market ap ko zroor shikha deti hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    hmmmmm sahi keh rahay hain aap laiki samjhnay walay samjh bhi jatay hain bus thora hard work ki need hoti hai agar hum start main achi tarhan mehnat kar lain aor market ko understand kar lain tou yaqeenan hum successful rahayn gy .....
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      g bilkul brother ap bilkul thek keh rahy hai k market hamain sikha daiti hai. trading krty huwy agar hum market ki ups and down se interact rahain ge to hum loss ni kha sakty bul k srf profit hassil karain ge
      • #138 Collapse

        g han bilkul forex market ko analysis karny se ham bahot koch learn kar sakty hey hamy market k up down ko samjna chaye tab hi ham learning kar sakty hey
        • #139 Collapse

          jaisay jaisy time ghuzrta jata hai market traders ko bohat kuch seekhati hai ager trader is say seekhanin main kmyab ho jatay hain to unain bohat faida haisl ho sakta hai.
          • #140 Collapse

            forex trading ke market mai jab tak app khud se trading nahi kerte na app chahe kitna bhi seekh le app ko kuch nahi ayega jab tak app khud se nahi kerte hai trading maarket mai.
            • #141 Collapse

              i thinko k forex market hi sub se best market haon jiss me hum easily trading kar lety han aur eaaroaning bhi kar letey han ye aik best online busienss han jiss me humy itna work bhi nahi karna parta han aur hum is busienss se earning bhi boht achi kar lety han.
              • #142 Collapse

                Yes agar koi mehnat forex trading me karta hai to wo zaror market ko sekh jata hai islye ap forex me trading karty raho ek ne ek din ap trading ko zaror sekh jaogy is lye ap ko market ki terms ko sekhne k lye is ka analysis karna parta hai
                • #143 Collapse

                  bhi jan forex market ko samjna bohat asan hy mgar hum ko logo ko forxe ko achi tarha samjny ka leay bohat zada mahant krny padty hy hum ko is par dill lga kar kam krna cheahy hum ko is par kam krny ka bohat zad fida ho skta hy
                  https://t.me/pump_upp
                  • #144 Collapse

                    yup you are right yar market smjhna itna bhee easy nai hai jita log smjte hain sometimes ap luck se wo hasil kar lee hain jo app chhate hain but not every time apko zarori hota hai k trade ko sae se smjhain tbhee app ko maket ki smjh bhee aiee gee aur app aik earning trader bun sakte hain
                    • #145 Collapse

                      Forex trading busniss mai market hamesha move kerti rhti hy ap ko market ke movent ke bare mai knowledge ko hasil kerna hota hy jo apko her terhan ke trading mai help kerti hy
                      • #146 Collapse

                        g han forex trading mien market apko sikha deti hai lekin apk is mien bharpoor mehnat karni chahiye aur is mien ap jb tk emotions ko control karna nahi seekhenge to is mien ap kamiyab nahi honge.
                        • #147 Collapse

                          humain market ko learn kar kay kam karana ho ga ta kay humain market main achi earning hasil ho saky kun kay humain stop loss kay bgyr market main kafi ziada loss ho sakta hay
                          "The mind is everything, What you think you become"
                          • #148 Collapse

                            Dear jesay app personal life mean koi business shuro kerty hain to us ki learning zarori hoti hai same forex ki learning jab tak nahe kreian gay app ache earning nahe ker sagty hain
                            • #149 Collapse

                              Bhae jee forex ki learning zarori hai pher he us main hum chart k oper trade technical analysis ker k he ker pain gay nahe to acha profit bnana mushkil ho jaey ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                sahi keh rahy hay forex trading main jab humay loss hota hay to humay pata chal jata hay keh humay kis waja say loss huwa hay aur humay chahiey keh mehnat say focus karen tabhi knowledge bhi enhance hota hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X