What to do after a loss?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #196 Collapse

    hmy is main lose bhot km hota hai agar ho bhe jye to hmy chahye k hm yahin se pora krin is ka lose is ko chor k na jain lose hota he tb hai hy jub hm zadaa pesa kmny lagty hain or hm lalach main pr jaty han
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #197 Collapse

      jab mujhe loss hota hai to mujhe bura lagta hai isliye me forex me trade karna hi band kar deta hu fir jab gussa shant hota hai do din ya jab bhi bat fir se trade karta hu par mujhe trade me kabhi profit to kabhi loss hota hi rahata hai is liye me ab demo account me practice karta hu jisse mujhe experience mila kare
      • #198 Collapse

        dear forex bhot acha business ha jb is me loss hota ha tu hamen bhot zyada prepare hone ki zarorat hoti ha aur tb hi ham bhot kuch sekh skte hain loss ke bad ap apni mistakes se aur bhi yada sekh skte hain aur loss ke bad ap ko aur bhi prepare hone ki bhot zarorat hoti ha
        • #199 Collapse

          afsos mat krna wo apko weak kr dy ga ap bs loss ko recover krny ke stratage creat kerain aur recovery ko khatm krny ka trika baniyan.
          • #200 Collapse

            bhai ji is se bari koi aur bewaqofi ki baat nhi ho skti hai k ap is main kam kry aur is main loss hony pe is ko chor k chly jain ap kia kry gay is k baad ap ko ye tang krta rahy ga is liye ap ko chye k is main ye seekhny ki koshish kry k kis trha se ham loss se bach skty hain aur kis time pe bach skty hain
            • #201 Collapse

              i think loss and profit to every business ka aik part htoa hey aur yeh business hum us waqat tak learn bhi nahin kar saktey hain jab tak keh hamen is main loss nahin hota hey aur loss hone ke bad hamen learning akrni chahiye.
               
              • #202 Collapse

                dear loss k bad kuch rest kro aur realize kro k kaha ap sy galtian hui aur ap ny kis trh trade kia .loss honay py sabr kro aur try kro k 2bra aisa na ho q k ap demo account seekh chuky ho gy.
                • #203 Collapse

                  the first thing is that don;t loose ur hope and dont be sad ..balky aany ewaly profit k bary ma sochy then apka moral kam krny ka brhy ga ..or new plananing kry os lose ko cover krny ki ........
                  • #204 Collapse

                    bhai jan me to loss k bad rest karta hun or sabar karta hun next trade lagany tak or hamen kbi b loss k bad himmat nhe harni chaiye blky or ziyada himmat se kam le kar agye barhna chaiye or maiuss nhe hona chaiye.
                    • #205 Collapse

                      jab mojay tarding main loss hota hain pahlay mojay apnay ap pay bohat hi gosa ata hgain pher main apni galtisay sekhta ho or dobara tarding shoro kar data ho
                      • #206 Collapse

                        immediately after loss when i In the event that control THE emotions ,keep patience n dont beginning again quikly soon after loss ,,,,,,,,,,,, right after a few time start n focus your own EMPLOY carefully n dont repeat your own mistakes
                        • #207 Collapse

                          ji ye baat sahi ke loss hone ke baad afsoos to boht hota hai magar meri advice ye hi ke loss hone ke baad aap demo par or achi tarah se trading ki practise karen or umeed na haren.
                          • #208 Collapse

                            zindgy me nfah aur nuksaan to hota hi rehta hai humain bus zroorat hai to saber ki humain bus is se connected rehna chahiyay aur coment kartay rehna chahiyay takay hum apna karobaar jari rakh skain
                            • #209 Collapse

                              Dear sir Forex trading main agar loss ho jay to us kay baad aap ko loss ki waja talash karni chayaie and apni us mistake ko door karna chahayie jes ki waja say loss howa hay, and forex kay baray main mazeed learning and practice on demo account per karni chahayie.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #210 Collapse

                                after a loss you must have to control your emotions ,keep patience n dont start again quickly after loss need noly knowledge and experience.so if you are good trader and you have no loss.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X