Success ko achieved karna etna easy be nahi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Success ko achieved karna etna easy be nahi
    Traders ko Forex business me risk/reward ratio ka andaza to ho ga esy me koi be traders forex market me trading karny ko easy nahi lena chaye, agar market me 6 ya 7 years ka be trading expernice raha ho to esy traders be prefect traders nahi ho sakty hey jab tak wo complete Forex ki study nahi kar lety, knowledge power traders me agar zeyda ho ga to esy traders hi asani se kam time me success ko achieve kar sakty hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bhae maen app ki baat say agree kerte hoon forex maen success hasel kerna itna asaan nahe hy us maen kafe hard work kerna parta hy jes maen app knowledge gaen kertay haen experience demo say lettay haen iir pher aik din kafi hard work bad hi app us maen destination hasel kertay haen
    • #3 Collapse

      Han g success hasil karna bilkul easy nahi ha successful honey kay liey achi kahasi tagodo karna parti hai aur tarha tarha kay papar bailney party hain. Forex trading aik aise cheez hai kay jiss main aapko aik aik kadam phoonk phoonk kar rkhna hota hai. Aur apney faislon say apni achi timing ka decisions apko trading main kamyaab karty hain.
      • #4 Collapse

        Forex market main success hasil kerna bahot mushkil kam hai yahan per tou expert traders ki bhi loss ho jata hai lekin agar ham her open ki jany wali trade main stop loss aur take profit use kerain tou phir countable loss hota hai jis ko recover kerna bhi itna mushkil nehi hota jitna big loss ko recover kerna mushkil ho jata hai
        • #5 Collapse

          G bhai ap ne thk kaha hy ke success hasil kerna itna easy ni hy forex trading main jitna log samjhty hn forex aik complicated buisness hy is main kamyabi ke liy struggle kerna padty hy, forex main experience knowledge and skills ke baghair ap kabhi bh asha trader ni ban sakty aur ye cheezin hasil hoty hn ager ap dil lga ker regularly forex per work kerty rahin
          • #6 Collapse

            Agar ap daily basis per forex market ky analysis bhi kerty rehain aur trading bhi continue rakhain and apna forex trading knowledge bhi increase kerty rehain tou forex market main success bhi hasil ki ja sakti hai aesa koi kam nehi dunia main jo possible na ho
            • #7 Collapse

              G bari Mushkil se paida hota a chamn m deeda war paida ehsa ni a k hum bilkul profit ni bna skty aksr hum ik trade m profit bna lety hain lekan kisi doosri trade m loss o jata a o phir zero se start to earn Karna easy ni a lekan Ap continues mehnat karty rhy aur experience hasil karty rhy to soorty hal pely se behter hoti rehti a
              • #8 Collapse

                G bhia ap ny sahe kha k forex ma bnda itna jaldi hi kamyab ni ho skta al knowledge hasil kry or experience hasil kry to ap achi income bna skty hain us sy is kiay phly smjhy sekkhy or phr trade kry
                • #9 Collapse

                  trading 1 tuff business hai or es main success esy he nhi mil jati.es k liye hard work krna parta hai or market main time spend krna hota hai.mostly to logon ko shuru main he loss hony lg jata hai.es liye es business main confidence he sb kuch hai or agr ap achy trader nhi ho to ap kbi b ziada dair tk trading nhi kr pao gy.
                  • #10 Collapse

                    agar hum forex market main kamyab hona chahty hay to es business main learning karna chahiye aur seekhna chahiye forex market ko kyun keh seekhnay say he hum kamyabi ki rah par chal sakty hay humay esmain time bhi sahi say daina chahiye kyun keh tab he trading achi aur behtreen hoti hay
                    • #11 Collapse

                      G forex trading business mushkil tu zaroor hy aur is kaamyaab hona bhi aasan nhi hy lakin agr hum forex trading mein mehnat aur hardwork kartay han aur learning knewledge aur experience hasil kartay han tu forex trading business ko mushkil se aasan bana saktay han ye sab hum par depend karta hy kiok har kaam mein mehnat aur hardwork se kaamyaab ho saktay han
                      • #12 Collapse

                        Is bat men koi shak nahin hai k forex men kamyabi itni b easy nahin hai. Agar apka experience 6 saal ka b ho to b ap perfect Analyse nahin kar sakty Q k market lakhon log kam kar rahy hain koi andaza nahin kar sakta k log kia soch rahy hain
                        • #13 Collapse

                          Koi bhi business chay choota ho ya barra usmai apko success itni asani se achievement nahi hooti hay her jaga apkk bht struggle karna hooti hay
                          • #14 Collapse

                            G brother forex forum me success hasil krna itna asan kam nhi hy is me old traders ko bhi expert nhi kaha ja sakta kafi purany traders bhi forex market me loss kr dety hen trading aik bht hi mushkil business hy is me jab loss hota hy to us ko recover krna bht mushkil ho jata hy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              mere khayal mein dunia ka koi aisa kam nahin hey jo mehnat ke bad na mila ho aur jab hum is business mein achi trha se mehnat kartey hein aur knoweldge and experience hasil kartey hein to phir hum is business mein bohot hi ziada easily successful ho saktey ahin.
                              https://t.me/pump_upp

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X