Beginning is always the hardest.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Beginning is always the hardest.
    Assalam o alaikum friends kaisy hn sb. Dear forex members me ye kehna chahu ga k froex trading ho ya dunya me koi b kam business job what's ever koi b kam jo hy uski start yeni k beginning e buht mushkil tareen kam hy. Bs jb 1 br start kr lia kam jaisy ye forex trading hy tu bs smjo k earning aur learning dono start ho gaien. Ab ye alag bat hy k earning ktni ho rhi hy ye hmary hard work aur qabliyat py depend krta hy. Me ye b kahun ga k ab forex me agr kam start kr dia hy tu start me ye mushkil lgy ga laikin ye time k sath sath isk learning aur earning ka graph brhta jay ga. Himmat ni harni.
    ALLAH PAK BEHTAR RIZQ DAINY WALY HEN.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: 0702sajid پيغام ديکھيے
    Assalam o alaikum friends kaisy hn sb. Dear forex members me ye kehna chahu ga k froex trading ho ya dunya me koi b kam business job what's ever koi b kam jo hy uski start yeni k beginning e buht mushkil tareen kam hy. Bs jb 1 br start kr lia kam jaisy ye forex trading hy tu bs smjo k earning aur learning dono start ho gaien. Ab ye alag bat hy k earning ktni ho rhi hy ye hmary hard work aur qabliyat py depend krta hy. Me ye b kahun ga k ab forex me agr kam start kr dia hy tu start me ye mushkil lgy ga laikin ye time k sath sath isk learning aur earning ka graph brhta jay ga. Himmat ni harni.
    Bro iI' am agree with you jo bhi kaam ham start krte hain wo biggening men hamare liye mushkil hi hota hai isliye hamen penic ni hona chahiye hamen iss baat pe focus krna hai k ham ne mehnat krni hai aur apni mehnat se trading ko sekhna hai in the biggening hamen trading bahot mushkil lagti hai lekin haqeqat men aisa ni hai trading bahot hi aasan hai agar ham trading ko smajh kr krenvto hamen koshish krni hai k ham soch kr hi koi action len to trading sekhna bahot zaruri hai
    • #3 Collapse

      Assalamualykum dear, main ap say bilkul agree karta hon k forex ho ya dunia ka koi be kam ho starting us ki though hoti hy kun k starting main ap k pas experience aur knowledge ni hota itna confidence be ni hota to es liey time k sath sath ap ko jab en chezon ka idea hota hy to tab har Chez ap k liey easy hoti hy but starting though hoti hy es main koi shk ni hy.
      • #4 Collapse

        Bro iI' am agree with you jo bhi kaam ham start krte hain wo biggening men hamare liye mushkil hi hota hai isliye hamen penic ni hona chahiye hamen iss baat pe focus krna hai k ham ne mehnat krni hai aur apni mehnat se trading ko sekhna hai in the biggening hamen trading bahot mushkil lagti hai lekin haqeqat men aisa ni hai trading bahot hi aasan hai agar ham trading ko smajh kr krenvto hamen koshish krni hai k ham soch kr hi koi action len to trading sekhna bahot zaruri hai
        • #5 Collapse

          G bhai ap ne theek kaha dunya mein koi bhe kam hoq jab ham usay start kartay hain to mushkilat ka samna karna parta hai nlekin forex ek aisa buisness hai jis mein agar ap trading ke thori se bhe samagh rakhte hain to ap ko shuru mein he profit mil sakta hai or ap loss se bach.sakte hain lekin us k liye mehnat ke zaroorat hoti hai jab tak ap mehnat nahi nkarein ge tab tak ap kuch bhe gain nahi.kar saktay
          • #6 Collapse

            dear dosto agar app forex trading main new ho tu app ko chaye k app sab si pehly forex k demo account si start ley or demo account main kar k app ko forex k bary main Experince hasil ho jaye ga or pir app insta forex k reall account main be kaam kar k acha profit earn kar sakty ho . or agar app demo main kaam nahe karo gy tu app ko forex main reall account main lose ho saktha hain
            • #7 Collapse

