daily aur weekly base par market movement ko kesy identify kia ja sakta hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    daily aur weekly base par market movement ko kesy identify kia ja sakta hay?
    ham short term ki agar bat na karen aur longer term ki bat karen to kia app ye bata sakty hey key daily aur weekly base par ham kesy market trend direction ko identify karny me kamyab ho sakty hey?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Agar ham pichly week yani guzry huy week main honey wali movement aur uski wajha maloom ho kay kia kia base bani us movement ke to phir ham aany waly dino aur aany waly week ka analysis bhe kar sakty hain aur achy tareeky say kar sakty hain. Aap kay liey ye cheez sab say awaleen tarjeeh honi chahey kay market kay sary factors ko janchna hai aur phir analysis karna hai.
    • #3 Collapse

      Agar ap daily ya weekly basis per market chart ko read kerna chahty hain tou d1 aur w1 time frame main market ki movement ap check ker sakty hain aur jab bhi kisi pair main trade open kerny ja rehy hon tou pehly kisi bary time frame main chart open ker ky market ka trend zarur check ker lena chahiay
      • #4 Collapse

        Market ki movement ko judge kerny ky liay hamesha h4 ya d1 main hi Market chart open ker ky daily ka trend read kerain ky market kis direction main move ker rehi hai phir usi direction main trade open kerain gy tou apko trade profit main hi close hoti hai
        • #5 Collapse

          Markeet ka next Kia behaviour ga Ap technical Ke sirf bat kr rhy hain is m koi shak ni k Ap chart k pattern se past Ke history ko check kr skty hain k last month m support ya resistance Kia rhi a aur daily k liey RSI se b help ly skty hain aur next Markeet ka Kia behaviour o ga is ka andaza lga skty hain lekan fundamentally b lazmi Anylsis Karna chiey phir he kisi nteejy pr pochna chiey
          • #6 Collapse

            dear Forex trading members market ka analysis karna he market ko identify karna Hota Hai aapko market ki trading history check karne ke liye Japanese candlestick chart pe market ko analyse karna chahiye hirer timeframes aapko acchi information date Hain Forex trading mai technical analysis is very important market mein kamyabi ke liye Expert Opinion be Chahiye Hota Hai
            • #7 Collapse

              bhai mery khayalmain ham ko daily market ko red krna chaye daily red krny k lie apko d1 aur d1 time farame main market ki movement ap check kar sakty hain

              or jab bhei kisi pair main trade open kerny k liye ja rehy hon to pehly kisi bady time frame main chart open ker ky market ka trendzaror check ker ky deak lena chahiay
              • #8 Collapse

                agar hum forex market kay analysis weekly base par karen gay to hum market main bohat achi trade kar sakty hay humay chahiye keh esmain khoob mehnat karni chahiye tab he hum esmain achi earning kar sakty hay es business main aisy he blind trade nahi karni chahiey es say loss he hota hay
                • #9 Collapse

                  market ki movemnet ko identify karny ki liye hum kafi indicators diye gay hain jin ko use kar skty hain or jub hum market ko dekhty hain tu hum apni trading main trend ko find out karny k bad he trading kar skty hain es k liye apko or trend apko 3 milty hain market main up down or side way main jis main ap analsye kar k dekhty hain k a kiya trend hai market main market oper jay tu buy karty hain nechy ay tu sell karty hain or jub market aik jagah pa tikti nahi hai tu yah iside way trend hota hai
                  • #10 Collapse

                    Re: daily aur weekly base par market movement ko kesy identify kia ja sakta hay?

                    forex mai market aik hafty mai do din band hote hain oe hum in do dinoo mai is mai enter nahi ho sakty lakin hum live trading kar sakty hain yai aik asa business hain jis mai hum learning ky sar earning be hasial kar sakty hain is mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain or hum is mai apne marze sy time table bana ky kam kar sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: daily aur weekly base par market movement ko kesy identify kia ja sakta hay?

                      forex aik online business hain hamy is mai weekly target bana kar kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain hum isy apna life time career be bana sakty hain is mai hamara koi boss nahi hain
                      • #12 Collapse

                        Re: daily aur weekly base par market movement ko kesy identify kia ja sakta hay?

                        dear fellow daily and weekly basis py market ko judge karnay ka sab say best way ye hai k ham forex market main technical anlysis ko understand karein ham candlesticks ki madad say forex market ka trend judge kar saktay hain es k elava bohat say technical indicators mojod hain jin ki madad say ham market ko analyse kar saktay hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: daily aur weekly base par market movement ko kesy identify kia ja sakta hay?

                          forex aik international business hain ham is main live or sada urdu mai trading karty hain hamy har weekned pay market ki movement ko learn karna chahey pher hi ham is main kamyabi hasil akr sakty hain ham is main part time be kam kar sakty hain or ham is main full time be kam kar ky acha bonus haisl kar sakty hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X