Beghair fault kay trade mein loss hona

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Beghair fault kay trade mein loss hona
    Dear aksar aisa hota hai kay mein trade lagata hoon tamam requisite poori karnay kay baad lakin phir bhi meri trade loss mein chali jati hai jab kay mera koi fault nahin hota issmki kya wajah ho sakti hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Gee bhai aisa bahut sae traders kay sath hota hai aur yeh market ki fake movement ki wajah sae bhi ho sakta hai ya phir aap kay analysis mein kahin na kahin koi kami reh jati ho gi jis ki wajah sae aap ki trade loss mein jati hai aap apna analysis karain aur apni mistake ko talash karnay ki koshish karain aur agar aap ko koi mistake milti hai tou aap uss ko remove karnay ki koshish karain tou phir loss nahin ho ga
    • #3 Collapse

      bhai zarori nai hy k apki kisi galti ki waja sy hi loss hota hy kai martba esa hota hy trader k whmo guman main bhi nai hota jis par us ny trade lagai hy us ki ktny hi pips market gir jati or us ko loss ka samna krna par jata hy kai martba los hony main hamari khud ki galtiyan bhi hoti hain jesy read na krna news na dekhna waghera hmin chukannah rehna chye or loss sy bachny k liye zayada sy zayada triks dhondni chahye
      • #4 Collapse

        Beginners jo hotay hein wo starting main he greed start kar detey hein kyun kay wo log paisay kamanay kay liye aatay hein aor un kay mind main just earning he hoti hai, jis ka result unko loss ki sorat main milta hai.
        • #5 Collapse

          Bhai forex trading aek word wide business hay ye pori dunia kar rahi hay jab ap analysis karty hain ap ap i traf sy sahi analysis karte haen jab bary bary business man aor bari bari companies market men enter hoti haen apni trades open karti haen to wo market ko badal kar rakh deti haen is liye kabhe kabhe analysis ghalt ho jate haen is sy prehan nai hona chahie
          • #6 Collapse

            Dear brother Jahan TK Mera opinion ha to Austin aho nhi skta k tmama analysis complete hon aur ohir bhi loss ho.yaqini taur pe apply analysis m fault ha.apko chahye k kisi achy se instructor k pas jao aur kuch din forex learn kro uaky bad trading kro.keun k aisa ho he nhi skta k apply analysis correct hon aur markit apko loss de.
            • #7 Collapse

              agar hum chahty hay forex trading main kisi kisam ka loss na karen to eskay liey humari mehnat darkar hoti hay aur humay chahiye keh demo account par trading ki practice karen kyun keh esmain practice karnay say he hum achi earning kar sakty hay aur market main safe reh sakty hay esmain dil lga kar focus karna chahiye
              • #8 Collapse

                bhai aghr hmain loss hmari apni galiti ki wajh se nahi hotahai tu phrr hmain loss hony ki wajh market hoti hai or market bazokat achanak move kar jati hai or hum ny socha kuj hota hai or ho kuj jaat hai jis k bad hmain apni trade loss main bhi band karni parh jati hai es liye yah aik trdaing factor main aik hai es liye es ka mind banna lena chahye
                • #9 Collapse

                  Re: Beghair fault kay trade mein loss hona

                  forex mai jab hum kam karty howe koi gakti karty hain to he hamy loss hota hain or hamare sare mahnet zaya ho jate hain lakin is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik real or big business hain hamy is mai weekly target bana ky kam karna chahey is ma idunya ky bary bary mumalik sahmil hain is mai hamara koi boss nahi hota
                  • #10 Collapse

                    Re: Beghair fault kay trade mein loss hona

                    forex mai jab hum trade lagaty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jata hain forex aik world wide business hain is mai usa or china jasy bary bary mumalik sahmil hain hum is mai apne marze sy time table bana kar be trading kar sakty hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Beghair fault kay trade mein loss hona

                      Bima kiai waja sy kii hi loss nainkrta hy har kiaai ko oss hota hy to wvo us ki aoni gaktio ki waja sy hota hy hina galti k is kam my loss ho hi nai sgta hybkenring ki hoti hy hr bhi ham falata trade lgaty hy our ham lot siz ko bhi ham zeada use krty hy phr loss to hona hi hota hy is kam my
                      • #12 Collapse

                        Re: Beghair fault kay trade mein loss hona

                        forex aik bohat bara business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum agar hum is mai tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex aik world wide business hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex aik real or kabe be band na hony wala business hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Beghair fault kay trade mein loss hona

                          dosto ye baat sahi nahe hai k hamein forex main fault k bagair he loss hota hai ,ye baat fact hai k ham koi na koi galti zaror kartay hain ,wo beshak out of turn ya koi new way main anay wali kisi situation ki surat main kion na ho ese liye kehtay hain k kabhe apni learning ko stop nahe karna chahye.learning never ends in the forex market

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X