New traders ko loss q hota hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    New traders ko loss q hota hai?
    Dear friends jaisay k apko pta hai forex trading kafi bara bussines hai tu mera ye sawal hai k new trader ko start mein loss hi q hota hai? Kia koi aisa tareka hai jis mein new trader ko starting mein sirf profit hi ho ta k wo disheart na ho aur trading karta hi rahy? Kindly senior members kuch guide lines dy dien
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Shehri پيغام ديکھيے
    Dear friends jaisay k apko pta hai forex trading kafi bara bussines hai tu mera ye sawal hai k new trader ko start mein loss hi q hota hai? Kia koi aisa tareka hai jis mein new trader ko starting mein sirf profit hi ho ta k wo disheart na ho aur trading karta hi rahy? Kindly senior members kuch guide lines dy dien
    Dear new trader ko loss sirf experience na hone ki waja se hota hai jab koi new trader forex ko join krta hai to wo shaid yahi smajhta hai k ye buisnes bahot aasan hai aur wo iss buisnes se bahot jald koi barri amount hasil kr le ga giski waja se wo apni investment ko bhi zai kr deta hai lehaza hamen apni investment ko zai ni krna hai hamen pehlay experience lena hai then ham ne trading krni hai
    • #3 Collapse

      forex mein jab new member intar hota hy to usy yaha pe trading ka tajarba nhe hota.wo andazy se trade laga deta hy ya account ballance se bari trade lagata hy to account jaldi wash ho jata hy.new member k chahye k pahly trading ko sekhy aur apna time zaya na kary.
      • #4 Collapse

        Aslamualaikum business koi bhi ho us main profit or loss dono hotay hain aisa koi business ni hy jis main loss na ho forex aik bht comlicated business hy new traders ka jaisa k experience bhi kam hota hy or emotionality bhi ziada hota hy is lie new traders ko loss ziada hota hy newbie ko bht care se kaam krna chahiye takay loss kam or profit ziada ho
        • #5 Collapse

          New trader ko loss hone ki Kuch Khaas Wajah hey Jeene mein se ek lalaj Sabse Badi kamjori Hai uske baad experience aur market se Mukamal Taur par awareness na Hona bhi Ek Badi Khwaja hai
          • #6 Collapse

            is business main loss or profit dono hoty hain or kabhi b humny esa business nahi dekha jis main srf profit hi ho or loss bilkul b na ho humy chaye k hum is business ko proper tareqy sy karen full learning kar k or starting main to loss ho hi jata hai to humy himat nahi harni chaye humy strugal karni ho gi ak acha trader banny k liye
            • #7 Collapse

              Aslamu alaikum dosto ap k views bht clear hain k wo smjhty hian k hm rato rat paisy kma ly lekn acha business man wo hota hai jo phly smjhy routine ko phr kry otherwise loss hota hai
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Shehri پيغام ديکھيے
                Dear friends jaisay k apko pta hai forex trading kafi bara bussines hai tu mera ye sawal hai k new trader ko start mein loss hi q hota hai? Kia koi aisa tareka hai jis mein new trader ko starting mein sirf profit hi ho ta k wo disheart na ho aur trading karta hi rahy? Kindly senior members kuch guide lines dy dien
                Mery khyal ma new traders ko loss es ly hota hai kay wo bas trading karney ka shook ma hoty hain aur bila kise jawaaz ya bina sochy samjhy esy he market ma trade open kar lety hain. Aur trades esy open nahi kee jaati balkay us kay liey aap kay pass kuch na kuch jawaaz hona chahey aur kise na kise wajha say trade lagani cahey. Es kay elawa new traders kay liey aik aur bara masla feelings par control na hona hai.
                • #9 Collapse

                  jnb new trader q k unskill hoty hn is lye wo loss gain krty hn . New hony ki wja sy experience b ni hota trading ka ye b main wja hy loss ki. Is sy bchny ka behtreen treqa ye hy k trading ko learn kia jay aur seniors sy guideline li jay. Start up ki trade jo hn wo seniors k mashwry sy lgai jaien q k unka experience hy is trading ka . Aur jo points wo btaien unhy apny pas note krty jaien is trha apki learning b hoti rhy gi aur earnig b.
                  ALLAH PAK BEHTAR RIZQ DAINY WALY HEN.
                  • #10 Collapse

                    G bhai forex trading ek bhot bara business hy aor her new aany waly ko bhot hi asaan mehsoos huta hy jis ki waja se new trader ko bas ek hi soch rehti hy k bas kese is se zeyada se zeyada profit lia hay halanke onko maarket aor trading ka kch pata nhi huta aor jaldbazi ma apna nuqsan kerwa beht ty hyn aor jab tak samj lagti tu apna account tab tk wash kerwa chuky huty hy.
                    • #11 Collapse

                      Dear Forex trading members without proper analysis market me trading karne se Hame loss hota hai new members 1 he Raat Mai Ameer Banna Chahte Hain Jiski wajah se unko loss Hota Hai trading Mein Hame knowledge or experience Chahiye Hota Hai is ke Alawa management aur strategy acchi planning photo aapko accha profit Hota Hai new members ko chahiye Ek a proper demo account practice Karim practical work karne ke baad Apne experience real bonus account mein use karke profit gain kare
                      • #12 Collapse

                        Ji janab apne boht Acha sawal kia hai janab is sawal ke jawab se new traders ko knowledge bhi ho jaega ke loss ki bari wajah kia hai janab koi bhi apko kabhi bhi aise hi paise nahi de daita apko jo kuch milta hai apki apni mahnat hardworking ki Base pe milta hai start main demo pe khub sari practice karni chahye knowledge and experience ho market ki information ho to traders kabhi bhi loss nahi karte aur sath main fresh mind ho patience without greed tabhi successful trader bana jata hai
                        • #13 Collapse

                          new traders jin ko loss hota hai wo is liye kay wo log jald bazi kartay hein wo log complete learning nahi kartay is ki waja say he unka account jaldy wash ho jata hai aor unko loss bhi hota hai is lye apko chahiye kay learning karen.
                          • #14 Collapse

                            New traders ko is liye loss hota hia k wo bgair sochy smjhy trade lga dety hai unko market ki itni smajh hoti nahi bus aty hai or trade open kar dety hai or stop loss b set nahi karty is lilye un ko loss hota hia or wo trading b chor dety hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              bhai simple sa bat ha.jo trader is business mian new hoty hai.unko is business kay baray main kuch pata nahi hota or unkay ander greed har kesam ka hota ha.unkay pas is business ka koyi experience nai hota.bas in sabhi waja new user ko is business main loss ho jata ha.bhai bat ya hay kay demo account and real account mian trading karnay main buhat farak hota ha.demo main trading kerna sab ko asan lagta ha. jab kay real account main trading ko kerna zara mushkel hota ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X