Is it possible to earn 500pips daily?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    ha g jo earning ap show kar rahy hai yah koi zyda earning nahe hai. q h ham janty hai forex se ham bohat zyda earning kar skty hia . per is bat ka depend ap ki capital per hai . or ap k skill per hota hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      Dear meray khayal mein to agar ap k pas big capital hy to phir ap itny pips earn kar sakty hain lekin us k liye ap k pas proper knowledge aur expeience hona chahiye ta k ap itny pips earn kar sakien
      • #78 Collapse

        o bhai agar koi banda aik din main 50 pip b roz earn karta hu tu bohat bara hai or ap 500 ki baat kar rahy hain agar 500 koi earn kar ky pip tu osy or kuch b nahi chahiyeh huny chahiyeh mehnat kary zaida say zaida tubhi kamyabi mil sakti
        • #79 Collapse

          500 pips kafi zaida hy merey khayal se is liye is ky barey mein kuch nhi khe sakhti mein filhal well ye zarr khena chahun gi ky yahn par zaida se zaida mehnat kartey rahey ta ky app yahan par ek kamiyab trader ban jaye ta ky ap aram se wo hasil kar ley lehaza mehnat zaroori hy
          • #80 Collapse

            Yes to possible tab ho ga jab app ko market k technical analysis kerna aen gay our pher ap us man acha expereience rakhtay hooon gay pher he app daily k 500 pips earn ker sgin gay
            • #81 Collapse

              daily basis par profit lena asan nahi hota aur is key ley pas capital bhi ziada ho aur aap ka experience bhi ziada ho. Jo log professional ya successful trader hotey hain woh big investment sey big profit banatey hain. Lekan daily basis par profit ki bajaye hamain aik target set krna chaheye aur us key mutabiq kam karna chaheye.
              • #82 Collapse

                jee han eskay liey humay forex trading ko ziada say ziadda time daina chahiey jab hum ziada time dain gay tabhi esmain kamyab hon gay so humay dil lga kar focus karna chahiey ta keh acha earn karen
                • #83 Collapse

                  Ye possible han lekin is k liye humy zyada investment ki zarorat hoti han agar to humary pas itna capital han to hum is business me big lot size par bhi trading kar k acha earn kar sakty han lekin humy koshish karni chahye k is business me zyada greed na kary aur small lot size par trading kary.
                  • #84 Collapse

                    500 pips earning karna namumken to nahi hay magar mushkil zaror hay 500 pips earn karny k ley hamara knowledge or expernice b bahot hi zeyda hona chaye tab ham 500 pips earn kar sakty hey
                    • #85 Collapse

                      Koi bhi target achieve krna impossible nahi hota. Strong planning ki zaroorat hoti hy. Forex aik risky business hy aur is main daily basis par big profit lena asan nahi hota. aik successful trader hi itna bara target set kr sakta hy aur apney experience ki roshni main yeh target achieve kr sakta hy. New teaders ko small targets set krney chaheye aur un ko achieve krna chaheye.
                      • #86 Collapse

                        Gee han forex market main tou sub kuch possible hai ap 500 pips tou kia 2500 pips bhi earning ker sakty hain but apko isky liay bahot bara risk lena perta hai jesy previous keh dino sy btc ky rates daily basis per upward ja rehy hain aur woh Upto 5000 pips bhi move kia hai tou ap itni pips earning ker sakty hain
                        • #87 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: fawadkazmi پيغام ديکھيے
                          Gee han forex market main tou sub kuch possible hai ap 500 pips tou kia 2500 pips bhi earning ker sakty hain but apko isky liay bahot bara risk lena perta hai jesy previous keh dino sy btc ky rates daily basis per upward ja rehy hain aur woh Upto 5000 pips bhi move kia hai tou ap itni pips earning ker sakty hain
                          ge han bhai hmein apne forex trading mein acha experience ho to hm apne forex trading se rozana boht acha profit le skte hien aur hmein apne trading mein experience ho aur hm apne trading mein ziada risky trading na krein aur apne trading mein market ke movement ko smjh kr apne trading krein phr trading se hm ko boht acha profit hota he
                          • #88 Collapse

                            is main hum boht hi acha earn kar sakty hain aur pips main trade karny k liye experience hasil karna ho ga tab hi hum sucess hon gay aur pips tou up aur down hoti hoti hi rahti hain aur hamain is main sucess hona ho ga
                            • #89 Collapse

                              Re: Is it possible to earn 500pips daily?

                              daily is forex main achy say tarade kar k hi hum suscess ho akty hain aur hamain market main pips ki movemnt ko dekh k hi hum achy say trade karny k kabil ho sakty hain aur hamain market main knowldge hasil kar k hi hum achy say trade karny main bia sani ho saky gi
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                Re: Is it possible to earn 500pips daily?

                                main b shuru main daily 100pip ka target kya karta tha risk ka khiyal nai rakhta tha jis ki wajah se mera account wash howa ab main pip or profit nai daikhta apna account safe daikhta hai profit kabi zaida ho jata hai kabi kam lekin ab mujhay acha lagta hai k account to safe hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X