Factors Effecting Currency Pairs
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Factors Effecting Currency Pairs
    Currency Pairs Up/Down Reasons

    Kisi bhe country ke currency k up/down hony mein kafi awamal hoty hain jin mein sy kuch nechy bata raha hn

    • Country ke economic conditions
    • countries imports exports
    • Political condition
    • Geographical condition of country
    • Interest rate policy of the country

    ​es k elawah diffrent charts aur indicators ke help sy bhe samjh sakty hain aur esi ko technical analysis kahty hain jo kisi bhe big trading sy pehly lazmi study kar lena chahy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Aap ne jo forex trading main. Currency pairs kay affect ko define kia hai knsay factors currency per affect kartay hain to aap ko pata hona chiay.
    Kay interset rate sab say major factor hai currency per jo affect karta hai. Laikin us kay ilawa aap kay lain kay
    Fundamental situations country ki zada effect karti hai. Kisi bhi currency pair per..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      forex market par bohat say factors asar andaz hoty hay aga rhum en kay bary main knowledge rakhy gay to he hum market main safe earning kar sakty hay aur humay chahiye keh market main safe earning karen kyun keh safe earning karnay kay liey market main achi earning kar sakty hay es business main lalach bhi nahi karna chahiye

      اب آن لائن

      Working...
      X