Aik din me kitni Thread ki limit??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aik din me kitni Thread ki limit??
    Assalam o aliakum bhai g plz mujhy btaen k aik din me ham kitny thread ka reply kr skty hen ya new thread aik din me kitni bar creat kr skty hen ...koi limit hy is ki???
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Tasawar424 پيغام ديکھيے
    Assalam o aliakum bhai g plz mujhy btaen k aik din me ham kitny thread ka reply kr skty hen ya new thread aik din me kitni bar creat kr skty hen ...koi limit hy is ki???
    Dear ham aik din ziada se ziada sirf 4 theard hi post kr sakte hain q k hamen pak forum se sirf 4 theards ki hi permission milti hai aur agar aap postes krna chahen to aap aik din men 50 postes kr sakte hain iss pe aapko koi restrictions ni hain mere khayl men hamare loye aik din ki 50 postes bahot ziada hain aur agar ham acha kaam krte hain to ye postes hamara kafi time le jaen gi aur ham aik acha bonus hasil kr saken ge
    • #3 Collapse

      new agar koi update huwi hay forum ki jaanib se uski maalomat nahe lekin seniors se yehi suna hay kay ap aik din mei 3 se 4 threads laga saktay ho wo bhi tab jab bohat zarooir threads ho kisi important baat ka jaiza lena ho ya puchna ho inhi condition mei thread create kro otherwise aap sirf achi posts karo jinsey dusray members ko acha faida jay...
      • #4 Collapse

        Aslam o alikum pak-forex-fourm par post new threads ki jo limit hai 4 hai our posting ki jo limit hai o hai 50 posts
        • #5 Collapse

          Jaha tak meri information hay hum aik din maim 3 se 4 threads create kar sakte hain aur jaha tak bat hay post ki tou wo forum k rules k mutabik hum daily 50 kar sakte hain is zada ki limit nai hay lekin is k sath sath humara focous posting ki qualite par hona cahiay quantiti par nai humain cahiy hum achi aur paydar posting karain
          • #6 Collapse

            Dear aik din mein new rules k mutabiq 4 thread create kiye ja sakty hain aor 10 posts per day k hisab sy ki jati hain laikin kuch traders zyada bata rahy hoty hain exact limit hay wo yehi hay 4 thread aor 10 posts per day... is liye main to suggest karon ga k zyada posts ki bajay knowladge wali posts share karen jis sy forex fourm k members k knowladge mein izafa ho aor ap ki posts aor thread ki rating bhe high ho
            • #7 Collapse

              bhi hum at a time 4 post kr sakty hen us k bad post likhny wali jagh close ho gati hi .pher 30 mint k bad pher open ho jati hi to hum us pr post kr skty hen .post ki koi limit ni hi ap den jetni post kr sakty hen utni kren,good luck.
              • #8 Collapse

                walaikum assalam dear Forex trading member trading rules or Pakistan Forex forum ke rules her trader ko clearly Maloom hona chahiye dear Forex trading members aapko daily ky 4 Threads generate karna allowed hai aur unko bhi aapko Ye dekhna Hota Hai repeated Threads Na Ho Forex trading knowledge related Threads hona chahiye Jab Ke aapko baar baar wording change karke knowledge share nahi karna chahiye
                • #9 Collapse

                  Assalamualykum dear jesa k ap janty hyn k forex ayk buht acha fourm hy yaha pay har kam k Khuch rule hyn to es liey hum jo be kam karyn humin us k related rule ka pata hona cahiey aur bro ap ka sawal buht acha hy aur new member k liey informative hy to jhan tak mera knowledge hy ap maximum 4 say 5 thread creat kar sakty hyn but voh thread thk hon aur positive hon.
                  • #10 Collapse

                    dosto forex trading ma jo crunnt thread ki limit hy wo aik din ma 3 sy 4 ki hy es sy zyda hm forex trading ma daily base ma zyda thread ni create kr skty hy or jb ki posting ki tadad aik din ma 10 ya 15 ki hy lkin jo phly threads or posting ki limit thi wo kafi zyda thi tb hm aik din ma 50 posts or os k 10 ya 15 tk thread b create kr skty hy lkin ab limit kafi kam ho gai hy or ye hamry liya he faida hy ab hmain phely ki trha hr time forum py ni guzrna prta
                    • #11 Collapse

                      Bhai Pakistan forex forum pe hum aik din ma zeyada se zeyada 4 thread ker saktay hyn is se zeyada allowed nhi hyn aor ap maximum 50 tak reply ker saktay hyn lkn kheyal rahy k pehly se mojud thread ko kabi bhi post na kery is ka koi faida nhi huta aor copy paste se zaroor bachna kiun copy paste se koi bonus nhi milta aor account banned hunay k chances bhot barh jaty hyn.
                      • #12 Collapse

                        dekho trading jitna bhi karo lekin is me ye he ke bonus ziyada ho q ke trad bonus k hisaab se kia jata he aor jitna ziyada bonus ho utna hi trading kar sakte ho is se yehi zahir hota he jitna ziyada bonus utne ziyade trading kar sakte hen ap
                        • #13 Collapse

                          bhai ap is forum main jitnay cahay thread ko open ker sakty hai.mager jo thread ap bana rahay ho.wo forex say related hona cahiya.or us tarha ka thread pahlay say is forum main na ho.or jaha tak bat posting ki ha ap is forum main jitna caho kam ker sakty ho.ager ap is forum main zayada kam karo gy.to apko is forum ki taraf say bonus bi zayada hi milay ga.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            mery khyal main koi limit nahi hay humary pass daily posts ki jo maximum limit hay wo 50 posts hay har month ki aur humay chahiye keh jitna ziada hum time dai saky humay time daina chahiye kyun keh eska he humay faida hota hay aur tab he hum market main trading karnay kay liey acha bonus gain kar sakty hay

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X