indicator pr believe krna chaye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    indicator pr believe krna chaye?
    bhai jan jo trader only indicates pr believe krty hain indicator k signal pr trade lgaty hain woh signal zuada loss krty hum ko signal nahi fallow krny chaye hum ko analysis kr k trade krny chaye os sy experience milta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    yes humean mt4 k indicators k oper believe kerna ho ga our yahi standard indicators hain jo k forex k professional traders apni trades main use kerty hain bus app ko un k barey main ksii expert say siekhna ho ga our ya to utube say video diekh k us k strategies ko siekh k demo practice oru pher real account main use karein gay to pher he ye app k useful hoon gay
    • #3 Collapse

      Dear aap analysis bhe indicators ke madad say kar sakty hain aur ye zaroori nahi hai kay kise indicator kay signal par lazmi trade lagai jaay. Lekin kabhee bhe jo signal mill raha ho us ko ignore matt karin aur apny analysis kay saath compare karin. Agar wo signal aap k analysis kay ulat signal day raha hai to lazmi aik baar chk kar lain k kahin aap say koi point miss to nahi ho gaya.
      • #4 Collapse

        mery khyal se to indicator wohi use kar sakta hy jis ko chart ki reading mein kafi experience hasil ho .indicator pe trade lagana ake risk hy kabi kabi market mein sudden change aa jata hy jo indicator se match nhe karta.jesy pechly dino mein oil aur gold ki market mein change aya hy.
        • #5 Collapse

          yes dear forex trading main app indicator k bina trade he nahe sakty ho agar app forex trading main indicator k bina trade karo gy tu app ko is main lose ka samna karna par saktha hain agar app kisi pair main indicator ko use kar k is main trade karo gy tu app ko is main problem nahe hoge or app ka trade be hit hoga
          • #6 Collapse

            indicators par believed karnay ki bajaey indicators se direction li ja sakti ha market ki
            dear sirf indicators par hi believed kar kay ap forex me consistent kay sath profit nehi earn kar saktay hain ap ko chahiey kay market me ap price action trading ko use karay or sath me over bought over sold or trend indicators ko use kar kay ap market ki direction ka pata chala saktay hain jis se analysis easy ho sakta ha
            • #7 Collapse

              forex trading business mein jo log signal datiA han un signal dainy wlo ko pehly dekhna cahaiye k wokhud trading kis traha k han agr tu un ka knewledge aur experience acha hy aur we profit earn kartay han tu ap in k sagnil par depend karsaktay han lakin Mary kahyalmein hum kk sagnil phr demo account par practice karni cahaiye khud trading kar k trading karni cahaiyea aur ye hi behtar hy
              • #8 Collapse

                I think k indicators ka kaam koi zyada khas nhi hy qk some time market kisi bhi country ki policies announced krny pr market trends chang hoo jta hy aur indicators ka koi faida nhi hoota
                • #9 Collapse

                  Dear forex forum fellows
                  Brothers signals py believe krna bhe chahy magar 100% nai kiun k her time ye thek nai hoty hain ya hum thek time py wo signals pick nai kr paty jis ke wajha sy hum loss kr s jaty hain
                  • #10 Collapse

                    basically indicators aap ko loss nahe detay ap ki thinking ghalat hoti hay indicator ki samajh na honay ki wajha sey aap loss kar jatay ho indicator tou signal nahe deta indicator indicate karta hay market kay mutalik jahan market jati wahan indicator jata hay signals nahe deta aap ko khud trend dekh kar analysis pe confidence hona chaiye indicators pe nahe...
                    • #11 Collapse

                      Re: indicator pr believe krna chaye?

                      indicators kay use say humay market kay bary main idea hota hay aur agar hum en indicators ki theak say setting karen gay to he hum esmain acha result lay sakty hay warna humay esmain koi faida nahi hota es business main humay dil kar time dainay main he faida hota hay tab he safe earning kar sakty hay
                      • #12 Collapse

                        Re: indicator pr believe krna chaye?

                        Dear forex trading ma analysis indicators ki madad say kiye jatay han aor indicators kaafi saray han aor taqreban 80% accuracy kay saat batatay han laiken humay pher bhi indicators per depend nhi kerna chayi kiun kay ager koi news release hu jaye tu wo indicators ko beat ker jati hay aor market hamaray opposite move ker jati hay is liye news per bhi nazar rakhni cahyi.
                        • #13 Collapse

                          Re: indicator pr believe krna chaye?

                          forex mai hamy indicators py 100% itbar nahi karna chahey yai hamy market mai enter hony mai madad dety hain forex mai hamy acha knowledge hasial kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex mai indicators ke bohar ahmeyat hain
                          • #14 Collapse

                            Re: indicator pr believe krna chaye?

                            forex aik international business hain hamy is mai indicators ko use kar ky kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex aik online business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain forex pakistan mai legal ban cuka hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: indicator pr believe krna chaye?

                              G bhai ham logo ko dono chizoun ko dakhna chahyae indicater ko bhi use kerna chahyae or analysis bhi lazmi kerna chahyae tu ap k liay best ha warna loss k choices ziyada hoty hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X