kya indicators zarori hain trading mein

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kya indicators zarori hain trading mein
    Dear kya ap mujhy bataen gy k bahut sy traders indicators par hi trading karty hain kya indicators k baghair achi trading nai ki ja sakti mera to kheyal ha hum jo apny analysis karty hain indicators sy achy hoty hain..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Indicators aap ko trading mein help kartay hain jis sae aap ki trade kamyab ho sakti hai aur agar aap ko indicator nahin miltay tou uss kay lye aap kay analysis achay honay chahyeain aur aap ko iss mein thori se mehnat zayada karni paray gi aur agar aap ko kahin sae koi indicator milta hai tou aap pahrle uss ko varify zaroor kar lya karain kay iss sae aap ko faida bhi ho sakta hai kay nahin
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Ali051 پيغام ديکھيے
      Dear kya ap mujhy bataen gy k bahut sy traders indicators par hi trading karty hain kya indicators k baghair achi trading nai ki ja sakti mera to kheyal ha hum jo apny analysis karty hain indicators sy achy hoty hain..
      No brother trading men indicator zaruri to nhi hai han hgar ham indicator se trading men help lete hain to phir koi eshu ni hai hamen fully indicator pe depend ni krna chahiye agar ham fully tor pe indicator pe depend kren ge ti phir hamara loss ho jay ga isliye hamen indicators se sirf market ko analyse lrne k liye help hi lena hai just hamen indicators ko helping tools smajh kr use krna hai tab ye hamare liye best hain
      • #4 Collapse

        Dear mera kheyal ha hamarey Analysis men indicators ki tasdeeq shamil ho jaey to yeh bahut acha ha iss se zeyada confidently trade ki ja sakti ha dosra ghalti ki gunjaesh kam ho jati ha wasey bhi yeh process ka hissa han aor helpfull hotey han baqee har kissi ka apna andaz hota ha jiss tarrah behtar chall sakey
        • #5 Collapse

          Dears jab koi cheez baba I jati hai to us kliy samany ki zaror hoti hai Esliy forex kliy indicaters bhi bohat achay hai taka market ka pata chal sayaur koi pershni na ho Es kliy bohat say indicates hain lakin Jo zida ter be her aur use honay walay hai wo ye hain.
          1=bolanger band
          2=moving average
          3=RSI
          4=Hackanechi
          5=parabolic
          6=cci
           
          • #6 Collapse

            Dost forex trading min indicators use karna zarori ni hay indicators to as supporters use kiye jaty hain in ki madad sy ap achy analyses kar sakty hain agar achy analyses karna ap janty hain to indicators zarori nai hain kuch traders sirf indicators py hi trading karty hain ye to traders k capicty pe depend karta hay
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Dears jab koi cheez baba I jati hai to us kliy samany ki zaror hoti hai Esliy forex kliy indicaters bhi bohat achay hai taka market ka pata chal sayaur koi pershni na ho Es kliy bohat say indicates hain lakin Jo zida ter be her aur use honay walay hai wo ye hain.
              1=bolanger band
              2=moving average
              3=RSI
              4=Hackanechi
              5=parabolic
              6=cci
               

              اب آن لائن

              Working...
              X