Forex mein aksar breakout maheenay kay second week mein hi kyun ata hai aksar jab bhi bonus shift hota hai bumaray account mein tou tamam traders market kay trend ko follow kartay hain aur trade laga detay hain lakin aglay hi din market mein breakout aa jata hai aur market aisa trend change karti hai kay logoun kay account wash ho jatay hain aur iss maheenay bhi aisa hi hua aap mein sae koi bata sakta hai kay aisa kyun hota hai
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим