Kiya juniors ko threads bnani chahiye..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kiya juniors ko threads bnani chahiye..
    Members aj kal daily forum members ki tadad mein izafa ho raha hy online members ki tadad bhi badh rahi hy mein ye poch raha tha k new members ko threads bnani chahiye ya wo sirf reply he karein kiya new members Pakistan forex forum k behtareen jwab k muqably mein hissa ly sagty hein threads bna bna kar ye sahi hy k ni
    Removed by moderator.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    ji bhai bilkol juniors ko thread banana chahie jb jo thread banen gey to un k knowladg men izafa ho ga jo confision ho gi wo thread k zariye apnay seniors sy poch sakty hen laikin un ko bhe chahie k thread aesa create karen jo fourm py us sy pehly na create kiya gya ho
    • #3 Collapse

      G bilkul juniors ko thread banana chahiye q k us mai wo forum and forex trading k hawaly se sawal kar k experts ki raaye lay k seekh sakta hai.
      • #4 Collapse

        Main samjhta hon kay agar juniers kay pas itna acha knowledge hai kay wo sub kay sath share kiya ja sakay aor sub ko is say faida ho to unko thread create kar lena chaiye aor apna question zaroor ask karna chahiye.
        • #5 Collapse

          Jahan TK Mera opinion ha to juniors members ko forum pe thread post krna chahye aur inko contest m bhi hissa Lena chahye ta k Inka knowledge bhi increase ho aur confidence bhi built ho.ye log jitna zyda posting kren get to itna confidence increase hoga aur future m achy yradetrbn k samny aen ge.
          • #6 Collapse

            AoA All,
            Let me share one thing with you all.
            Juniors can create threads and they should, if they have knowledge they can create thread and share information and collect new one.
            Knowledge increases with sharing, remember this.
            • #7 Collapse

              G han bilkul threads tou koi bhinbna sakta hay cahay seniour hay ya jouniar zarori ye hay k jo bhi thread creat ki jay wo informative ho aur log us se knowldge hasil kar sakain aur is k sath sath is forum.par sab brabar hain tou new members bhi behratin jawab k quntest main hisa lay sakte hai har kisi ki apni mehnat hay jo mehnat kary ga wo kamiabi hasil kary ga
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Rishi پيغام ديکھيے
                Members aj kal daily forum members ki tadad mein izafa ho raha hy online members ki tadad bhi badh rahi hy mein ye poch raha tha k new members ko threads bnani chahiye ya wo sirf reply he karein kiya new members Pakistan forex forum k behtareen jwab k muqably mein hissa ly sagty hein threads bna bna kar ye sahi hy k ni
                Salam alaikum bhai jaan United recruited Karni chahiye Agarwal trade nahi karenge to trading business ko kaise Likhenge isliye on Har Haal Mein trading Karni chahiye Agarwal trading nahi karenge Tumko trading cannoli Cafe Asif Hogi
                • #9 Collapse

                  Us bare maen mera ye opinion hy k new members k pas ager experience kum hy our trading knowledge ki bhe kami hy to pher unhain new thread nahe lagany chahaen koin k us say aik to thread repeat hoty haen forum data base maen izafa ho jata hy our aik he baat bar bar repeat hoti hy to ussay forum py negative impact parta hy to humean humesha achy our useful thread laga sagty haen to chahy old hoon ya new members hoon unhain lagany chahean
                  • #10 Collapse

                    humary pass forex trading kay related jo bhi knowledge ho humay chahiye keh us knowledge ko zaroor share karen kyun keh knowledge share karnay say he barhta hay aur humay threads aur posts karni chahiye jo bhi knowledge share karna chahty hay kar sakty hay esmain sab ki bhlai he hoti hay
                    • #11 Collapse

                      g bhai bilkul juniors members bh threads bna sakty hn is main koi restriction ni hy juniors ya seniors ki ,is tara aik to juniors ka knowledge bh increase ho ga aur wo learn bh kren ge ,threads create kerny se un main creation ki ability mazed pukhta ho ge
                      Signature removed by moderator
                      • #12 Collapse

                        es main koi masla nahi hai dear aghr tu wo threads achi or rolls k according bna rahy hain tu koi masla nahi hai or kiya aysa ho k wo forex k bary main proper knowledge ks ath login howa howa ho es liye wo bhi threads create kar skty hain es main koi issue nahi hai or na he terms main yah sub ad hai k wo nahi thraed bna skty
                        • #13 Collapse

                          Re: Kiya juniors ko threads bnani chahiye..

                          forex mai agar hum juniors hain to hamy thread banani chahey forex aik online business hain hum is mai investment be kar sakty hain or hum is mai trading be kar sakty hain is mai hamara koi boss nahi hota hum is mai apne marze sy time table bana ky kam kar sakty hain yai kabe be band na hony wla international business hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Kiya juniors ko threads bnani chahiye..

                            forex mai hum thread kar sakty hain hum is mai live posting be kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain agar hum is mai tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex aik online business hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kiya juniors ko threads bnani chahiye..

                              forex mai juniors be thread bana sakty hain or acha bonus earn kar sakty hain forex aik bohat bara business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex east wast mai bohat taze sy famous ho raha hain forex aik international or legal business hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X