jis trde main stoplose barra ho aur tp chota ho us trades say avoid karna chaye.?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jis trde main stoplose barra ho aur tp chota ho us trades say avoid karna chaye.?
    members mairay ap say mashwara hay k jo trades hamain stoplose barra day aur take profit chota day meaan risk zaida ho aur reward kam ho hamain aisi trades say avoid karna chaye aur isi main he hamari samjhdari hay m i right?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
    members mairay ap say mashwara hay k jo trades hamain stoplose barra day aur take profit chota day meaan risk zaida ho aur reward kam ho hamain aisi trades say avoid karna chaye aur isi main he hamari samjhdari hay m i right?
    G bilkul aisi trades ko avoid krna chahiye qk aisi trades ka hamen koi faida ni hota hai q k jab hamara stoploss bra hoga hamare take profit se to iska hamen koi faida nhi hota hai q k hamen har haal men kam as kam apna stoploss 1:2 hona bahot zaruri hai ta k hamare stoploss se hamara take profit double hona chahiye tab hi ham apni trades se acha profit earn kr sakte hain
    • #3 Collapse

      kam az kam risk reward 1:1.5 se 1:2 hona chahiey trade me
      dear jub hum market me analysis kartay hain to os wakt humainy risk reward ka lazmi khayal rakhna chahiey or jis trade me humainy reward hamaray risk se b kam milay is time trades open nehi karni chahiey or money management kay rules ko pora karna chahiey baz dafa long pin bar ya support and resistance door honay par stop loss bara ho jata ha os time khayal rakhna chahiey
      • #4 Collapse

        dear Forex trading members Assalamualaikum main aapki baat se bilkul agree Karunga Forex trading Mein management bahut important hai aapka stop loss of take profit ratio with respect to strong support and resistance honi chahiye Forex trading mai stop loss half or take profit full hona chahiye Mintu se aapko account mein management Is Tarah karna chahiye ki aapko stoploss agr hit ho jaye to usko recover kar Sako
        • #5 Collapse

          Us trade ko lainy ka koi faida hi ni ha js me sl behra ho tp se q k ap aik commitment pe chal rhy hoty ho k mein ne tp ziada laina ha aur loss kem laina ha jb ap apni commitment pe paky ni rehty aur sl berha rakh laity ho tu ap ki risk to reward ratio disturb ho jati ha.money managment bhi disturb ho jati ha aur at last loss ka samna krna perhta ha es lye aisi trades chor daini chahaen
          • #6 Collapse

            experience traders best traders ka kehna hay kay trade mei judgement profit loss ki zaroori hay risk reward ko pehle dekhna chaiye then trade mei enter hona chaiye agar risk zyada ho wo trade na lagana behtar hay Take profit agar aap ko acha milay pips achay gain horahay hon wo trades aap karain risk reward ko pehle calculate kar lenay chiaye...
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: jis trde main stoplose barra ho aur tp chota ho us trades say avoid karna chaye.?

              agar hum apni har trade main stop loss use karen gay to es trha humari har trade safe ho jati hay aur humay chahiye keh esmain kisi kisam ka lalach na karen kyun keh lalach ki zad main aa kar hum stop loss aur take profit dono he use nahi karty aur hum market main earn karnay ki bijye nuqsan kar lety hay

              اب آن لائن

              Working...
              X