Trading Mai profit earning say traders over-confident ho jatay hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading Mai profit earning say traders over-confident ho jatay hain
    Ap nay kafi dafa note kiya ho ga ke Jab traders ke khas toor per new traders ke kuch trades profit daay dain tu Trading Mai profit earning say traders over confident ho jatay hain.
    Aur iss over confidence ke waja say proper analysis k baghir trading kar k loss kar daite hain

    Traders ko iss Adat per zaroor qabo pana chaiye .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Je dear main nay bhe dekh hay kafi dost aesa hi karty hain aek ya 2 trades jab un ko profit deti hain to wo overconfidance ka shikar ho jaty hain aor smjhty hain k trading karna koe mushkik kam nai hay analysis k baghair hi agar koe pair buy mein ja raha hota hay to blindly buy kar dety hain ye nai dekhty resistance py hay ya support py aor na hi news ka ilm rakhy hain ye bikol hi ghalt hay aor forex mein aesi ghalti ki gujaish nai aesy trader chand hi trades mein apna account wash kar dety hain
    • #3 Collapse

      Han ji kabi bhe overconfident nahi hona chahey aur jb kabhe bhe profit hasil hota hai to us ko bhool jaain kay hasil hua ha bas usi tarha ke trading jaari rakhin. Agar uskii wajha say jald bazi ma ho kar zaida profit bnaany kay chakar ma parin gy to jo profit pichla hasil kiya hoga wo bhee hath say chala jaay ga. Aur trading aisa kaam ha jis ma choti choti cheezin matter karti hain.
      • #4 Collapse

        over confidence ki waja se profit earn kia zaya ho jata ha meray sath b aisa howa ha
        dear jub ap ko profit hota ha ap ko asmaan par nehi jana chahiey balkay ap ko earth par hi rehna chahiey or apnay emotions or patience ko control me rakhna chahiey or yeh nehi samjna chahiey kay meri 5 trades line me profit chali gai hain ab mujy kabi b loss nehi ho ga ap jub apna attitude change kartay hain to phr weak analysis ki waja se loss hota ha or weak analysis apnay over confidence ki waja se kartay hain
        • #5 Collapse

          Haan g khuch friends k sath ye issue ata hy k jab wo trading kertay haen our us maen un ko profit hota hy to wo us ki wja say over confidence ho jatay haen to jo trade profit our loss dono condition maen apny emtions ko control maen rakhty haen wohi forex maen kamyaab trader banty haen to humean profit hony k bad bhe trading basic rules ko follow ker k trading kerni chahy
          • #6 Collapse

            slaam to all forum members...haan ya aksr dekhna main ayia ha jisa he app ka pass kush amount ani shro ho jati ha app ko lgna show ho jata ha ab to app ka har trade he positive jye ge main app ko har trade sa profit he ho ga yahin sa app ka loss ka sfr shrow hota ha ur app ha har trade nagitive mean loss main jana shrow ho jati ha app full study ka sath iyk sahi entry point dond kr trads lgyia...
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              agar hum forex trading main overconfidence ho kar trading karen gay to es trha hum market main earning nahi kar sakty ulta humay market main loss ka samna karna parta hay es business main dil lga kar time dainay main he faida hota hay tab he market main achi earning kar sakty hay es business main money management bohat zaroori cheez hay

              اب آن لائن

              Working...
              X