Dollar ki ounchi urraan

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Dollar ki ounchi urraan
    Mein nay aksar dekha hai kay forex mein dollar ki value uss down ja rahi hoti hai jab kay pkaistan mein dollar ki value bahut zayada ho jati hai aur same aisa hi gold mein bhi hota hai kay aalmi mandi mein gold high ja raha hota hai lakin forex mein gold ki value down trend mein hoti hai iss ki kya wajah hai agar koi ja ta hai tou zaroor share karain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
    Mein nay aksar dekha hai kay forex mein dollar ki value uss down ja rahi hoti hai jab kay pkaistan mein dollar ki value bahut zayada ho jati hai aur same aisa hi gold mein bhi hota hai kay aalmi mandi mein gold high ja raha hota hai lakin forex mein gold ki value down trend mein hoti hai iss ki kya wajah hai agar koi ja ta hai tou zaroor share karain
    Dear agar aap dollar ko dollar index men dekhen to iski itni ouchi uraan ni hai dollar ki oonchi urraan sirf pakistani rupees me hai aur jahan tak mera khayl hai to dollar k down aane k kafi chances hain aur ye zarur down aaye ga
    • #3 Collapse

      jnb dollar ki uonchi urran sirf pakistan me e hy . Is ki main reasons hmary mulk ki na kaam muaashi policies hn. World level py dollar ki value wohi hy jo pehly thi . Isi trha gold k rates ka pakistan me high hona b yei reason hn k hmari economy strong ni hy js wja sy aaj ye haalat hn Pakistan me. Agr hmari economy strong ho tu usd ho ya gold ho inki values prices idr b down ho skti hn.
      ALLAH PAK BEHTAR RIZQ DAINY WALY HEN.
      • #4 Collapse

        ji Pakistan main dollar ki qeemat main asafa hoa hai or agar is ki price main ezafa hoa hai to ye ak na ak din zaror down aye ga dollar ki qeemat main jb izafa hota hai to Pakistan rupee main kami ho jati hai ye down a jata hai dollar jitni ounch urraan bhary ga ye outni hi uraahn sy nechy b ay ga .
        • #5 Collapse

          Dears aksar aisa hota hai kyunk dollar k sath zida emport and export hoti hai Esliy bhi dollar up and down hota hai kyunk dollar gold per bohat effect kerta hai lakin ab week ho raha hai aur ye Pakistan main bhi week ho ga gold nay apna trend chang ker liy hai wo bhi buy ja raha aur gold k buy per zida chance hai dollar week ho ga. So take careful
          • #6 Collapse

            Dear aalmi Mandi me dollar ki value increase nhi hooi yeah sirf Pakistani ruppe pe effect kr RHA hy us ki waja hamari policies hen lion keh tamam import export doller me ho rha hy is liay doller Pakistani mashiat pe effect krta hy aor dollar ki value jald decrease ho jaay gi
            • #7 Collapse

              haan g ajkal dollar bahut ooncha chala gaya hy aor ye new hakoomat aany ki wajha sy howa hy main umeed karta hoon bahut jald dollar ki value kam ho gii.. hamary mulk pakistan ki muashii halat aor oper sy pakistan py jo qarzy hain us wajha sy dollar ki uraan bahut oonchi ho gai hai aor sath mein gold ki bhee..lekin ye aik international baat hy is mein ap ya ham kuch nahi kar sakty.
              https://t.me/pump_upp
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                G bhai dollar aalmi mandi mein itna onch nahi urta jitna k pakistan mein uper jata hai agar dollar ko index mein dekhein to hamein is ke asal value pata chalti hai

                اب آن لائن

                Working...
                X