Dollar index aur gold main movement always opposite nehi hoti
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Dollar index aur gold main movement always opposite nehi hoti
    Jab gold main previous big upward move hui hai tou kuch time ky liay main ny dono gold aur dollar index ki movement check ki tou dono hi upward move ker rehy thay tou aesa bhi ho sakta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dollar index American economy ky sath direct linked hai jabky gold direct linked nehi hai tou aesa bilkul bhi nehi hai ky agar dollar up jaey ga tou gold down hi jaey ga dono aik time main aik jesy movement bhi ker sakty hain isliay jab bhi gold main trade kerain tou zaruri nehi ky pehly dollar index ko bhi read kerain
    • #3 Collapse

      Gee aap nay theek kaha hai kabhi kabhi market mein aisa bhi hota hai kay gold aur dollar index aik hi trend mein move kar rahay hotay hain aur jis waqt aisa ho uss waqt market ka andaza lagana bahut mushkil ho jata hai kyun kay aap kay psa koi referrance nahin bachta aise waqt mein trading na karain aur market kay stable honay ka intezar karain
      • #4 Collapse

        G han some time ye dekny me aya hay key dollar index aur gold ki movement same direction me hi move karty hey aur some time opposite move karty hey, jaha tak mera expernice hay ye market news aur market ki condition par hi depend karta hay.
        • #5 Collapse

          dollar aor gold kabhi kabhi eik side ler kaam ker rahay hotay hain or kabhi kabhi oppost side per is businesss mian main na apnay senior say ya he sunna hay k gold per is he time trade lagayain jub ap thora experiance lay lay
          • #6 Collapse

            gee mery bhai apki bat sy agree karunga forex trading ma doller index aor gold aik opposite direction ma always move nhi krty hain iski waja yeh hai ky doller technical aor fundamental ky hisab sy move leta hai jub ky gold yearly band ma move leta hai gold apana yearly move kr chuka hai mazeed lower nhi jany wala hai is bat ka apko pta hona chye agr to gold yahan py hold kr leta hai to apko maloom hona chye ky next year ma mazeed low ya high ja skta hai
            • #7 Collapse

              Gee haan brother aap nay theek kaha hai aksar dekha hai kay gold aur dollar index aik hi side per move kar rahay hotay hain aur aisa market ki fake movement ki wjah sae bhi ho saktq hai aur ya phir agar gold ya dollar mein sae kisi aik ki market mein mang kam ho jaye tou inn ki movement same ho jati hai
              • #8 Collapse

                g han bhai yah possibilty hain forex ki market main boht se pair ayse hain jo aik dosry k opposite move hoty hain or boht se air same condition main move kar rahy hoty hain es liye hmain apni trading main jitna hos ky tna he expiernce gain karna chahye ta k ayse koi bhi situaion ho tu hum asani se os main apna kam kar skaen
                • #9 Collapse

                  Re: Dollar index aur gold main movement always opposite nehi hoti

                  forex mai dollar index or gold ke movement hamysha opposite hote hain hum is mai live trading karty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain or hum is mai full time be kam kar sakty hain yai students or house wife's ky liye bohat ache job hain is mai hamara koi boss nahi hota hamy is mai weekly target bana ky kam karna chahey
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Dollar index aur gold main movement always opposite nehi hoti

                    forex mai hamy ache learning hasial kar ky market ky rules ky mutabik mahnet sy kam karna chahey pher he hum loss sy bach saky gy or acha profit gain kar saky gy forex mai hamy dollar inde or gold ke opposite ko dahk kar kam karna chahey forex aik world wide business hain yai pakistan mai legal ban cuka hain
                    ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X