Trading kay lye market ka analysis bahut zaroori hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading kay lye market ka analysis bahut zaroori hai
    Forex mein agar aap trading kartay hain tou jab tak aap forex trading ki fundemental needs ko poora nahin kartay uss waqt tak aap trading sae earning nahin kar saktay aur uss kay lye zaroori hai kay aap apni trade kay lye market ka technical analysis zaroor karain aur trade mein kamyabi hasil karnay kay lye aap indicators ko bhi use kar saktay hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Agar ham without analysis kisi bhi pair main just market ki movement ko dekh ker trade open ker lety hain tou it's mean ky ham luck per trade open ker rehy hain ky agar luck ny favour ki tou profit zarur mily ga lekin luck all the time favour nehi kerti aesy main zyada loss aur kam profit ky chances hoty hain
    • #3 Collapse

      Forex market main successful trading kabhi bhi analysis ky baghair mumkin nehi hai agar ap forex market ky achy analyst ban jaen tou ap forex market main achy trader bhi ban sakty hain isliay forex trading analysis ker ky kerny sy hi profit possible hai
      • #4 Collapse

        dear bro you are correct ager hum forex trading main kamyab ya profit banana chahty hn to funadamental aur technical analysis kerna bahut zarory hy ,mairy khayal ke mutabik aik ashy profit ke liy ye analysis bahut zarory hn aur subh se important bat ke analysis hamara khud ka hona chay kisi per depend ni kerna chay
        Signature removed by moderator
        • #5 Collapse

          Gee haan market mein humain trading karnay kay lye humain uss kay analysis ka experiance bh lazmi hona chayea kyun kay agar aap apni trade kay lye market ka analysis nahin kar saktay tou aap jo bhi trade lagain gay woh tukkay per lagain gay aur aap ki woh trade risk per hi rahay gi
          • #6 Collapse

            G blkul bro apny blkul sahi kaha market ko analysis kiay begar trade karna apny pao par kolhari marny wala kam ha es sy ziada chances loss ky hi hongay q ky hmm luck pr trade kr rahy hon gay agr hmm 1 achi trade karna chahty han to lazmi ha ky market ko analysis karien or indicators ka istamal bhi karien.
            • #7 Collapse

              g han bhai apki bat shai hai or frex trdaing main jub hum trdaing karty hain tu hmary liye market ko achi trah se nalsye karna boht he zeyda zaroro hota ai q k jub tak hum market ko achi trah se judge nahi karty hain hum kbhi bhi acha order nahi lga skty haib es k liye technical analyse ko follow karna chahye ta k ap market ko achi trah se followkar ksty hain
              • #8 Collapse

                Re: Trading kay lye market ka analysis bahut zaroori hai

                forex mai analysis ke bohat ahmeyat hain hamy in ko weekend py learn karna chahey or jab hum in ko use karty howe kam karty hain to hum market mai run kar ky acha bonus earn kar lety hain hamy kabe be in ko ignore nahi karna chahey in ke 3 types hote hain forex aik big or real business hain hum isy apna professional career be bana sakty hain
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Trading kay lye market ka analysis bahut zaroori hai

                  trading karny kay liye humain is main analysis kara kafi aham hota hay is kay bgyr hum market main agr kam karty hain to trade karna kafi mushkil ho sakta hay so humani pani learning kay hisab say hi market main analysis karna hota hay is kay sath sath humain indicators ki help lyna hogi ta kay market main stay karna humary liye asan ho sakay or loss km ho sakay
                  "The mind is everything, What you think you become"

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X