Long term trade kitna arsa chalti hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Long term trade kitna arsa chalti hai
    Dear members mein aap sae poochna chahta hoon kay yeh long term trading ka koi specified time hai kya ya jab tak aap close na karain chalti rehti hai mein iss lye pooch raha hoon kay mein nay last maheenay mein dou trades experiance kay lye lagai thi tou woh taqreeban 15 din kay baad khud hi close ho gae thi kya aisa hi hota hai long term trading mein
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear aap nay experiance kya hai tou shayed aisa hi hota ho warna long term trading tou lambay arsay tak chalti hai aur jab tak aap khud iss ko close na karain yeh close nahin hoti haan aisa zaroor ho sakta hai kay dou haftay yani 15 din tak aap apnay account mein login hi na huay hoon tou phir trade auto pae close ho gae hoon gi aur aisa hi hua ho ga
    • #3 Collapse

      No dear esa ni hota koi garbad howi hogi tub ja k ap k trads close howi hon gi kiyon k mein ny kai bar experience kiya hy aur wo bhi 3. .3 months tak trads phir bhi chalti rehti hein close ni hoti ap k pass koi mistake howi hy dear
      Removed by moderator.
      • #4 Collapse

        Assalamu Alaikum dear Forex trading members Forex trading main market ko ek Waqt mein bahut Sare factors affect kar rahe Hote Hain Jain main market ka technical data market ka fundamental data economic data news data market Mein sentiments Joker Expert Opinion BK sakte ho aap yeah mostly traders ka behaviour kya hai Yeh sari cheeje market perfect kar rahi hoti hai isliye aapko market ka trend or long term short term samajh nahi ke liye hard work karna padega market mein analysis technically both strong hota hai market support resistance ke sabse move karti hai
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Dear members forexbusiness mein long turm trade time frame ke hisab se chalti he jitna bada time frame hoga utni aap ki treading log turm chale gi long turm ka faida ye he ke jab aap long trum trading krein ge to aap ko proit p zyda hoga .

          اب آن لائن

          Working...
          X