Forex market mein side ways movement kyun hoti hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex market mein side ways movement kyun hoti hai
    Aksar dekha hai kay forex market mein jab tezi na ho tou woh sides ways move karna shru kar deti hai aisa kyun hota hai kya koi iss ko explain kar sakta hai aur mere.khayal mein tou jab aik cheez ki market mein maang kam ho jati hai tou uss ki value aik jaga ruk jati hai aur issi ki wjah se side ways movement hoti hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Gee haan brother aap ka sawal bahut zabardast hai market mein side ways movement iss lye hoti hai kay jab aap kisi currency pair ya commodity mein trade kar rahay hain ya nahin tou jis waqt uss currency ya commodity ki market value kam hoti hai tou uss ki market mein trading bhi kam ho jati hai jis ki wajah sae uss ki market mein movement ruk jati hai aur woh side ways move karna shru kar deti hai kyun kay market ka time tou chal raha hota hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      No dear markit kabhi bhi traders k orders follw ni karti markit ki movement 2 things per hoti hy misal k tor per euro/usd is mein euro alag hy aur usd alag hy jub uro currency ka rate usd sy up ho to markit up jati hy kiyon k pair mein pehli currency uro hy jub usd strong ho to markit sell jati hy dear tub trend banty hein jub pair mein price ki kafi ziyada khincha tani ho aur side wys trend tub banty hein jub pair mein price movement normal ho umeed hy clearly smajh agya ho ga
      Removed by moderator.

      اب آن لائن

      Working...
      X