forex me loss hony ki sab se bari waja
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex me loss hony ki sab se bari waja
    forex trading me jab ham new hoty hain to ham aksar loss ka samna karty hain jis k pechy knowledge or experience ki kami hai or ham earning ki jald bazi me aa kar loss karwa dety hain agr ham start me jald bazi na karain or earning ki soch chor kar learning ki soch rakh kar kam karain gy to forex se ham ko acha response mily ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bhai forex trading main sbh se bari loss ki waja km knowledge aur jald bazi ha. Agr ap k pas trade k bary knowledge km ho ga aur ap kam tuky pa rakhen ga to bhi loss ho aur agr jald bazi kren ga to ap k pas sochny ka km se km time ho ga aur us halat main ap ghalt faisla lain ga.
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: dawoodyaseen1 پيغام ديکھيے
      forex trading me jab ham new hoty hain to ham aksar loss ka samna karty hain jis k pechy knowledge or experience ki kami hai or ham earning ki jald bazi me aa kar loss karwa dety hain agr ham start me jald bazi na karain or earning ki soch chor kar learning ki soch rakh kar kam karain gy to forex se ham ko acha response mily ga
      Yes aap ne theak hi kaha hai main aap se fully agreed hoon q k jab tak hamen acha experience ni hota hai uss waqt tak ham kch bhi acha earn ni kr pate hain isliye hamen koshish krni chahiye k ham ziada se ziada behtar sekhne ki koshish kren forex men wohi log kamyab hote hain jo forex pe mehnat kr k apna experience bnate hain
      • #4 Collapse

        Forex main kamyabi ki key patience hay. Shoro main jab yahan log join karty hain to unhain experince nai hota aur wo jald az jald paisa banany k chakar main loss kar bethty hain. Yahan ye maqoola lazim ata hay k " first deserve then desire" to pehly ap learn karo, observe karo aur phir earning per focus karo.Bas ahista ahista patience k sath kam karty rahain to aik din ap zaroor expert ho jain gy.
        • #5 Collapse

          Je ap.ki bat bilkul.right hay k forex trading min humain loss humare knowledge main kami aur kam experiance ki wajha se hota hay khas tor par new traders apni inhi mistakes ki wajha se hi loss karte hain aur lalach karte hain k unhe kam time main zada profit ho jis ki wajha se wo jald bazi main aa kar apna loss kar bethte hain agar ap achi aur profitable tradeing karna cahte hain tou us k liay knowldge gain karain ur apne expirance ko barhain
          • #6 Collapse

            bhai mery khayal main forex main loss hony ki sab sy bari waja news ko na dekhna or larning na krna hy hamain chahye k ham market ky halat sy uptodate rahy hamay market k up & down ka pata hona chahye or loss hony ki ik or khas waja exprince na hona bhi hy kuch bhai new aty hain jin ko exprince nai hota jitna invest kiya hota hy loss main zaya kr dety hain hamain pehly sekhna chahye phir erning krni chahye
            • #7 Collapse

              Forex trading m loss ke boht c wajoot o skti hain lekan mery khyal m sb se ahm waja experience ka Na hona ya experience ko achi tara use Na Karna a agr Ap ka experience ni a phir to ap ik din is qabil o jay gy k loss na o lekan aksar experience log b bari bari mistakes kr jaty hain jis ke main reason over confidence a ya jalbazi m trade lga dena a
              • #8 Collapse

                Sab se bari wajha forex main loss ki lack of knowledge ha .trika koi bhi ho over tradibg ho ya big lot size ho ya koi or wajha yehi ha k trader ke pas achi learning nahi achi practice nahi ha .jb tk ak proper plan k sath samjh kr practice nahi ho gi to real account pe bht mushkilat hoti hain.bht carfully tradingbkrni chaye .
                • #9 Collapse

                  Bhai ap ney bilkul theek kaha hey hamari loss ki main reason knowledge ki kemi hey, humain jaisy hi bonus milta hum market ki movement judge keay baghair trade laga daity hain. Main samjhta hon keh jo trader loss main unko chaey furst apna knowledge improve kerain phir trade lagain.
                  • #10 Collapse

                    Dear baat ya hay k instaforex main lose ki bari waja hay k hum instaforex trading start kartay hain tu na hum ko knowledge hota hay na exprence aur na he hum ko markit ka analysis kar saktay hain jis ki waja sa hum ko instaforex trading main aksar lose hota hay ager hum instaforex trading main kamyab hona hay tu trading k baray main zayada sa zayada knowledge hasil karna ho ga
                    • #11 Collapse

                      lack of knowledge or sath me greed
                      dear traders loss isi liey kartay hain un ko forex market kay knowledge ki kami hoti ha un ko yeh nehi pata hota kay ap get quick rich nehi ban saktay hain par wo kam knowledge or exprience or sath me greed me akar big lots kay sath trading kartay hain or money management ko ignore kartay hain jis se loss hota ha
                      • #12 Collapse

                        agar humay market main loss ho raha hay to humay esmain pareshan nahi hona chahiye kyun keh agar hum pareshan ho kar kam karen gay to achi earning nahi kar sakty market main humay chahiye keh mind ko fresh rakh kar trading karen tab he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay esmain galtio ko theak karna chahiye
                        • #13 Collapse

                          Friends wese to forex me nakami ki boht si wajoohaat hen lekin jo meri smj me ati hen apse share kr deta hun.sbse pehli wja knowledge ka na hona he.q k jis kaam ka hmen pta nhn hoga wo kaam hm kbi nhn kr skte isliye knowledge pe ziada se ziada tawajjo kren.uske bad apki practice ka number ata he k knowledge hasil krne k bad ziada se ziada practice kren ap jitni ziada practice kren ge utna ziada tajarba b hoga aur knowledge me izafa hoga.teesra lagataar mehnat krte rhe himmat na haren.q k jo bnda himmat har jata he wo kamyabi b haar jata he.kamyabi k liye himmat boht zroori he.uske bad ap hamesha shikast ko mind me rakhen.q k sirf jeet ko mind me rakh k ap kaam kern ge aur haar jaen ge to apka kaam krne ka jazba khatm ho jae ga.uske bad jo bat me smjta hun k bohr boht hi zroori he wo ye k mehnat krte hoe b aur mehnat krne k bad b ALLAH TAALA JJ pe tawakkal zroor rakhen.q k jb tk ALLAH TAALA JJ ki madad hamary sath nhn hogi hm zindagi me kbi kamyab nhn hi skte.thanks friends
                          • #14 Collapse

                            Re: forex me loss hony ki sab se bari waja

                            forex mai jo log kam karty howe apne galtiyo ko ignore kar dety hain ya kam karty howe emotions or lalch ko qabo mai nahi rahkty unhy loss ho jata hain or is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota greed hamara sub sy bara lalch hain hamy isy avoid karna bohat zarore hain pher he hum loss ko avoid kar saky gy or acha bonus hasial kar saky gy
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: forex me loss hony ki sab se bari waja

                              forex trading main loss honay ki sab say main waja knowledge ka kam hona agar humary pass forex trading kay bary main kam knowledge ho ga to hum forex trading main achi earning nahi kar sakty es liye humay chahiye keh esmain sabar kay sath kam karen kyun keh sabar say kam karnay main he faida hota hay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X