgar hasil kar saky job har koi nhi kar sakta na he jobs hain itne wasy bhi ye business job se better hai es lye es ki taleem hasil karna boht zarori hai
              • #8 Collapse

                forex business mein nakamyaaan es leye hoti hein jin logoon ko pata ni hota forex k rules etc jin ko kuch cheeez ka pata ni hota wo log nakamyb hi hasil krte hein forex business eeak profitable business he or ye bohat asan business he ,
                • #9 Collapse

                  Bilkul jab ap Forex m enter hoty hain to ap ye nh keh sakty k ap hmesha kamyab e hongy ap na kaam b ho sakty hain or mery khayal m is ki main wajah ha lack of knowledge and lack of experience kyun k Ham beghair learning k e earning start kar daity hain acha knowledge or experience nh gain karty Jis ki wajah se hamain mushkilat ka samna karna parhta ha or phir hmain loss hota ha is lye learning bht zyada important ha
                  • #10 Collapse

                    forex mien her insan kamyab ni hota hai es mien hamain profit k sath sath loss bee ho sakta hai es lye hamain es mien aa ker loss sy ghabrana ni chahye or es mien aa ker khob mehnat ker k earning kerni chaye or es mien dil laga ker kam kerna chahye
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
                      Forex mein aap jab enter hotay hain tou aap ko nakaamyaaan wel come karti hain kabhi aap nay socha kay aisa kyun hota hai iss baat ko aaj forum per discuss kartay hain aur tamam members iss ko reply karain aur parhain bhi especially new comers ta kay unn ko sabaq hasil ho aur mere khayal mein tou hum log forex mein iss lye kamyab nahin ho pati kyun kay pakistan mein iss kaam ka koi proper institute nahin hai jahan sae hum forex ko seekh sakain aur iss mein perfect kaam kar sakain
                      Assalamu Alaikum ji Bhaijaan mere pyar mein aisa nahi hai agar aap Kisi bhi Business mein inta hote hain aur usse Apne Dilo Jaan Se Karte Hain unke acchi main Aise Karte Hain to aapko Usman Academy answer nahi karna Baddi Forex trading main agar aap acche analyse ke saath Denge aur market movement Kissa mujra Karenge to aap kabhi na kam nahi honge
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Dear frend forex aik bussines hai jis ko samjhny k loye kafi tym chaye hota hai es liye agar kisi ko loss hota b hai to os k mayosi ki zarurt nai hai bilky osy chaye ko wo mazeed achy sy es ko samjhny ki koshesh kary tab es sy earning kar saky gy es loye mayos nai hona chaye bilky hard working sy kam lena chaye.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X