strategy of take profit
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    But dear ye to koi strategy nahe stop loss our take profit to terminologies hain jin ko hum apni trading main use kerty hain our pher hum un say acha profit earning kerty our loss ko minimize kerty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Stop loss aur take profit ki strategies ko zaroor use kia karain. Take profit sey aap lalach sey door reh saktay hain aur over-trading sey bhi bach saktey hain. Jo log ziada lalach main aa kar lots ko close nahi kartey, woh take profit ko use kia karain takeh unhain decision lenay main asani ho aur lalach sey door raha ja sakay.
      • #18 Collapse

        forex trading mien apko chahiye ke ap is mien hamesha proper tareeqe se is mien take profit ko rakhen is mien ap kabhi bhi panic nahi hon aur isko ap deeply seekhen.
        • #19 Collapse

          Forex market mai take profit ak tool hai jiscko hum apni strategy mai regular use krtay hai. Esxli mada say hum Forex market mai apnay profit ko book krtay hai.
          • #20 Collapse

            agar hum theak say stratgy use karty huway tradinng karen gay to he hum market main bohat acha earn kar sakty hay so humay chaihey keh esmain dil lga kar focus karen ta keh acha kama saky
            • #21 Collapse

              Humy stop loss aur take profit deno ko during trading ste karna chahye q k agar hum stop loss nahi lagaye gye to ho sakta han k humara total account wash ho jaye isi liye humy chahye k in ko use kary is se faida ye hoga k hum big loss se bhi bach sakty han aur is business me profit bhi acha earn kar sakty han.
              • #22 Collapse

                I think kisi b kam k lye planning bohat zarori ha specially take profit k lye ap ko planing k sath sath forex k bary ma knowledg aur experince ka hona bohat zarori ha jb ap ko in dono cheezon par aboor hasil ho jye ga to ap apna target achive kar sakty han
                • #23 Collapse

                  take profit ki strategy b bahot hi achi hay app agar trade open karty hey to take profit b laga den kesi b time take profit ki line market touch kar sakti hay or app ko profit ho sakta hay
                  • #24 Collapse

                    Take profit stretigy is the best stretigy specially for new traders but same take profit ky sath stop loss ko bhi select ker ky trading platform ko close ker dena chahiay aur after some time chaeck kerna chahiay ky stop loss ya take profit agar hit ho gia ho tou again koi trade open ker leni chahiay
                    • #25 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: fawadkazmi پيغام ديکھيے
                      Take profit stretigy is the best stretigy specially for new traders but same take profit ky sath stop loss ko bhi select ker ky trading platform ko close ker dena chahiay aur after some time chaeck kerna chahiay ky stop loss ya take profit agar hit ho gia ho tou again koi trade open ker leni chahiay
                      ge han bhai hmein apne trading mein take profit aur stop loss ka istemal krna ahm hota he aur hm apne trading mein ache experinece se kam krein aur apne trading mein ghlte na krein aur apne trading mein market ke sahih trend ko smjh kr apne order lgaein phr hmein apne trading mein boht acha profit asane se hasil hota he aur hm apne trading mein jlde kmaybe hasil krte hien
                      • #26 Collapse

                        is forex main learn kar k hi hum achi trade karein gay aur apni stretgy ko enhance kar k hi hum achi trade karein gay aur boht hi acha profit hasil kar k hi hum sucess hon gay aur market main proft hasil kar k earn karein gay
                        • #27 Collapse

                          agr aap stop loss or take profit per trade lgaty hain to aap ko boht mehnt ki zrort ho gia es k elawa hamaisha apni lot ko daikhty hoye trade lgaain .waisy to forex ki strategy ko smjhna or follow krna assan nhi hai boht hard work ki zrort hoti hai...
                          • #28 Collapse

                            Aslam o alikoum dear mary khyal main aap Market ko daik kr trade start krain koi problem hai to senior say poch lain aur trade per lot size chota rakhain
                            • #29 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: mnniazi92 پيغام ديکھيے
                              The take profit strategy is a valuable strategy for a trader. If any one wants to open trade for long time and he wants to earn much he can set up take profit section......but he should set up stop loss also
                              Agar Hum take profit lagatar trade karte hain toh se Hame bahut fayda Hoga aur Agar Hum take profit Laga Denge toh Jahan Pe Hamari trade Ban Jayegi Toh Kudi karte ho jayega uske liye Hame Pyar nahi karna padega To Hum Khud Hi apni trade ko cut kare
                              FRD 07 TRADING JOURNAL
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: strategy of take profit

                                hamain stretgy ko enhance kar k hi hum achy trade kar k hi hum run karien gay aur hamain market main planing kar k hi hum achi trade karny k kabil ho sakty hain aur hamain market main knowldge k begair hum kuch hasil nai kar skaty hain ta k earn karien gay it is best job for all

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X