Kia aik baar analysis kar k dobara changes karni chahey?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia aik baar analysis kar k dobara changes karni chahey?
    Friends agar ham aik baar analysis karty hain aur baad ma hamhain lagta hai kay shyed hamary analysis ma kuch kami reh gai hai ya market ka behaviour change ho gaya hai to phir kia ham ko dobara say analysis kar ka trades ma tabdeeli karna chahey ya apny pehly waly analysis par he foucas karna chahey?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Janab merey kheyal se agar hum aek bar analysis mukammal kar len lakin baad men unkey khilaf koeey Solid proof (those saboot) mill jaey keh analysis men ghalti ha to un ko Zaroor tabdeel kar key New Strategy aor Analysis kar leney Chahiay keun keh Analysis kissi Agreement ka nam to nahen
    • #3 Collapse

      Bhai hume analysis ko bar bar dekhna chaiye hum se koi mistake ho sakte hai mere khiyal main 3 se 4 bar analysis ko lazmi fallow krna chaiye ur is k sath market k chart ur analysis ki be fallkw krna chaiye ye risky business hai is main hume market ka kuch ota nai chalta hai is liye phaly hamre paas experience hona chaiye
      • #4 Collapse

        ap trading k doran market ka jaeza lety rahen.aur trade lagany k bad bhi market pe nazar rakhen.trade lagany mein jaldi na karen.jab tal conform market ki direction ka pata na chaly investment na karen.strong analysis hi apky profit ki zimadar hy.
        • #5 Collapse

          Nai dear aesa nai karna chahiye aik ho bar analysis kar hi achi trade open karni chahiye aek hi bar analysis kar k trade laga kar stop loss aor take profit set kar k market apni trade ko chor den bar bar trade mein tabdeeli nai karni chahiye is sy aor zyada confusion hoti hay aor ghalt trade open ho jati hay
          • #6 Collapse

            Dear mere khyal main tou humain first time main hi achi tarah analysis kar k phir trade open karni cahaiy bar bar analysis nai karne cahaiy is se ho sakta hay humari trade wrong chali jay is liay behtar yehi hay ap jab koi trade open karain usay pehly achi tarha analyis kar lain aur agar ap lagae k is min koi kami reh gai hay tou usay check kar lain aur phir trade karain ye zada behtar hay aik bar analysis karne k bad dobara analysis nai karain
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Dear trading member agar aapne market ka analysis kia hua hey to aapko trading mein market fundamentals Pe Nazar Rakhna chahiye news update ke baad analysis short term ke liye change ho sakta hai market pay news bahut jyada effect karti hai lekhan effect short term ke liye Hota Hai trade modify karna Koi Buri baat nahi hai lalaj se avoid karna chahiye

              اب آن لائن

              Working...
              X