Trading otna asaan nahe hai jitna k ye nazar aata hai jab be koi new one esko join karta hai tu wo aksar ye samajta hai k ye easy type business hai aor bari asaani say mai earning kar sakonga lekan jab time spent karta hai tu pta chalta hai k nahi ye otna asaan nahi jitna wo samajta ta so es mai koi shaq nahi k forex trading success k based par kafe ziyada hard aor tough hai
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим