Trade lagate waqt feeling kia hoti hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade lagate waqt feeling kia hoti hai
    Trade lagate waqt feeling different traders ki different hoti hai koi confidence k saat apna trade lagata hai koi unsure hota hai trade k hawalay say koi buhot ziyada concern hotay hai koi buhot ziyada fear mehsos karte hai so different feelinga hoti jo aate hai
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Sir g waqi esa he hota hy har trader ka apna aik tujurba hota hy jis per wo trading karta hy trading k asol hoty hein har trader asolon ko follow to ni karta lekin kuch traders esy bhi hoty hein jo confirm hoty hein apni trads k bary mein kiyon k un ka experience kehta hy k trad drust hy aur felleing ka total daro mdar experience per hy aik trader ka experience jitna ziyada hoga utna ziyada felling control mein hon gi
    Removed by moderator.
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
      Trade lagate waqt feeling different traders ki different hoti hai koi confidence k saat apna trade lagata hai koi unsure hota hai trade k hawalay say koi buhot ziyada concern hotay hai koi buhot ziyada fear mehsos karte hai so different feelinga hoti jo aate hai
      Salaam Alaikum bhai aapne trade Laga Ke Waqt film ke baare mein Pareshan kiya hai bhai sahab Business mein karna chahte hain aap ki koi feeling nahi hona chahiye bas aap apne channel I say again
      • #4 Collapse

        G bilkul apne teek kaha hai k aksar mukhtalif traders k feeling mukhtalif kisam k hotay hai aor maire khyal mai ye ik natural cheez hai insan mai jazbat hotay hai aor wo eski mazaj mai aati hai jab aisa koi khas kam karne ja raha hota hai
        • #5 Collapse

          g bhai jan ap ne bilkul thek kaha hai jin logo ne achi tarha market ko analyse keya hota hai un ko khud par boht trust hota hai or wo bht tasali se trade lgaty hain or jin logo ne home work na keya ho un k dil me hamisha doubt hota hai k pta nhi kia hoga asy logo ko chahye k wo tab tak trade he na open karain jab tak un ko trade par yaqeen na ho k ye ap k sath kia karny wala hai
          • #6 Collapse

            G AP ki bat bilkol teak ha forex ma Kam karny waly hr bandy ka mind different tra ka hota ha or hr koi apni strategy sy Kam krta ha but hmain chaiy k hm JB bi trade Karin tu hmain cool or fresh mind k Sath trading karni chaiy hmari feelings bilkol normal honi chaiy KU k trading ma emotions bout important hoty hn so always be careful
            • #7 Collapse

              Bhai Forex Trading aisi cheez hy k koi bhi banda ye nhi keh sakta k falaan currency ma trading ager karo gy tu faida huga lkn ager kisi ka trading ma bhot experience hy aor market se bhi khoob waqif hu tu aise ma yaqeenan feeling kafi achi hongi aor full confidence bhi huga k zaroor profit hi huga. Different trade different feeling ka huna bhi ek fitri baat hy.
              • #8 Collapse

                us time hamein kafi dar bhi lag raha hota hai lakin darne say zayada hamein chahiye kay hum log forex per work karne kay baray main sochein. Forex eak best business hai sub is per work kar rahay hein aor yehe waja ha yeh best hai.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum forex ma tab be koye trade open karta ha to per hum ko chaheya ka hum us trade ko open karta waqat apna mind ma loss or profit both ka kheyal raka to per hum ko achi earning hoge.............

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X