Control your emotions

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Control your emotions
    My dear friends ager him logo ko forex sy acha profit ho RHA ha to phir him logo ko apny emotions ko control ma rkna Chaya kau emotions ki waja sy him log loss ma ja skty ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G Bhai emotions ko control Kar ka work Karan gy to haamara Lia kamyab rahe ga ku keh me ny kafi dost asa dakhan Han Jin ko profit AA raha hota hai to woh bahot ziada emotions ho jaty Han es Lia asa NI karna chahya ..forex mein confident zarur rehna chahya KU keh aik confident cheez asi hai Jo apko larny ka hosla daiti hai aur aik emotions ko AP NY qaboo Kar Lia to AP aik achy trader ban jaty Han..
    • #3 Collapse

      Aslamu alaikum dosto ya to lazmi hai k emotion ko control ma hona chaiy agr ap ny earning ki hai to Allah ka shukr kry or agy mhnat kry mahol ko smjhy k agr ap jaldbazi kry gy to apko loss ho ga confident rhy hmesha or hard work kry profit and loss to chlta rhatta ha business ma
      • #4 Collapse

        Ues brother aapki baat darust hai hamen apne emotions pe control hona bahot zaruri hai qk jab tak ham apne emotions pe control ni kr lete hain uss waqt tak ham trading men kamyab ni ho sakte hain hamen apne emotions pe control hona bahot zaruri hai emotions pe control na hone ki waja hamare liye loss ka sabab bnti hai aur hamen zaruri hai k ham apne emotions pe control kr k hi alni trades ko run kren to hamare liye behtar hai
        • #5 Collapse

          Dear aap ki baat bikal thek hay main aap ki baat sa itafaq karta hoon k instaforex trading aak aasa bussniss hay jis main jis main lose main hoon ya profit main aap ko emotion per apna control rakhna chaya ager aap emotion per control karan gaya tu aap profit ko lose main change kar dain gay
          • #6 Collapse

            App na sahi baat ke ha . Aik achy trader aur average trader Mai faraq emotion contorol Hota hai . Jitne b achy traders hain woh achy emotion control kay mutabiq apni trading strategy k mutabiq he trading karty hain , issue liye woh Baqi traders ke nisbat ziada kamyabi b hasil karty hain. Trading ko emotion ke base per nai balky knowledge aur experience ke base per he karna chaiye .
            • #7 Collapse

              yes i am agree with u we should control our emotions in every aspect in life not in business but every thing which we r doing. for example if we got loss in business and are too much depress that's not good for us for our health also for our future business. loss or earning is a part of life. the most important thing is our health . if we can not control our happy or sad emotions than it will effect on our health. health is wealth. if once we lost our quality of our health like heartattack or stroke than we can not get the same quality of our life agin no matter how much money we spend on our health.
              • #8 Collapse

                G han ap.ki bat bilkul theek hay aur main ap.ki bat se agree karti hun k forex trading main agr hum kamiab aur profitable trading karna cahte hain tou is k liay humain cahaiy k hum apne emotions par conrol rakhe aur jo bhi profut hi raha ho usay accept karain zada ki lalach main nai parain is tarha hum apna loss karain gay
                • #9 Collapse

                  Ji bilkul app ne sahi kaha hy forex business hi aisa hy jis main trader thora sa prifit milne per bht jaldi emotional hi jata hy k ab her bar profit hi mile ga or aisay emotional ho kr trader hmesha apna loss hi krta ht is lie during trading trader ka apne emotions pe control bht zaroori hy warna emotionality main sirf loss hi ho ga
                  • #10 Collapse

                    bikaul sahi kaha bhai al ny k jab hamin trading main profit ho raha hy to hamain apny emotions par control bhi rakhna chahye ye na ho ky profit ki khushi main ap bad trade laga baithain oor apko loss ho jay zayada lach mat krain apna target salict kren target pora hony par apko market sy exit ho jana chahye
                    • #11 Collapse

                      aik baat zaroor kahon ga k agr aapko forex mein profit ho raha hy ya loss ho raha hy ap ny apny emotions ko control karna hai, if ap ko profit hota hy to ap ko lalach hota hy k mazeed profit gain karoon isi chakar mein wrong trade laga bethty hain ya aik trade ko close kiye bagher dosri laga dety hain aor dono trades mein phans jaaty hain and aik option ye bhe hotaa hai k ap ko loss ho aor ap furstrate ho kar bari bari trades lagana shuru kar dain to ye kaam seedha ap ko loss ki taraf ly k jaaye ga.
                      https://t.me/pump_upp
                      • #12 Collapse

                        aslam o alikoum dear aap nay teak kaha hai Forex trading main learn krna itna mushkil kam nhe hai jita us main apnay ap ko sanbhalna trading kay duran aik trader ko jb loss hota hai wo tb bhi apany emotion ko control nhe krta aur jb profit hota hai wo tb bhi control nhe krta
                        • #13 Collapse

                          Jab hum emotions ko control nai kar sakty to humen us waqat trading nai karni chahiye k emotions hi hamen loss ki traf le jaty hain jab hum relax hon tab hamen market py analysis kar k hi market mein in hon gy to acha profit hasil kar sakty hain emotion trading mein nai har field mein control hony chahiye emotion ko control mein rakh kar jo bhe hum kam start karen gy to har kam kamyabi ki tarf hi ho ga
                          • #14 Collapse

                            sallam dosto kia hall hian app sab logo forex trading main appni app ko cantrol karna bohat zaroree hain main app ko batawonga agar app ni ek trad main profit kar ley hain or wo trade ap ni close kar deya hian tu app ko chaye is main pir si trade na kari agar app is main pir si trade karingy tu app ko os main lose ho saktha hain tu app ko chaye k app apni app ko cantrol kari
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Dear frend hmy apne emotion ko control mai rakhna bhot zaruri hai ye nai k sirf loss mai hm bhot jazbati ho jaty hai bilky hm khus mai b bhot jazbati ho jaty hai jab hmari aik tread profit mai jati hai to hm ye samjhny kgty hai k hmy sab kuch samjh aa gaya hai or hm bhot kuch earn kar sKty hai jab k aisa kuch b nai hota or yahe khush fehmiya hmy loss mai ly jati hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X