Hosla Rakhain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hosla Rakhain
    ​Trading Strategy
    Jub bhe trading karain tu main cheez hy hosla karain jub bhe loss ho tu ap phir trade py trade lagana start kar dyty hain jis sy loss recover hony ke bajay ziada loss hota hy mere ye advice hy k jub bhe loss ho tu trade close kar k cool ho jain aur forex signals dykhain k wo kia kahty hain us ke roshni mein phir chat ko samjha tub trade karain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    agar hum forex trading main hosla rakh kar trade karen gay to he hum kamyab ho sakty hay es business main khoob time dainay main he faida hota hay aur humay kabhi pareshan nahi hona chahiye agar humay loss ho jaye to humay chahiye keh esmain mehant karnay main he faida hota hay tab he hum acha earn kar sakty hay
    • #3 Collapse

      bhai apny buhat hi achi post ki hy hamain sabr-o-tahammul sy kam lena chahye or zayada jald bazi sy kam nai lena chahye or na hi hamain forex main zayada lalach lena chahye or na hi hamain yayada risk par trading krni chahye is sy apka acount bhi wash ho sakta hy ap ko chahye k choti trade lgain or mrket trend sy ba khabar rahin ap acha profit kama sakty hain
      • #4 Collapse

        You are very right. Aksar dekha gya hai k jab kisi ko loss hota hai to wo apna loss recover karny k lye maximum trade ki koshish karta hai jis se usko mazeed loss ho jata hai Q k wo market ko analyse kar k trade nahin kart sirf maximum trade mk koshish karta hai
         
        • #5 Collapse

          You are very right. Aksar dekha gya hai k jab kisi ko loss hota hai to wo apna loss recover karny k lye maximum trade ki koshish karta hai jis se usko mazeed loss ho jata hai Q k wo market ko analyse kar k trade nahin kart sirf maximum trade mk koshish karta hai
           
          • #6 Collapse

            g ahn bahi jan ap ny bohet he achi advice ki hy k agr hum is ko fallow kry gy to humy is my zurur prift ho ga .lkn is my bohet sy log jild bazzi krty hn.or unhy agr is my kisi b mukam pr loss hot ahy to wo is my loss ki wajha sy is ko chor daty hnlkn humy is my asa nahe krna chaye.blky ismy hoslay sy or sabar sy kam krna chahey.
            • #7 Collapse

              Forex trading me patience ki sab kuch hota hai. Agr ap k pass patience na ho to ap forex me kaam ni ker saktey. Ache trader ki yahi khobi hoti hai k wo patience k sath kaam kerta hai aur himmat ni haarta chahiey jitna bhi loss ho jaey wo lagatar mehnat kerta rehta hai aur akhir kar success ussi ki he hoti hai. Lehaza mehnat jari rakhen aur patience qaim rakhen..
              • #8 Collapse

                forex beznus m hosla rakh k kam Karen q k hr beznus m los phly hy r profit bad m jb b ksi tread sy los ho Jay tu dobara Jaldi tread order na Karen q k ak hi tread ko bar bar order krny sy ap ka account Jaldi wash ho jata hy hosla rakhen r jb tk market k up dawn ka andaza na ho tread order na Karen q k ye ap ka luck hota hy k bar bar tread kr k los ho rha hy jb tk information hasil na ho tread order na Karen.
                • #9 Collapse

                  bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko apna trade pa hosla rakna hoge q ka ager hum ko forex ma loss hota ha to per hamara leya ya bohat mushkil hota ha es leya hum ko chaheya ka ager hum ko loss hota ha to per hum ko sabar sa kaam lana hoga to per hum ko achi earning hoge........
                  • #10 Collapse

                    g han apki bat shai agree krta hun main forex trading main jub hmain loss ho tu soko saber k sath face karen q k jub apki trade loss main jati hai tu ap osi time main loss ko recover karny k liye agli trade lga dety hain jis se kiya hota hai k apko still loss ho jaata hai es liye jub loss ho tu thandy damagh k sath agli trade ki palning karen jis se apko loss na ho pka loss recover ho jay
                    • #11 Collapse

                      Re: Hosla Rakhain

                      forex mai jab hum kam karty howe koi galti kar dety hain to hamy loss ho jata hain or hamaar sara pasia or mahnet zaya ho jate hain lakin loss ky bad hamy zada thence nahi hona chahye hamy saber karna chahey or next time kam karty howe apne galtiyo py gur karty howe kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy
                      • #12 Collapse

                        Re: Hosla Rakhain

                        yes my best friend apny bhut hi achi thread ki hai man ap ki thread sy agree karta hu my friend hum ko hosla rakhna chahiy jub bhi hum trade kary to agr hum ko loss ho jay to os main hum again and again trade nai karni chahiy is sy hum mazeed loss ho ga is liy trading hosly k sat karni chahiy
                        • #13 Collapse

                          Re: Hosla Rakhain

                          Assalam o alaikum thanks for great sharing brother, mai khud new hun to yeh bht help kare ge post.
                          • #14 Collapse

                            Re: Hosla Rakhain

                            g haan bhai jaan ham jab as main trading karen tu ham ko as main hosala rkhna chahiy hai ke marke wapisr zaror ae gaa as main ham ko hosala rkhne se bohat kuch mil sakta hai ass liy ham ko as main trading karte wakat ham ko as main [pe hosla rkhna chahiy hai tu hi ham m as main kamyab ho sakte hain as agar kaby hona hai tu as main ap kogreed bhi nahi karna ho gaa tu hi as main kamyab ho sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Hosla Rakhain

                              forex mai jab hum kam karty howe koi mistake kar dety hain ya hum market ky kise rule ko ignore kar dety hain to hamy loss ho jata hain is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik world wide or legal business hain hamy loss ky bad saber karna chahey forex aik international or unique business hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X