na Kiya ap forex business ko recommend karte hai dosro k leye maire khyal mai har tra
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    na Kiya ap forex business ko recommend karte hai dosro k leye maire khyal mai har tra
    Kindly friends mujhe ye bataen k account kese wash hota hai ya banned hota hai. Me ne kafi doston se suna hai k unka account wash ho gia hai ya account banned ho gia hai. Kia aese account dobara active ho jatey hain auto pe ya un ko active karana parta hai. Agr active karana parta hai to us ka kia procedure hai. Kindly guide me.
    Last edited by ; 15-10-2018, 08:47 PM. وجہ: Sorry wrongly touch my hands on this post during typing.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    main sab ko kaonga k sab forex trading main aye or is main apni life set kari par esa nahe hain k app aye or app ke life set ho jaye ge balki is main app ko khob hard work karna hoga mean is k demo si start karna hoga os is main khob experince or knowlagde hassil karna hoga or khod ko ek acha trader sabil karna hoga
    • #3 Collapse

      bhai acount band hona or chez hy or wash hona alag ye dono alag alag chezn hain agr apka acpunt band ho jata hy to us ky band hony ki waj ap ki copy pact post yani ap kisi ki post cpy kr rahy hain to apka acount band kr diya jata hy to wo doba open bhi ho sakta hy apna account bonus for post karna ho ga to ap ka acount phir sy open ho jay ga
      acount wash hona
      bhai acount wash tak hota hy jab ham galat trade lagaty hain to hamain loss ho jata hy yani jitan ham ny invest kiya tha ya bonus tha sab ka sab loss ho jata hy is ko acount wash hona kehtyhain
      • #4 Collapse

        Bhai Jo log mhnat krty ha wo log is ma sy acha profit hasil KR skty ha is leya dosro ko bi kho ga ky wo log jion KR ky acha profit hasil KR skty ha
        • #5 Collapse

          Jo account ban ho jatay hein wo koi reason hota hai solid reason jis ki waja say instaforex walay apka account ban karta hein aor agar apka account wash hota hai to apki khud ki mistake hoti hai is main ap kisi aor ko blame nahi kar saktay.
          • #6 Collapse

            Ji janab apne boht achi baat puchi hai janab daikhain forex main account ka wash hona iski boht bari reason apki aik aisi trade hai jo sometimes market ke ups and downs ki waja se apko boht bara loss de jati hai jis se apka totally balance khtam hojata hai aur apka account khali hojata hai jab ke account banned ka matlab Yeh ke ap dusre logo ki posts ko posts karain Un ko copy karain in ki waja se ap ka account pe ban hojata hai
            • #7 Collapse

              AoA All,
              Mein bilkul forex main aany ke liye recomment karong. Woh isliye ki har jaga har market and each country mein competition hai.
              Is mein bi sakht mehnat required hai but, I think every education person should take interest in it and may be he/she can understand market well and get success. Haan agar kisi ko success nhi milti hai toh woh discontinue karle, koi issue toh nhi hai but i will suggest should be the part of it.
              • #8 Collapse

                Agr hamara account banned ho jaey to us ko open kareney ka kia procedure hai. Jis tarah account k wash ho janey pe hamen next month bonus dobara mil jata hai is tarah ka koi procedure hai ya banned he rehta hai. Is ka barey me comments kren please. Aur isi tarah meri hosla afzai kerty rahen ta k mere knowledge me izafa hota rahey.
                • #9 Collapse

                  agar hum rules ko follow karty huway kam nahi karen gay to hum esmain apny capital ko mehfooz nahi rakh sakty huamy chahiye keh esmain khoob money managemnet karen kyun keh money management karty huway trading karnay main he faida hota hay tab he humari trading achi ho pati hay jab hum esko seekh kar run karen gay
                  • #10 Collapse

                    Re: na Kiya ap forex business ko recommend karte hai dosro k leye maire khyal mai har

                    forex mai kam karty howe jab hum koi gakti kar dety hain to hamar deposit km ho jata hain to hamara account wash ho jata hain or hum is loss ko cover nahi kar saky is liye hamy apne galti py gur karty howe kam karna chahey pher he hum loss ko avoid kar saky gy or acha munafa kama saky gy yai aik international business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: na Kiya ap forex business ko recommend karte hai dosro k leye maire khyal mai har

                      forex mai jab hum kam karty howe koi galti kar dety hain to hamy loss ho jata hain hamy ache learning hasial kar ky market ky rules ky mutabik kam karna chahey pher he hum acha profit gain kar saky gy forex aik asa business hain jis mai hum learning ky sat earning hasial kar sakty hain is mai hamara koi boss nahi hota
                      ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: na Kiya ap forex business ko recommend karte hai dosro k leye maire khyal mai har

                        forex bohat bara karobar hain hum is mai investment be kar sakty hain hum is mai trading be kar sakty hain forex online ke dunya mai king hain hum is mai raat mai ya din mai kese b wakt kam kar sakty hain forex aik asa business hain jis mai hum learning ky sat earning be hasial kar sakty hain lakin agar hum is mai apnyy andazy laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X