account ka wash hona hamari apni ghalti hoti ha.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    agar hum apny trading account ko theak say manage nahi karen gay to humay market main loss ka samna karna parta hay yahan tak keh hum account ko wash bhi kar sakty hay es business main humay khoob mehnat karni chahiye aur money management ka khass dhyan rakhna chahiye kyun keh money management ka khass dhyan rakhy gay to he hum trading account ko theak say run kar sakty hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      dear ap jub trading kartay hain or ap ko loss ya account wash hota ha to wo ap kay apnay decision or entry ki waja se hota ha ap ko koi force nehi kar raha entries lenay ya decision lenay me yeh sub kuch ap ki waja se hi hota ha ap ko chahiey kay ap apnay account ko wash honay se bachana chahtay hain to money management or disciplune kay sath trading karay or ap ka analysis strong hona chahiey knowledge or exprience ki bunyad par
      • #18 Collapse

        bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum apni taraf sa trade open na karaa q ka ager hum apni taraf sa trade ko open karta ha to per hum ko loss ho sakta ha esleya hum ko chaheya ka hum apna teacher sa ya per kisi group sa signal lana start karda to hamara leya best rahaa ga...........
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Yes brother I agree with u humra account aksr Humari Galti se he wash hota a aur is Ke main reason lalch, loss recovery ke try aur stop loss ka Na lgana a Hum Jb loss m jaty hain to dil ko yahi smjaty rehty hain k abi movement reverse o ge abi reverse o ge aur phir jb loss hor zaida o jata a phir wait karty hain k abi loss ko recover kary to mazeed loss hony ke waja se account wash

          اب آن لائن

          Working...
          X