Without stop loss k tradind karna
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Without stop loss k tradind karna
    Dear kya mujhy koe bata sakta hay k stop loss k baghair hum trading mein success hasil kar sakty hain forex mein stop loss agar istemal na kiya jay to kya loss sy bcha ja sakta hay ya zyada loss k chances hain kya kheyal hay ao ka
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bhai without experience se trading krna samjo lose hai hamra doka be lag sajta hai lekin zada tar without experience se lose hi hota hai is liye hume is main sab se phaly experience hasil krna chaiye baki kam bad main krne chaiye ye acha moqa hai hume forum se senior trader bane ka
    • #3 Collapse

      Forex trading main Sl basically aik aisa option hota ha jo ap k account ko safe rakhta ha aur agar ap ka account chota ha aur ap ne trade laga di aur woh trade kahin bhi shoot kr sakti ha to us waja se apka account k wash hony ka bhi khatra hota ha is lia apny account ki safty k lia km loss bardasht kr lain takeh account wash hony se bacha rahy. Thanks
      • #4 Collapse

        Dost agr ap bghair stop loss k trade lgaty hn tu apka bonus riski conditions me rhy ga. Apny bonus ko save krny k lye e hm stop loss ka use krty hn. Agr koj kahy k stop loss k bghair e bonus ko save kren ya trade lgaien tu ye buht risk hy. Agr koi trade bghair stop los k lgai aur wo trade loss me jati hy tu ab hmy wait krna pry ga k kb market wps move krti hy. Bghair wait k agr hm trade close krty hn tu saaf zahir hy loss e ho ga.
        ALLAH PAK BEHTAR RIZQ DAINY WALY HEN.
        • #5 Collapse

          without stop loss k sath kam krna bewkofi hain kun k jab app aik dafa stopp loss k bgair kam karty hain tu app ka jab account wash ho jata hai tab bhi app nay rukna he hai na iss leay app pehly din say he stop loss k bgair kam nahi karna chheay ye forex ka boht he important rules hai iss mai rules ko apply karna boht he zrori hai.
          • #6 Collapse

            g bhai agr ap logo k pass exprance hai to ap log zayda say zayda earning kar sakty hai or agr ap logo k pass exprance nai hai to to logo ko loss jka samna bhi karna par sakta hai or ap logo ka account bhi wash ho sakta hai
            :1f63b:.love to pak forum.:1f63b:
            • #7 Collapse

              Stop loss ko apni trade mein zaror use karna chahie q k agar ap stop losa use nai karty to us sy ap ka ki lagai gai trade zyada risky ho gi q k agar wo mukhalif direction mein move karti hay to stop loss k baghair ap ka account bhe wash ho sakta hay stop aor take profit ka use karna trading mein must hay
              • #8 Collapse

                Bhai without stop loss AP trade to Kar sakty Han but risk hi hai es Lia stop loss zaruri hai ku keh woh agr reverse bhi chali gai to agr AP ny stop loss lagaya hua ho ga to apko ziada loss NI ho ga aur AP ka account wash ni hota hai to AP sub stop loss zarur lagyn yeh hamari apni safety hai..
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  stop loss k bhair trade karna khatry se khali nahin hay. Stop loss k bhair trade open trade kehlati hay. jis main nuqsan k chances buhat ziada hoty hain. Ap aik margin rakh k, indicators ko observe kar ka, market trandsko nazar main rakhty hoye stop loss lagain. Is terha apki trade safe ho jaye gi aur ho sakta hay k ap kisi bary nuqsan se bach jain. Ager ksis waja se ap thora bz ho gaye hon ya kuch dair tak observe na kar sakain aur isi doran market down chali jaye to stop loss apko ziada loss main jamy se bachaye ga.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X