Kn say pair ki movement ko smjhna complicated hay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kn say pair ki movement ko smjhna complicated hay
    Dear forex members kuch aesy pair hoty hain jin ki movement ki koe smjh nai aa rahi hoti mery loye jo complicated hay wo gold hay gold ki movement ki mujhy koe smjh nai ati main jo expect kar raha hota hon us trha kabhe bhe move nai kiya ap k liye kn sa pair complicated hay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear aap ko pata hona chahiye ki Mere nazdeek Forex trading mai gold ki movement sabse Jyada complicated hoti hai aur gold ka kuch pata nahi chalta ke movement next kis site par Hogi aap ko pata hona chahiye Ke Jab Hum Gold ke upar trading Karte Hain To Hame Apne analysis acche Rakhna chahiye.
    Gold ke upar trading aksharo ka strong is liye ho jati hai can gold absaroka resistance Breakout Karke yes support area Breakout Karke directly next station ke upar next main station Jose CA resistance level hota hai yeh support level uske upar move kar jata hai aur forex market main gold Ke Jo range hoti hai .
    Isliye gold Hamare liye sabse Zyada critical hota hai aur hame koi B grade agrigold kyu kar leni chahiye Hame exactly motya resistance area ke upar again stop loss nahi Lagana to first trade Hamari small volume of lot size honi chahiye.
    Tab hamain acha profit hasil ho sakta hai.
    • #3 Collapse

      bhaijaan maybe Aap Ki Baat se agree Karta Hoon gold Ek Aisa trading instrument hai jo dali or weekly 50% logo ki account wash kar deta hai specially Forex forum members inky account wash hone ki big reason gold trading hai dear members bonus account traders Ek Hi Raat Mein Ameer hone ke khwahish mand Hote Hain Forex trading Mai knowledge experience market analysis planning skills strategies sub thingz important hain
      • #4 Collapse

        Har currency pair ya koi bhe commodity ho us kay peechy kuch cheezin hoti hain jinke wajhaa say wo apni movement karta hai. Ab agar aap ney uss movement ko samjhna hai to aapko pehly us wajha ko samjhna hoga kay jis wajha say ye move marta hai aur phir us k ooper apney analysis karna hon gy. Phir aapko us pair ke harkat ka andaza hota hai. To jo cheez samjhny ma mushkil hoti hai wo yehi hai kay aapko samjhny ma dushwaari hoti hai kay kon sa pair kis tarha move karta hai. Aur har pair ke apni wajha hoti hai aur mukhtalif factors hoty hain.
        • #5 Collapse

          dear me ap ki baat se agree karta ho gold pairs ki movement kafi complicated hoti ha previous ap nay gold ki movement dekhi ho gi kafi complicated thi or gold chunkay aik metal ha or sath me os kay against currency dollars ki ha baaz okat jub dollers index ki samaj ari ha to gold bilkul theek move karta ha par baaz okat bohat complicated hoti ha jis ko samjna mushkil hota ha
          • #6 Collapse

            bhai main nay jab say apni trading ko kerna start kiya ha.main to tab say hi gbp/usd main trade kerta hoon.or mujay isi pair kay baray main jitna zayada knowledge mil sakay lay raha hoon.main chahta hoon kay main zayada pair ko fokes karnay kay bajay ak hi pair main expert hoon jawo.takay mujay isi pair main apni trading ko kerna asan lagay.or main apni har trade ko profit main close ker sako..
            • #7 Collapse

              G han mjhy bhi gold ki trading krty huwe bht mushkil hoti ga .jo bhi trade lagaoun faoran hi loss main chali jati ha or bht wait krna parta ha .small account waly to gold ko dakhain b na ..big capital pe bhi small trade se profit liya ja skta ha .but be carefully about gold trade .
              • #8 Collapse

                gold ki movement really bohat hard hay complicated ha gold ko samjhna gold ki movement really behad fast hoti ha so small investor small tarder k liye gold pe kaam kerna behad mushkil kaam ha currencies pairs small traders k liye bets hain me samjhta hun smart money walay expert level k traders he gold ko behtar samjhtay hain....
                • #9 Collapse

                  agar hum forex market ki movement ko samjh kar trade karen gay to he hum amrket main safe earning kar sakty hay aur humay chahiey keh es business main jald bazi bhi na karen kyun keh jald bazi main market main earning nahi hoti ulta loss ka samna karna parta hay humay esmain dil lga kar time dainay main he faida hota hay
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    bohat acha sawal ha ager hum ko completed pair ka baraa ma baat karni ha to per i think gold is more difficult for us ager hum ko experience hota ha to per hum ko chaheya ka hum gold pa trade karna start karda warna hum ko lot of loss ho sakta ha warna hum ko lot loss he hoga es leya hum ko gold pa kabi be trade nhi karna hoge.........

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X