Professional & Trainer Traders ki Feelings

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Professional & Trainer Traders ki Feelings
    Dear Members aek baat share karni ha keh agar Meri Trade Profit par close ho to men samanghta hon keh men aek Mukammal Perfect aor Profession Traders Jesa hon Lakin agar kabhi Loss ho to Lagta ha keh Aaj tak forex men kuch nahen sekha aor iss ko sekhna aor Profit lena bahut mushkil kam ha Ahsasat (feelings) forun keun badal jati han
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Asslam o allaikum jab hum forex may trade karty hain to hum apny profit ko le k bahott khush ho jaty hain. qk hum apny ap pr proud feel karty hain.ar hum ye baat manty hain k humri mehnat ki waja say hume profit huwa, jab k jab hum loss karty hain to loss may jo ghaltian karty hain wo hum accept nhi karty. ar agr ghaltyan na b ho to hum hum us loss ko accept karna chahye jab hum accept karaingy to aisa feel belkol b nahi ayega.
    • #3 Collapse

      Dear forex market Mein professional or Jo trainer hote hain Unki feelings ke andar coffee Jyada kharab Hota Hai Kyunki professional trader forex market mein.
      Normal tarike se kaam karta hai professional trader ke andar patients ka Mushaira hota hai aur woh Army emotional feelings ko control Karta Hai jog rid of ear cuff actor Hota Hai
      • #4 Collapse

        Dear forex ma feelings ko control karna bht mushkil kaam hai aur har kise ka forex join karny k baad jo sab say bara problem hota hai wo apni feelings ko control karna hota hai. Feeling ko control us wakat tak aap nahi kar sakty jiss wakat tak aap kay pass aik acha plan nahi hoga us wakat tak aap ko ye preshani rahy ge aur uska samna karna pary ga.
        • #5 Collapse

          aap bilkul thik soch rahay hai jab tk loss wali sari galtian aap door nai kar laite tab tk professional trader nai ban sakte mujhay to 2year se zaida hko gai hai sikhte sikhte lekin abi tk professional trader nai bana lekin profit acha ho raha hai mazeed sikhnayy ki koshash kar raha ho
          • #6 Collapse

            ap ko apny knowledge pe confidence hona chahye.agar loss ho bhi jata hy to ye bhi trading ka hisa hy.agar ake bar loss ho bhi jy to ap ko himat nhe harni chahye.apni koshash jari rakhen ho sakta hy next time apko profit ho aur loss bhi recover ho jay.
            • #7 Collapse

              Yes bro ye har trader k sath hota hai agr hume success milti hai tu hum forum ko achy khete hein ir apne ap ko successful samjhte hein lekin esa nai hai forex main hume daily new experience hasil krna parta hai koi is main full senior trader nai ban sakta har ko profits k sath sath lose be hota hai
              • #8 Collapse

                Dear jab ye bat hakiqat hay jab hamen profit ho raha hota hay to hum smjhty hain k hum sy acha koe trader hi nai hay laikin jab hamen loss ho to hamen ye mehsos hota hay k kuch seekha hi nahen aor ye bat kisi had tak theak hay koe na koe kami zaror hoti hay kahin na kahin hamen jab loss ho to aor lagan sy learning karni chahiye feeling change nai honi chahiye apny hosly buland rakhnay chahie hamen
                • #9 Collapse

                  assalamualaikum dear main apki bat sy ittfaq krta hun lekin koi bhi banda mukammal trader nai ban sakta koi kahy k main forex ka mastar hon ye jhot hy hamain lerning krty rehna chahye markeet ki sortehal hal dekh kr trade lagani chahye or choty choty oder lagany chahye or lacha main nai ana chahye stop loss laga den apko loss nai ho ga inshaalah
                  • #10 Collapse

                    Han g kai dafa ho jata hai lekin me sab ko ye mashwara dena chahta hu k kabhi b khud ko perfect trader mat samjhy q k trading hmasha sikhty rahyn gy to kamyaab rahy gy aisy nahi ati trading k ye smajhna k ap trader ho.
                    • #11 Collapse

                      forex trading main apko professional ho kar work karna hota hai jo forex kay rules ko follow karta hai wo bohat achi earning karne kay qabil ho jata hai jo log forex main jald bazi kartay hein wo bhi bohat loss main hotay hein.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        brother ye aik qudrati amal hai jab ham khush hoty hain to or feelings hoti hai or jab ham sad hoty hain to feelings or hoti hai profit or loss bhi ase he hain profit ho to ham boht khush hoty hain or boht proud feel karty hain but aik kamyab trader wohi hai jo har bury waqt me bhi sabat qadam rahy or behtar tariky se kam karta rahy himat na hary

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X