market ko analyse karna ketna zarori hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    market ko analyse karna ketna zarori hai
    dear forex members forex me market ko analyse keye bina ap forex me kam he nhi kar sakty or market ko mehnat or lagan se analyse karna boht zyada zarori hai warna ham forex se na to kuch earning kar sakty hain or na he esy sekh sakty hain or boht jald hamara future forex me khatm hota nazar ana shoro ho jata hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: dawoodyaseen1 پيغام ديکھيے
    dear forex members forex me market ko analyse keye bina ap forex me kam he nhi kar sakty or market ko mehnat or lagan se analyse karna boht zyada zarori hai warna ham forex se na to kuch earning kar sakty hain or na he esy sekh sakty hain or boht jald hamara future forex me khatm hota nazar ana shoro ho jata hai
    Dear market ko analyse krna bahot hi zaruri hota hai ham jab tak market ko analyse ni kr pate hain uss waqt tak ham market men apni trades ko acha run nhi kr kr sakte hain isliye ham market ko analys krna bahot hi zaruri hota hai hamen mehnat krna chahiye aur hamari koshish honi chahiye k ham behtar tareqe se market ko analyse kr saken
    • #3 Collapse

      G ap ki bat bilkul theek hay k hum jab bhi koi trade open karain tou us se pehly market ko achibtarha analys lazman karain is tarha humain trade karne main boht asani ho gi aur hum achi trade kar sakain gay market k analysia karne se humain market trend ko samjhne main asani hoti hay aur bager analysis kiay hum achinaur profitable trade kar bhi nai sakte
      • #4 Collapse

        Markete ko obsrve and analyse kiye baghair ap trading kar hi nai sakty. Kon se pairs demand main hain. Kab ups and downs daikhny ko milty hain. Aik pair ager ooper ja raha to kon sa pair down jata. Ye sab observe karna zaroori hota. Ager ap aisa na karain to trading main falliur lazmi hay. Kamyab trade k liye hamain koshish karni chahiye k ham markete ko behtar tareeqy se analuse karain.
        • #5 Collapse

          dear forex aik business ha jis ko analysis kar kay hi consistent kay sath profit earn kia ja sakta ha[
          dear ap nay bilkul theek kaha ha jub hum market me analysis ko important nehi daay gay or tukay or bina hardworking kay trading karay gay to forex me hamara career khatam ho sakta ha hum forex business me analysis par hi profit earn kia ja sakta ha jis se hum kabi b forex market me loss nehi kar saktay hain always hamara account grow hi ho ga
          • #6 Collapse

            Dear aap ki baat bikal thek hay main aap ki baat sa itafaq karta hoon k instaforex main trading us waqat tak nahi ho sakti hay jab tak aap markit ka analysis nahi kar saktay hain trading main success hasil karna k laya analysis bhot zarrori hay ager aap markit analysis k bagher trade open karan gay tu aap ko maloom he nahi ho ga k markit ka trand kaya hay markit up hay ya down
            • #7 Collapse

              agar hum market main analysis karen gay to he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay es business main humay short cut bhi use nahi karna chahiye kyun keh short cut use kar kay market main earning nahi ulta loss he hota hay humay analysis seekhnay chahiye demo account par agar hum aisay analysis karen gay to he hum profit bnana seekh sakty hay
              • #8 Collapse

                Re: market ko analyse karna ketna zarori hai

                forex mai hamy analysis ko use karty howe kam karna chahey hamy inhy learn karna chahey forex mai kese be technique ya analysis ko use karny ky liye hamara knowledge or experience bohat acha hona chahey pher he hum kamyab hoty hain yai ail big or real business hain yai east wast mai bohat taze sy phla raha hain yai kabe be band nahi ho sakta
                • #9 Collapse

                  Re: market ko analyse karna ketna zarori hai

                  Market ko nalysis krna bhot zeada zaroei ho jata hy hamy market ko har taime anlayis kr k hi ham ko trading krni chiya hamy wasy trading nai kr i chiya hamy market my nalysis k bad hi hamy kam krna chiya wasy to bhot loss bhi ho sgta hy our sahi profit bhi hamy nai hota hhy banalysis sy to market ka asal my pta chlata bh
                  • #10 Collapse

                    Re: market ko analyse karna ketna zarori hai

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: dawoodyaseen1 پيغام ديکھيے
                    dear forex members forex me market ko analyse keye bina ap forex me kam he nhi kar sakty or market ko mehnat or lagan se analyse karna boht zyada zarori hai warna ham forex se na to kuch earning kar sakty hain or na he esy sekh sakty hain or boht jald hamara future forex me khatm hota nazar ana shoro ho jata hai
                    market analysis girl numbers are the important Hota Hai Is Se Hame market trend kahan par ho jata hai aur hum trading Karke Chad Gayi market k analysus zroor krain is sy ao achi trading kr skain gy
                    FRD 07 TRADING JOURNAL
                    • #11 Collapse

                      Re: market ko analyse karna ketna zarori hai

                      forex mai market ko analysis karna bohat zarore hain pher he hum investment kar ky acha profit gain kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik online business hain hum is mai live or sada urdu mai trading karty hain hum isy apna life time career be bana sakty hain yai kabe be band na hony wala business hain
                      • #12 Collapse

                        Re: market ko analyse karna ketna zarori hai

                        forex market ko analyze karna bohat zarore hota hain pher he hum loss sy bach saky gy or acha profit gain or apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik world wide business hain hum is mai investment be kar sakty hain hum is mai live trading be kar sakty hain forex dunya ky bohat sy mumalik mai unique business ban cuka hain
                        • #13 Collapse

                          Re: market ko analyse karna ketna zarori hai

                          forex marker ko analyze karna bohat zarore hota hain pher he loss sy bach ky acha profit gain kar saky gy forex aik real or kabe be band na hony wala business hain hum is mai investment be kar sakty hain hum is mai trading be kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain is mai hamara koi boss nahi hain
                          • #14 Collapse

                            Re: market ko analyse karna ketna zarori hai

                            Forex market main trading kay liye market ko analysis kerna boht zarori hay. quekay jab trader market ko analysis kerta hay to us ko idea ho jata hay kay yeah direction long ho gi aur yeah short ho gi. aur ager entry milay to kis direction main long jana hay aur kis main short jana hay. is liye trader ko forex market main analysis say hi market ki direction aur trend ka idea hota hay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: market ko analyse karna ketna zarori hai

                              forex main analysis ki bohat hi zada ehmiyat hain hamy best experience hasil kar ky is ko use karna chahey hamy market ky up or down ko dekh kr is main amount invest karni chahey pher hi ham acha bonus hasil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain is main hamara koi be boss nahi hota ham isy apna life time career be bana sakty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X