              Walaka islam Dear aap ki baat bukal thek hay main aap ki baat sa itafaq k aap dyunia k kohi be kam start karan tu us ko start karan main bhot pershani ka samna karna pharta hay bhot mushkalat ko face karna pharta hay instaforex trading main sab sa important aur sab sa mushkal kam trading start karna hay kyun k start main aap ko forex trading sa earning karna main bhot mushkalat ka samna karna pharta hay pher jasay jasay aap ko yrading per aboor hasil hota hay wasay wasay aap ko earning hoti hay
              • #8 Collapse

                Dear ap nay bahut acha point share kiya hay dunia ka koe bhe kam hay us ko smjhny mein tome lagta hay aor ye jo period hota hay intehai mushkil hota hay aor jab kisi kam ko start kar liya jay to us mein smjh bhe any lag jatii hay isi traha forex mein starting thora mushkil hota hay q k har point ko smjhna bhe hota hay aor practice bhe karnii hotii. .. So ghabraen nai dilchaspi sy kam karty rahen.
                • #9 Collapse

                  Re: Beginning is always the hardest.

                  A o A . m app sb se yh khna chahte ho k starting m har kam bht mushkil hote h kafi tenshion hote h r hm m itna confidencs bhe nae hota r fotex har point r har rules ko fallwo krna s smjhna bht zarore hota h lkn apgr app in sb chezo ko fallow kro ge to app successfull ho ge forex m trade krte hiwe
                  • #10 Collapse

                    Re: Beginning is always the hardest.

                    Assalam o alaikum umed krta hoon sub members kheriat say hon gay ap ne bahut achi post share ki k jub bhi hum koi naya kam start krtay hein us ki begginging bahut mushkil hoti hay shuru mein hmain bahut say halaat ka samna krna prta hay hmain chahiay k hum shuru krnay say phlay achi trah other posts ko learn krain takay hmain koi msla na ho zyada jaldbazi bhi na krain
                    • #11 Collapse

                      Re: Beginning is always the hardest.

                      Assalamu Alaikum! Dear forex members. New members ko chahye ky wo pahly apna maximum time is platform ko taky onko zaida se zaida knowledge hasil ho saky. Is ky lie zarori hain ky onko daily basis par maximum posts krni chahye taky onko zaida se knowledge aur experience hasil ho saky. Is ky elawa onko chhaye ky wo apni posts ky elawa dosro ki posts ko bi reads kry taky khuch new sekhny ko mil sakty jo onka agy ja kr ik acha bonus aur profit ka sabab bany ga.
                      • #12 Collapse

                        Re: Beginning is always the hardest.

                        Ji han bilkul hamen big hardest kar rahi chahie jitni shaadi hamari hardworking hogi utna hi achcha bonus aur prapt milta rahega aur ham kamyab hote rahenge
                        • #13 Collapse

                          Re: Beginning is always the hardest.

                          is fourm main mhnt karein gay ta k earn karien gay so hamain market main bi trader ban sakty hain so hamain fourm main bi trader ban sakty hain so hamain fourum main bi anlayse arein gay ta k earn akrein gay so hamain planing karien gay so hamain fourm main bi trader hon gay ta ksucss hon gay so hamain fourm main bi analyse karein gay ta k earn karein gay
                          • #14 Collapse

                            Re: Beginning is always the hardest.

                            Forex main ap ko Start main Lazmi Focus karna Hota hai ka ap Mehnat ka Sath satH learning karein jaab ap ke learning String ho ge toh aap ko Acha profit mily ga is liya Ap ko Chaye ka Start main ap ko Investing nahi karna chaye jaab ap ko Learning strong ho ge toh ap ko Achy say Practice ke be Bhoat Zada Zrort ho ge Acha Knowledge he aap ko Achi practice day sakta hai is liya Ap ko Starting main Mushkil ho ge Iss ka bad Ap ko acha profit Hasil karny main help ho sakti hai or aap kamyabe hasil kar sakty hain.
                            Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Beginning is always the hardest.

                              g han boht hi ach topic hy begining is always the hardest kion k dunia mai koi b kam ho start mai hardworking krni prti hain tbi hm us kam mai kuch hasil krty hain hm ko shope open krty hain to us mai b kitna arsa lg jat hy lekin ap us pe boht mehnat krty hain r apko boht fayda hasil hota hy isi traha hm forex mai strat mai boht mehnt kr kis mai kamybi hasil kr skty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X